!!!آج مسلمان نصرت الہی سے محروم کیوں ہیں

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
Allah does not directly intervene in human being affairs. He has made the laws in the universe and gave the Book of Guidance to live by.
If you don't live by his Book, then do not expect anything to change in your life.

13:11 Everyone is guarded and protected on all sides by the order of God. God does not change the condition of a nation unless it changes what is in its heart. When God wants to punish a people, there is no way to escape from it and no one besides God will protect them from it.
 

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
قرآن مجید میں ایسے کئی واقعات مذکور ہیں جہاں الله تعالی نے کائناتی قوانین معطل کرکے یا پھر غیبی امداد سے اس کے بندوں کی نصرت فرمائی
 

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
قرآن مجید میں ایسے کئی واقعات مذکور ہیں جہاں الله تعالی نے کائناتی قوانین معطل کرکے یا پھر غیبی امداد سے اس کے بندوں کی نصرت فرمائی
O really? Can you quote few verses?
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
mullaan ne asal deene islam ke baare main logoon ke zehnun main hamesha uljhanen hi peda ki hen bebunyaad aqeedun per un ko pakka ker ke. ye log us buland satah per sochte hi nahin jis ka quraan taqaaza kerta hai. issi liye ye log ummat ko drust simt main nahin le jaa sakte. sadyun se ye ummat aisi hi hai aur issi liye hai. lihaaza jab tak log khud apne khudaa daad aqlo fiker se kaam nahin len ge woh mullaan ko chhor hi nahin sakte aur jab tak mullaan ko log chhoren ge nahin ya khud mullaan ke dimaagh drust nahin karen ge khud ko musalmaan kehlwaane waale hamesha issi tarah tazabzab ka shikaar rahen ge aur zaleelo khawaar hote rahen ge.

yun to mullaan aur un ke shaagirdun ke bahot se aqeede ghalat hen magar kuchh per samjhaane ke liye baat ker deta hun keh shaayad kisi ka faaida ho jaaye.

aik ye keh in logoon ne khudaa ke baare main logoon ko zehnun main ye baat daali hui hai keh khudaa koi zaalim aur draavani hasti hai aur us hasti se insaanu ko hamesha darna chahiye warna aap ki khair nahin hai. khudaa ke baare main aise khayalaato nazriyaat rakhne waale logoon ne khudaa ko apne jaisa zaalimo jaabir samjhaa huwa hai. dekhaa aap ne khud ko musalmaan kehlwaane waale log kaise kaise aik doosre per zulmo ziyaadati kerte hen? agar aap is baat se inkaar ker sakte hen to ker ke dikhaayen? aur to aur taleemi idaarun main dekhen aise zehni mareez ustaad bachun ko kaise control kerte hen. bachun ko maar maar ker un ki mat maar dete hen. phir is per zulm ye keh kehte hen khudaa rasool ne ham ko yahee bataaya hai.

sochne ki baat hai keh khudaa ne to insaanu ko aqal seekne ki ehliyat de ker peda kiya hai taa keh woh aqal ki ehliyat ke zariye aqal seekhen na ke maar daard ke zariye. ye log is qadar jahil hen keh ye un bachun ko insaan hi nahin samajhte. aap log khud sochen kia kisi ko maar maar ker control kerna khudaa rasool ki taleem ho sakti hai? asal deene islam se aisi taleemo tarbiyat ka koi taaluq hi nahin hai. yaheen se asal deene islam mullaan ke islam se saaf saaf alag thalag ho jaata hai. asal deene islam ka khudaa bahot badi shaan waala hai. us ke sab naam aur kaam sirf aur sirf achhe hi hen. yaani woh na to aisa ho sakta hai aur na hi woh koi aisa kaam ker sakta hai jisse us ki zaat per harf aaye. quraan to shuroo hi khudaa ki badi sifaat ki taraf tawajo dilaane se hota hai aur is baat se hota hai keh khudaa ke baare main tum logoon ne jo shaitaani yaani ghalat aqeede apne apne zehnu main ghade huwe hen un ko aik taraf rakh ker quraan se drust aqeedun ko samjho. sochen keh jo log khud khudaa ko zaalimo jaabir saabit kerte hen woh doosrun ko kia sikhaa sakte hen khudaa ke baare main jis ko achhaa kahaa jaa sake?

doosra ye keh mullaan ne logoon ko ye bataaya huwa hai keh khudaa ne un ko aazmaaish ke liye peda kiya hai. aisa quraan main bilkul hi nahin hai. ye mullaan ki apni naa samjhi aur bewaqoofi hai keh unhune quraan se ghalat aqeede jor diye hen apni asal deene islam ki taleem se nawaaqfiyat aur jahaalat ki wajah se. main baar baar samjhaa chuka hun keh khudaa ne kaainaat ko aur is main insaanu ko kyun banaaya hai. jaa ker woh posten padhen taa keh aap ko pata chal sake mullaan ke bataaye huwe aqeede khilaafe deene islam kyun hen. agar aap phir bhi khudaa rasool per jhoot baandhen ge to phir nateeja wohee ho ga jo ho rahaa hai. aap logoon ki duniya bhar main khoob zillato ruswayee aur woh bhi aik doosre ke hi haathun.

khudaa ne quraan main saaf saaf bataa diya hai keh aap ki zindagi ka maqsad khudaa ke mutaabiq kia hai aur woh maqsad aap poora kaise ker sakte hen. agar aap log woh maqsad quraan se samjhen ge nahin to us ko poora kaise karen ge? yahee nahin agar aap khudaa ke diye huwe maqsad ko samjhen ge nahin aur is duniya main sirf aur sirf apni apni qayaas araayan chalaayen ge aur apne apne maqaasid le ker chalen ge to bayaaten nateeja kia ho ga ya kia ho sakta hai? zara sochen keh aap khudaa ke aik sipayee hen aur khudaa ne aap ko aik mission diye hai poora karne ko. ab agar aap us mission ko achhi tarah se samjhen ge nahin to aap us ko theek tarah se poora kaise karen ge?

kyunkeh musalmaan ummat ke samne se mullaan ne ye maqsad hi ghaib ker diya hai apne ghalat tarjamun ki madad se to phir aap deene islam ko theek tarah se kaise jaan sakte hen jab tak keh khud ko is qaabil na karen keh aap quraan ko khud padh saken is ko theek tarah se samjhne ke liye? yahee wajah hai main ne bahot hi mehnato mushaqqat se woh tareeqa sab logoon ke saamne rakh diya hai jo insaanu ko quraan ko theek tarah se samajhne main madad de sakta hai. us ke ilaawa koi tareeqa bhi quraan ko theek tarah se samjhne ka mere saamne nahin hai. agar aap ke saamne ho to us ko laayen logoon ke saamne aur us ko saabit karen keh aap jis tareqe se quraan ko samajhne ki koshish kerte hen woh drust tareeqa hai quraan ko samajhne ka.

agar aap log asal baat ko jaan lene ke baad bhi apni ravish nahin badlen ge to phir aane waala waqt hi is baat ka faisla ker de ga keh aap zillato ruswayee se nikal sakte hen ya nahin. lihaaza apne woh aqeede chhoren jin ko aap quraan ki roshni main zindagi bhar drust saabit ker hi nahin sakte. khud ko insaani shakal ke insaan sabit karen insaani shakal ke jaanwar nahin. quraan ke ilfaaz kia hen aur un ke asal maani kia hen aur kyun hen in baatun ko samjhen taa keh aap us daldal se nikal saken jis main mullaan ne aap logoon ko daala huwa hai aur aap khud mehnat ker ke usse nikalna hi nahin chahte.

yaad rakhen log kabhi bhi aik ho hi nahin sakte aur na hi aik reh sakte hen agar un ka maqsad hi aik hona aur aik rehna na ho. phir aik banane ke maqsad ke bhi apne lawaazmaat hote hen jin ko poora kerna padta hai warna logoon main aika ho hi nahin sakta. yaani woh kaam kerne padte hen jin se log aik ho saken aur aik reh saken warna baaqi sab bekaar ki baaten hen. itni to aqlo samajh aap main honi hi chahiye. sochen aap ko aik hone aur aik rehne ke liye kia kia kaam kerna paden ge aur kaise kaise kerna paden ge? kia aap ko khud ko organise aur regulate nahin kerna pade ga aik hone aur aik rehne ke liye? kyunkeh jaise aik akele shakhs ki zaroorten hoti hen waise hi aik geroh ki bhi to zarooten hoti hen jin ko sab ne mil ker poora kerna hota hai, ya ye kaam khud bakhud apne aap ho jaayen ge musalle per baith ker khudaa se duaayen kerne se?

issi liye to main kehta hun kerne waale kaam kero ge to khudaa ki khushnoodi haasil ho gi haraami pan dekhaate raho ge to joote padte rahen ge balkeh un ki sakhti bhi badhti jaaye gi. ye joote khudaa ne nahin maarne balkeh haraami logoon ne hi aik doosre ko maarne hen. issi tarah ke nateejun se hi to khudaa ne ham ko qabal az waqt khabardaar kiya huwa hai jis ko haraami mullaan ne ghalat tasawur main dhaal diya hai keh khudaa azaab kare ga logoon ko. khudaa ko logoon ko azaab kerne ki koi zaroorat nahin hai. logoon ke maamle woh logoon per hi chhor chuka hai issi liye to jo log bhi jaisa karen ga waisa hi bharen ge. sab log jo aik doosre ko ghalat rah per le jaane waale hen aik doosre ke haathun hi zaleelo khawar hote hen aur yahee hai khudaa ka qanoon.

teesri ye baat keh khudaa qudrati qawaneen ko tod deta hai jin ke zariye us ne is nizaamen kaainaat ko chalaana pasand kiya hai. is baat ko kab samjho ge keh jin qawaneen ko khud banaane waala hi ko todna pad jaaye to us ki aqalmaandi ka kia kehna? khudaa apne qawaneen kabhi nahin todta balkeh us ka her kaam us ke apne banaaye huwe qanoon ke ain mutaabiq hi hota hai. lihaaza us ko kisi qanoon ko todne ki zaroorat hi nahin padti, aisi hai khudaa ki mansooba bandi. phir jo qanoon toot jaaye woh qanoon kaise ho sakta hai? kyunkeh qanoon to hota hi woh hai jis ke toone ka saboot hi na ho. rahaa mojzaat ka aqeeda to ye un logoon ne banaaya huwa hai jo logoon ko apni mehnat se apne maqaasid poora kerne se rokte the aur rokte hen. kabhi araam se baith ker in baatun ko sochna. ye wohee log hen jo kehte hen rizq khudaa ne jo likhaa hai khud hi mil jaaye ga. agar aise haraami log is ummat ke logoon ke dimaagh yun kharaab na kerte to aaj is ummat ka haal ye na hota jo haamare saamne hai. is ummat ke bahot se log issi ummat ke logoon ka istehaal kerte hen. ye inhi haraami mullaan ki badmaashi hai jo khud inhi sarmayadaarun ke dar ke kutte hen.

khudaa ne insaanu ko kyun peda kiya hai ye aik bunyadi sawaal hai aur is ka drust jawaab wohee hai jo main yahaan baar baar samjhaa chuka hun. agar kisi ke paas koi aur behtar jawaab hai to woh laaye sab ke saamne aur us ko saabit bhi kare keh us ka jawaab drust hai. koi bhi aisa nahin ker sakta. ye hai drust samajh asal deene islam ki. lihaaza asal deene islam ko khud samajhne per mehnat karo aur jahil logoon ke haatun gumrah hone se bacho taa keh aik ummat ban sako aur zillato ruswayee se nikal sako aur bach sako. haraami bane raho ge to phir zaleelo khawaar hi hote raho ge yahee hai khudaa ka qanoon.

yaad rakhen agar asal maqsade zindagi aap ke saamne ho ga to aap apni manzil tak pohnchne ke liye drust simt main saheeh tareeqe se koshishen kar saken ge aur asal manzil tak pohnch saken ge warna do qadam aik taraf aur do qadam doosri taraf aur yun hi uljhanu main dam toot jaaye ga. For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE, HERE and HERE.
 
Last edited:

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
True and?
ان آیات کا پس منظر غزوات اور مسلمانوں کو جہاد کی ترغیب ہے. الله تعالی فرشتوں کے ذریعے مسلمانوں کی مدد فرمائی. شرط یہی تھی کے پہلے خود استقام دیکھاؤ

Verse (3:125)
3_125.png

Yes, if you remain patient and conscious of Allah and the enemy come upon you [attacking] in rage, your Lord will reinforce you with five thousand angels having marks [of distinction]

Verse (8:9)
8_9.png

[Remember] when you asked help of your Lord, and He answered you, "Indeed, I will reinforce you with a thousand from the angels, following one another."

Verse (3:124)
3_124.png

[Remember] when you said to the believers, "Is it not sufficient for you that your Lord should reinforce you with three thousand angels sent down?

Verse (8:12)
8_12.png

[Remember] when your Lord inspired to the angels, "I am with you, so strengthen those who have believed. I will cast terror into the hearts of those who disbelieved, so strike [them] upon the necks and strike from them every fingertip."
 

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
ان آیات کا پس منظر غزوات اور مسلمانوں کو جہاد کی ترغیب ہے. الله تعالی فرشتوں کے ذریعے مسلمانوں کی مدد فرمائی. شرط یہی تھی کے پہلے خود استقام دیکھاؤ

Verse (3:125)
3_125.png

Yes, if you remain patient and conscious of Allah and the enemy come upon you [attacking] in rage, your Lord will reinforce you with five thousand angels having marks [of distinction]

Verse (8:9)
8_9.png

[Remember] when you asked help of your Lord, and He answered you, "Indeed, I will reinforce you with a thousand from the angels, following one another."

Verse (3:124)
3_124.png

[Remember] when you said to the believers, "Is it not sufficient for you that your Lord should reinforce you with three thousand angels sent down?

Verse (8:12)
8_12.png

[Remember] when your Lord inspired to the angels, "I am with you, so strengthen those who have believed. I will cast terror into the hearts of those who disbelieved, so strike [them] upon the necks and strike from them every fingertip."
I wish you knew the context of these verses. These verses were for Nabi Kareem PBUH not for any ordinary person.
 

arifkarim

Prime Minister (20k+ posts)
We will comment on evolution as it is not scientific rather an imagination of a feeble mind like Darwin and Russell.
Then we will comment on creation of Adam as it is not scientific rather an imagination of a religious feeble mind like yourself.
 

arifkarim

Prime Minister (20k+ posts)
Comment but come up with valid points instead of some childish questions and rhetoric.
You want to talk against scientific theory of evolution by using religion as reference. But have a problem if I talk against creation of Adam by using science as reference. Hypocrite?