Khallas
Chief Minister (5k+ posts)
Shuker Allhumdolilah khan ki party say sab ghaddar nikal chukay hain.
Jahangir tareen ho ya Aleem khan inki oqat kya hay kuch din main samjh aa jaye gi.
PML(n) waqt parhnay per pair pakar layti hay aur waqt guzar janay k bad girayban.
Jahangir tareen aur aleem khan k sath woh honi hy yeh kabhi dobhara siasat main nahin ayen gye.