Yeh kitne fakhar se apni smugling ka bata raha zara sharam naheen hai iis main. Itni lambi darhi aur zahir hai yeh namaz bhi perta hoga five times ki. Wah kiya baat hai. Isi tarhan ka eik qissa yaad aagiya mera eik class fellow tha university main wazeristan se eik din us se poocha yaar wahan log drug ka business kerte hai kiya to jawab yeh aaaiya “Alhamdulliah hum musalman hai islam se pyar kerta hai Quran pertha hai namaz 5 times perta hai. But yeh saab hamara karobar hai aur karobar Islam main haram naheen hai chahe woh koi bhi ho”