سوات : گرلز کالج ملالہ کے نام کی وجہ سے بند

Malik495

Chief Minister (5k+ posts)
65287-SawatcollegeExpress-1355826882-619-640x480.jpg


سوات: گرلز ڈگری کالج سیدو شریف کو ملالہ یوسفزئی کے نام سےمنسوب کرنے کے خلاف احتجاج کے پیش نظر بند کر دیا گیا۔گرلز ڈگری کالج کی طالبات نے احتجاج کرتے ہوئے کالج میں لگے ملالہ کے بینر پھاڑ دیئے، کالج کا پرانا نام بحال کرنے کے لئے آج کی ڈیڈ لائن دی گئی تھی، طالبات کا کہنا ہے کہ کالج کا نام ملالہ سے منسوب کر کے زندگیوں کو خطرے میں ڈالا جا رہا ہے، حکومت چاہتی ہے تو ملالہ کے نام سے نیا ڈگری کالج قائم کرے۔احتجاج کے پیش نظر انتظامیہ نے کالج سے ملالہ کا نام مٹا کراسے بند کر دیا ، کالج کا پرانا نام بحال کرنے کےلئے کارروائی کی جارہی ہے تاہم اب تک سرکاری دستاویزات میں ملالہ ڈگری کالج ہی چل رہا ہے، ڈی سی او سوات کے مطابق کالج کو سردیوں کی چھٹیوں کی وجہ سے بند کیا گیا لیکن سوات میں سردیوں کی چھٹیاں چوبیس دسمبر سے ہوتی ہیں۔

http://www.express.pk/story/65287/

 

amber123

Chief Minister (5k+ posts)
its illogical to change existing names of institutions, buildings and roads. Better to build new institutions to memorise such 'ACHIEVMENTS'. People are well aware of the contexts and content of events and developments. Malala a poor girl has become an instruments of international strategic plans and her father is bribed (and which he is trading) by securing foreign nationality, job and money. All girls in war ridden areas in Pakistan are equally brave as they are facing the same problem. I can's understand how a ten years old girl could approach BBC while the whole Sawat valley was under siege by Pakistan army and communication system was crippled!!!!!!!!! How many girls facing the same prblems were and are being visited by GEN. kIYANI and President ZARDARI and by International governments, EU and UNO.
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)

اپنے ہی گراتے ہیں نشیمن پے بجلیاں
;)غیروں نے آ کے پھر بھی اسے تھام لیا ہے
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)

اپنے ہی گراتے ہیں نشیمن پے بجلیاں
;)غیروں نے آ کے پھر بھی اسے تھام لیا ہے

apnon ne nasheeman par biliyan nahi girain , haan is mulk ke kuch apne is mulk ke ghaddar zaroor hain jinhon ne gharon ke saath mil kar apne ghar main aag lagai hai

aur gharon ne aa kar malala ko is liye thaam liya hai kuin ke yeh sab unhi gharon ki hi chaal hai aur is chalako maasi malala ka baap un ka agent hai
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
its illogical to change existing names of institutions, buildings and roads. Better to build new institutions to memorise such 'ACHIEVMENTS'. People are well aware of the contexts and content of events and developments. Malala a poor girl has become an instruments of international strategic plans and her father is bribed (and which he is trading) by securing foreign nationality, job and money. All girls in war ridden areas in Pakistan are equally brave as they are facing the same problem. I can's understand how a ten years old girl could approach BBC while the whole Sawat valley was under siege by Pakistan army and communication system was crippled!!!!!!!!! How many girls facing the same prblems were and are being visited by GEN. kIYANI and President ZARDARI and by International governments, EU and UNO.

so u mean if other innocent girls were not visited by gen kiani then he shouldnt have visited malala and as other innocents were not brought to lime light so malala deserved the same?? i cant understand whats wrong if such brutality is being highlighted by a young girl

if we follow the same rule then we must curse the man whose suicide forced zainul abideen of tunisia to step down and flee as many other had committed suicide cz of poverty prior to him, no one stood for them then y now, nice logic (clap)
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
yeh to aik song hai jis ke yeh lurics hain Dushman na kare dost ne woh kaam kia hai

yeh lurics nai lyrics hotey hain aapne ghalti se 'y' k sathi wali key press kar di

yeh u r right, yahan yahi kuch to ho raha hai apne he malala k khilaf ho gaye hain yani k dushman na karey dost ne wo kaam kiya hai
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
yeh lurics nai lyrics hotey hain aapne ghalti se 'y' k sathi wali key press kar di

yeh u r right, yahan yahi kuch to ho raha hai apne he malala k khilaf ho gaye hain yani k dushman na karey dost ne wo kaam kiya hai

sorry bro typing mistake

apnon ko dua do ke unho ne social media par malala ka parda chaak kar diya , lekin yeh dua aap kese de sakte hain , aap to us 10 percent awaam main se hain jo malala dramay ko samajh hi na sakay
 

aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
sorry bro typing mistake

apnon ko dua do ke unho ne social media par malala ka parda chaak kar diya , lekin yeh dua aap kese de sakte hain , aap to us 10 percent awaam main se hain jo malala dramay ko samajh hi na sakay

yaar %age se koi faraq nai parta , faraq haq aur batil honey se parta hai, main Pakistan ka bhala chahta hoon issliye mujhe sirf sach chahiye, wo sach jis pe mera zameer haan bolay, aur amber sahiba ne bhi malala ko bura nai kaha, she said innocent malala is being used by west, iss se to main bhi agree karta hoon kisi hadd tak, wo to uchhaalen gay is issue ko laikin start yeh yahin se hua hai
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Pakistan ki 90% awam aisa sochti hai tabhi to Pakistan ka yeh haal hai bhai mere

Pakistan ka yeh haal pakistan ki awaam ki wajjah se nahi , Pakistan ke un ghaddaron ki wajjah se hai jinho ne is mulk par apne shaitani panjon se shikanja dala hua hai

mujhe apne un tamaam Pakistan hum watnon par fakhar hai jo daily social media par Pakistani electronic media ko expose karte hain aur inhi hum watano main woh loog bhi shamil hain jinho ne Malala ko expose kia