عمران خان نے عجیب سوال پوچھے - طارق جمیل

knowledge88

Chief Minister (5k+ posts)
It's okay. Then please don't call it democracy. You can have democracy or Islamic State, not both.
Israel is also a democracy, try to go near the Tower of David and see if you get arrested or not. Then why a non-Muslim i.e. Ahmadi should be allowed to go near Khana Kaaba? Ahmadis used to go there on Pakistani passports before they were declared non-Muslims by Bhutto. Now they can't go there anymore on a Pakistani passport.
 

arifkarim

Prime Minister (20k+ posts)

knowledge88

Chief Minister (5k+ posts)
It's not. Israel is a Jewish State where minorities have civil rights. That's all. This is quite similar to Pakistan's objectives resolution:

Did you write it is not? You are completely wrong. Israel is a democratic state.

See this

israel.png
 

Truthstands

Minister (2k+ posts)
He is an Ahmadi, so hates all our Muslim scholars. He called me a "Sarkaari Muslim" a term that is only used by Qadyani for Muslims. It is very easy for a Pakistani-born Ahmadi to get a foreign nationality on refugee status. He is in Norway definitely on refugee status. Why all the time on the net? Most Ahmadi in Norway take unemployment benefits from the Norwegian government and spend time on the net instead of looking for a job. This is why these dole bludgers are hated by the local Norwegians.

Here in England they do the same, Qadiyani are just like toilet tissue papers here. Gora is using them for cleaning his ass. This scum bag is sitting all day on computer living on Tax payers money.
 

Dr Adam

Prime Minister (20k+ posts)
You wrote " You are a cult of prophet Muhammed "

I would love to be associated with Prophet Muhammad PBUH till I have breath in my body. I asked you one simple question.

Did you or Did you not say that Ahmadis were wrongly declared non-Muslim by Bhutto?

? ? ?

یہ الفاظ کہنے پر الله آپ کو اجر عظیم عطا فرمائے اور روز محشر آل محمد ﷺ کو اپنے پاک نبی ﷺ کی شفاعت نصیب کرے
الله ہمہ آمین یا رب العلمین
 

jeelu

Minister (2k+ posts)
You wrote " You are a cult of prophet Muhammed "

I would love to be associated with Prophet Muhammad PBUH till I have breath in my body. I asked you one simple question.

Did you or Did you not say that Ahmadis were wrongly declared non-Muslim by Bhutto?
Bhai kyun behes kar rahay ho let him be :)
 

jeelu

Minister (2k+ posts)
You wrote " You are a cult of prophet Muhammed "

I would love to be associated with Prophet Muhammad PBUH till I have breath in my body. I asked you one simple question.

Did you or Did you not say that Ahmadis were wrongly declared non-Muslim by Bhutto?
Love u for this one
 

Hussain1967

Chief Minister (5k+ posts)
He is an Ahmadi, Their concept of Hoor is different from our concept. See Ahmadi concept of Hoor, then you would understand why Arif made fun of our Hoor concept.

For me the honor of Allah and my beloved prophet Muhammad (PBUH) is over and above anything and everything. There are many PTI supporters on this forum who like this guy because of his 24/7 vitriol against PMLN/PPP and his overbearing support of PTI. I myself don’t like PMLN/PPP either ( I criticise many of PTI policies too) but I put his ‘services’ (censuring opposition and nonstop support of PTI) to dustbin because of his insult to my Deen and my Prophet ( phrases like Cult of Muhammad).

PTI Walon ko iss ki support mubarak ho!
ranaji Hate_Nooras jani1 Terminator Sohail Shuja
 

arifkarim

Prime Minister (20k+ posts)
I put his ‘services’ (censuring opposition and nonstop support of PTI) to dustbin because of his insult to my Deen and my Prophet ( phrases like Cult of Muhammad).
Kick all Hindu, Sikh, Christian Pakistanis from PTI because they don't believe in my beloved prophet Muhammad ?
 

Shan ALi AK 27

Chief Minister (5k+ posts)
ایک آدمی جنت میں ۴۰ سال تک چلتا رہا۔ پھر ایک دن تھک کر بولا میں کہاں ہوں تو فرشتہ نے جواب دیا حور کی ٹانگوں میں۔ مولانا طارق جمیل حوروں والی سرکار
پتا نہیں طارق جمیل نے کہا ہے کہ نہیں میں نے تو تجھ سے سنا ہے
??پھر تو ہی بتا وہ حور تیری امی تو نہیں تھی؟
 

Bubber Shair

Chief Minister (5k+ posts)
مولانا کو یہ تو پوچھا ہی نہیں کہ آپ کی نیک صحبت میں آکر نرگس کے ٹھمکوں میں جو تیکھا پن آیا ہے اس کا راز کیا ہے؟
 

Desertwala

Citizen
Siwaye benazir shaheed Kay? Even maulana finds a need to be politically correct? Benazir was corrupt, and encouraged zardaris corruption. Her death was sad, but save the shaheed label for someone better
Moulan did not say siwaye benzir shaheed kay for better leader, instead he said siwaye benzir shaheed kay unki sub leaders se mulaqat hoi he.
Siasat.pk needs to report correctly. These people can't even report in the same context as moulana said, this is the level of journalism in Pakistan.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
sab log is baat ko achhi tarah se jaan lo keh tijaarat anbiyaa ka pesha her giz nahin tha aur na hi ho sakta hai. ye aik majboori thi jo anbiyaa ko bhi apnaani padi. aisa un ko kyun kerna pada?

is liye keh jab koi paighamber khudaa ki taraf se aata tha to zaroori to nahin tha keh us ke aane se pehle un logoon ne deene islam per mabni hakoomat qaaim ki ho jin main woh paighamber aata tha. ab agar deene islam per mabni hakoomat nahin hai to anbiyaa kaise apni zindagi guzaaren ge jab tak un ka mission shuroo nahin hota?

phir jab un ka mission shuroo bhi hota hia to us ke bhi kayee marhale hote hen jab tak asal deene islam per mabni hakoomat poori tarah se qaaim hoti hai. aise adwaar main paighambrun ko bhi aik had tak hi azaadi muyassar ho sakti thi. yahee aaj bhi ho rahaa hai insaanu ke saath jahaan jahaan khudaa ka nizaam qaaim nahin hai. phir aaj to kaheen bhi khudaa ka nizaam qaaim nahin hai.

deene islam main woh tijaarat haraam hai jo hamaare zehnu main daali gayee hai. tajaarat=business aur business=maamlaat yani logoon ka aik doosre ke saath apne rozmarra zindagi ke mutaliq maamlaat kaise teh karen. aaj log kehte hen woh apni zindagiyun ke maamlaat capitalism, communism aur socialism ke teht aik doosre se teh kerte hen magar quraan ham ko in economic nizaamun ke bajaaye apna aik nizaamen zindagi deta hai. jis ko ham khud ko musalmaan kehlwaane wale logoon ne kabhi theek tarah se jaanane ki koshish hi nahin ki us ko apnaana to bahot door ki baat hai.

quraan ka nizaam hayaat ummat ke tasauwar per mabni hai. yaani sab musalmaan aapas main bhai bhai hen jin ka kaam hi khudaa ke liye aik doosre ki behtari ke liye sab kuchh ker guzarna hai. yaani khudaa ne musalmaanu ko jo kuchh diya hai batore ummat us ko aapas main aise taqseem kerna jisse tamaam ummati logoon ki zarooriyaate zindagi poori ho jaayen sirf achhi nahin balkeh behtareen tareeqe se. keh sab khudaa ke deen ke gun gaane lagen. issi liye to ummat ka khud ko munazzam kerna aur regulate kerna betraeen tareeqe se asal deene islam hai, baaqi sab mullaan ki behuda baaten hen jo unhune khud ghard li hen aur un per islam ka thappa lagaa liya hai.

lihaaza deene islam ke mutaliq asal baatun ko samjhen aur khudaa aur us ke rasoolun per jhoot mat baanden apni asal deene islam se jahalat ki wajah se.

kia ye zameen aur is main mojood her shai aap main se kisi ne khudaa ko paise de ker khareedi hai khudaa se? nahin naa. to phir ye zameen aur is ki her shai aap ki kaise hui? agar aap ki nahin hai to aap ko ye haq kis ne diya keh aap is ki her shai ko istemaal main laayen ya is ki khareedo farokhat karen?

insaanu ke paas aise sawalaat ka koi jawaab nahin hai siwaaye is keh jo khud khudaa ne hi quraan main quraan main insaanu ko bataaya hai. lihaaza insaanu ke liye quraan ko padhna us ko theek tarah se samajhne ke liye zaroori hai ta keh her koi khudaa ki di hui cheezun ko khudaa ke bataaye ke ain mutaabiq istemaal kare ta keh khudaa ka woh maqsad poora ho sake insaanu ke haathun jis ke liye khudaa ne insaanu ko banaaya hai, warna insaan aik doosre ke haathun tabaho barbad hote rahen ge aik doosre per zabardasti apni apni marzi thosne ki wajah se. For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE, HERE and HERE.

lafze shukar ke maani jaane kisi aqal mand aadmi se. quran ke mutaabiq khudaa ki di hui cheezun ko unhi maqaasid ke liye istemaal kerna hi khudaa ka shuker kehlaata hai jin ko khudaa ne muqarar kiya hai aur ussi tareeqe se jo khudaa ne diya hai. apni marzi istemaal kero ge to fasaad hi peda karo ge. lafzi tor per khudaa ka shuker kerna aur amli tor per us ke kkhilaaf chalna hi is ummat ki barbaadi ka asal sabab hai.
 
Last edited: