قرآن مجید نا ترجمہ پوٹھوہاری وچ

Dr Adam

Prime Minister (20k+ posts)
الله قبول فرماۓ
Jazak Allah Khair

ما شاءالله . الله کاوش قبول فرماوے تے اجر عظیم عطا کرے . آمین
چاچے ھوری اپنے گرائیں نے این ؟؟؟ جے سیانڑے او تے ماڑا سلام دئیی چھوڑنا تے اس گنہگار کی دعاواں اچ یاد رکھنے نی استدعا کری چھوڑنا
پیشگی شکریہ
راجے امید ہے کہ تیرے روزے فجر سے مغرب تک پورے ٹائم کے ہو رہے ہونگے ناکہ فجر سے عصر تک؟ تیرا پتا کوئی نئیں توں بڑا وکھرا ای جاقت ایں . افطاری ویلہ کآر آلیاں نے سمنے ٹوپی شوپی لا کے بڑا معتبر روزہ دار بن کے بیٹھا ہویں
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
quraan ka asal tarjama woh hai jo us ke asal paighaam ki saheeh tarjumaani ker sake.

her tarjamen aur tafseer ne musalmaanu ki mat hi maari hai keh her koi quraan ka tarjama mazhabi bunyaad per hi kerta chala aaya hai.

khair baaqi logoon ki tarah in sahab ka kaam bhi khudaa hi ke spurd hai keh wohee in ko bhi in ki niyato mehant ke mutaabiq hi ajar ataa farmaaye ga. For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE and HERE.

BTW alkausar khudaa ki wahee ki bunyaadi sift hai jaise alfaatihah, albaqarah, alqadr ya alfurqaan waghera waghera. in soortun ke woh matlab nahin hen jo mullaan log lete aaye hen. maslan alkausar woh khaire kaseer hai jo sirf aur sirf wahee ke ain mutaabiq zindagi guzaarne hi se insaanu ko mil sakti hai. yaani aisa insaani maashra qaaim kerne se jis ka naqsha quraan ne insaanu ko diya hai is dor ke liye. aise hi naqshe khudaa ne ham se pehle waali ummatun ko bhi diye the. ta keh woh log bhi is ke mutaabiq insaani maashre ki imarten tayaar karen aur unhune ne keen.

ye nizaam qaaim kerne ke liye achhe insaanu ko bahot si qurbaaniyan kerni padti hen ta keh log aisi ummaten ban saken. ye pooja paat ki baaten nahin hen aur na ho jaanwarun ki qurbaniyan dene ki baaten hen. jo log thoda aqlo fiker se kaam lete hen un ke liye ye baaten samajhna kuchh mushkil nahin hai.

khudaa ke paighabar ibraheem ne aik nahin do betun ko issi raaste per lagaaya tha. unhune apne bache is liye peda nahin kiye the keh un ke budhaape ka sahaara banen ge jaise ham log bache peda kerte hen aur phir woh ham ko thode maar ker apna raasta lete hen. unhune apne bete ismail ko marne ki nahin sochi thi khuda ki rah. ye jahil aur haraami mullaan ki khudaa aur us ke rasool ibraheem per iftra hai.

woh jo khwaab ibraheem ne dekha tha woh un ki ambition thi keh woh aur un ka beta mil ker khudaa ke paighaam ko aage pohnchaayen ge yani is ke liye woh apni zindagiyan waqf ker den ge. taa keh khudaa ke naqshe ke mutaabiq insaani maashra qaaim ho sake khudaa ki mumlikat main. yahee kaam kerne ka beeda unhune ne uthaaya to khdaa ne un ko duniya ka imaam banaa diya.

quraan ka saheeh tarjama aur tafseer koi mamooli kaam nahin hai. main ye kaam khud ker rahaa hun issi liye mujhe pata hai. kisi ka tarjama uar tafseer copy ker ke apne naam ke saath aage pohnchaa dena ye scholarship nahin hai balkeh jahaalat hai. is liye keh is main waqt aur taaqat zaaya hoti hai. jo kaam pehle koi ker chuka hai us ko ussi tarah se dohraane se kai faaida?
 
Last edited:

RajaRawal111

Prime Minister (20k+ posts)

ما شاءالله . الله کاوش قبول فرماوے تے اجر عظیم عطا کرے . آمین
چاچے ھوری اپنے گرائیں نے این ؟؟؟ جے سیانڑے او تے ماڑا سلام دئیی چھوڑنا تے اس گنہگار کی دعاواں اچ یاد رکھنے نی استدعا کری چھوڑنا
پیشگی شکریہ
راجے امید ہے کہ تیرے روزے فجر سے مغرب تک پورے ٹائم کے ہو رہے ہونگے ناکہ فجر سے عصر تک؟ تیرا پتا کوئی نئیں توں بڑا وکھرا ای جاقت ایں . افطاری ویلہ کآر آلیاں نے سمنے ٹوپی شوپی لا کے بڑا معتبر روزہ دار بن کے بیٹھا ہویں
? ?
روزے فجر تو مغرب تک ہی ان ڈاکٹر صاب.
میں انہاں بحشتیاں کی ذاتی طور تے نہیں جاننا