Z Mirza ney tou jo keya soo keya lakin R Malik ki judicial commission bananey ki baat aur PM gilani ka mana ker dena ... kya bhonda mazak hai ... kya govt main bathey in loghon ko lagta hai aaj ki is duniya main kaheen farar hua ja sakta hai ... kaheen maal chupaya ja ssakta hai ... woh MUSH tha nikal gaya woh bhe sahi waqt pay ... Gilani tou khair hai he qurbani ka bakra per baki bhe koe nahi bachey ga ... bus army ki batti jalney ki daar hai.