نقصان سے مستثنیٰ لوگ

Amal

Chief Minister (5k+ posts)



أعوذ بالله من الشيطان الرجيم
بسم الله الرحمن الرحيم


وَالْعَصْرِ ,إِنَّ الْإِنسَانَ لَفِي خُسْرٍ, إِلَّا الَّذِينَ آمَنُوا وَعَمِلُوا الصَّالِحَاتِ وَتَوَاصَوْا بِالْحَقِّ وَتَوَاصَوْا بِالصَّبْرِ

زمانے کی قسم انسان درحقیقت میں بڑے خسارے میں ہے، سوائے ان لوگوں کے جو ایمان لائے، اور نیک اعمال کرتے رہے، اور ایک دوسرے کو حق کی نصیحت اور صبر کی تلقین کرتے رہے۔
سورة العصر

اگر لوگ اس سورۃ پر غور کریں تو وہ اسی میں پوری رہنمائی اور کامل ہدایت پالیں گے ۔ (تفسیرابن کثیر)
حضرت امام شافعی فرماتے ہیں کہ اگر لوگ اس سورۃ کو غور و تدبر سے پڑھیں ، سمجھیں اور عمل کریں تو صرف یہی ایک سورۃ کافی ہے انکی دنیا اور آخرت سنوارنے کیلئے ۔

اصحاب فلاح و نجات


عصر سے مراد زمانہ ہے ۔ اللہ سبحانہ وتعالی نے زمانے کی قسم کھائی ہے جس میں انسان نیکی بدی کے کام کرتا ہے ۔ انسان نقصان میں اور ہلاکت میں ہے اگر اس نے یہ کام نہیں کئے ۔وہ کام ہیں ، ایمان لانا ، نیک اعمال کرنا ، حق بات کرنا اور صبر کی تلقین کرنا ۔
اللہ سبحانہ وتعالی نے قسم کھا کر ان احکام کی تاکید کی ہے اور نہ کرنےوالوں کو قسم کے زریعے وعید دی گئی ہے ۔
اس کے بعد اللہ سبحانہ وتعالی بیان فرماتے ہیں
اس نقصان سے بچنے والے وہ لوگ ہیں جن کے دلوں میں ایمان ہو ، اعمال میں نیکیاں ہوں ، حق کی وصیتیں کرنے والے ہوں یعنی انصاف کرتے ہوں اور اس کی تاکید کرتے ہوں ، نیکی کے کام کرنے اور حرام کاموں سے رکنے کی ایک دوسرے کو تاکید کرتے ہوں ۔ حدیث نبوی ﷺ ہے

تم میں سے جو شخص خلاف شریعت کام دیکھے تو اپنے ہاتھوں سے اس کی اصلاح کرے اور اگر طاقت نہ رکھتا ہو تو زبان سے اس کا رد کرے اور اگر اس کی بھی طاقت نہ رکھتا ہو تو دل سے اس کو برا جانے اور یہ ایمان کا کمزور ترین درجہ ہے۔
قسمت کے لکھے پر مصیبتوں پر برداشت اور صبر کرتے ہوں اور دوسروں کو بھی اسکی تلقین کرتے ہوں ۔ ساتھ ہی بھلی باتیں کرنے والے اور ان کا حکم کرنے والے ہوں ، بری باتوں اور حرام کاموں سے بچتے ہوں اور بچنے کی ایک دوسرے کو تاکید کرتے ہوں ، قسمت کے لکھے پر، مصیبتوں پر برداشت اور صبر کرتے ہوں اور دوسروں کو بھی اسی کی تلقین کرتے ہوں ۔ یہ ہیں وہ لوگ جو اس صریح نقصان سے مستثنیٰ ہیں اور دنیا وآخرت میں فلاح پانے والے ہیں ۔

 

thinking

Prime Minister (20k+ posts)
Pta nahi hamari ashrafia kiyo in simple bato ko samjh nahi pati.??
Hamaray Deen dar.Namazi.hajji .educated log bhi choor..dako.corrupt logo ki datt kar hamayat kartay hain..Sach aur Haq ki pehchan hi khtam ho gae ha.
 

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
گرتے ہیں شہسوار ہی میدان جنگ میں
وہ منکر سجدہ کیا کریں جو نماز ہی نا پڑھیں
Bajaay iskay jo yeh jahil aadmi bachay ko paon say dhakail raha hay uss ko condemn kro tum apni ghhair zaroori logic lay aay...
 

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
Bajaay iskay jo yeh jahil aadmi bachay ko paon say dhakail raha hay uss ko condemn kro tum apni ghhair zaroori logic lay aay...
تم نماز ہی کے منکر ہو اس شخص کے نامناسب رویہ کو خام خواہ بیچ میں لے آئے
 

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
تم نماز ہی کے منکر ہو اس شخص کے نامناسب رویہ کو خام خواہ بیچ میں لے آئے
Namaz kay munkir honay ya na honay ka iss video ka kiya tallaq hay?
Shayad tum khud bhi masjid ja kar bachoon kay saath aysi he harkat kartay ho gaay.
 

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
Namaz kay munkir honay ya na honay ka iss video ka kiya tallaq hay?
Shayad tum khud bhi masjid ja kar bachoon kay saath aysi he harkat kartay ho gaay.
جو بقیہ نماز پڑھ رہے ہیں ان سے کوئی گلہ نہیں ہے!؛

تم جب نماز پڑھا کرتے تھے بچوں کے ساتھ یہی سلوک کرتے تھے! ہر کسی کو بچوں کے ساتھ یہی سلوک کرتا دیکھتے تھے!؛​
 

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
جو بقیہ نماز پڑھ رہے ہیں ان سے کوئی گلہ نہیں ہے!؛

تم جب نماز پڑھا کرتے تھے بچوں کے ساتھ یہی سلوک کرتے تھے! ہر کسی کو بچوں کے ساتھ یہی سلوک کرتا دیکھتے تھے!؛​
May nay kabhi aysa salook bachoon kay saath hota nahi daykha
agar tum isko condemn nahi kar saktay tu baat idhar udhar ghumanay say behtar hay ko kahu kay uss admi nay sahih kiya hay aur shayad tum bhi aysa he salook kartay ho.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
asal islam deen hai mazhab aur secularism nahin hai aur na hi ho sakta hai. See HERE.

quraan main istemaal kiye ge ilfaaz ke maani woh nahin hen jo aam tor per liye jaate hen. wajah ye hai woh maani mazhab aur secularism ke sayaaqo sabaaq main liye jaate hen jo quraan ke context main fit hi nahin hote aur na hi ho sakte hen. agar unhi ilfaaz ke maani quraan ke apne sayaaqo sabaaq main liye jaayen to woh bahot hi mukhtalif hote hen. jaisa main baar baar samjhaa chuka hun.

jab tak log quraan ko aik aisi kitaab tasleem nahin karen ge jo insaanu main mukammal tabdeeli laana chahti hai woh quraan se woh faaida uthaa hi nahin sakte jis ke liye quraan khudaa ki taraf se naazal kiya gayaa hai.

quraan aik inqilaabi paighaam hai insaaniyat ke liye. issi liye is ko aik mission ya tehreek ke tor per liye baghair baat ban hi nahin sakti. issi liye sawaal peda hota hai quraan insaaniyat ki takhleeq ka maqsad kia bataata hai? yahee keh insaan apne liye khudaa ke bataaye ke mutaabiq aik behtareen insaani mahol ya maashra banaayen. aisa insaani maashra banaane se ho ga kia? insaanu per khudaa ki khudayee aashkaara ho jaaye gi. yani sab insaan khudaa ki hadaayet ki tareefen karen ge keh khudaa ne behtareen insaani maashre ke liye kia khoob paighaam diya hai.

issi baat main khud insaaniyat ki apni tareef bhi chhupi hai keh agarche hidaayat khudaa ki taraf se hai magar ye maashra qaaim to insaanu hi ne kiya hai. issi liye khudaa bandon per khush aur bande khudaa per khush.

socho agar aisa insaani maashra banaana maqsade khudaa wandi na hota to phir aise ehkaam khudaa kyun deta jin se aik behtareen insaani maashra ban jaaye? kabhi to apne khudaa daad aqal se kaam lo aur baat ko theek tarah se samjhne ki koshish karo.

yaad rakho mazhabi rasoomaat ada kerne se aur secular kaamun ko kerne se behtareen insaani maashra kabhi bhi wajood main nahin aa sakta. agar bazid ho keh aa sakta hai to kaise? batao na zaraa khul ker. lihaaza apne apne ahmaq pan se niklo aur asal deene islam ko theek tarah se samjho aur apnaao. warna jaise aap ke pehle logoon ki zindagiyan barbaad ho gayeen waise hi aap ki zindagiyan bhi barbaad ho jaayen gi aur aap ki aane waali nasloon ki bhi. kuchh bhi nahin badle ga jaise sadiyun se nahin badla.