Very well said. Wese bhi jis banday ne umar bhar comission kama kar, aur money laundering kar k har jaez aur na jaez tareeqay say loot maar kar k apni illegal properties banai ho oskay statement aur kisi patriot k statement main zameen aasmaan ka farq hota hai.