چین کی ترقی کا راز ریماعمر سے سنئے اور سردھنئے

Yetti

MPA (400+ posts)
Corruption is everywhere , nobody can exclude China from it and that is why they have strict rules against corruption. But it does not mean that China progressed due to corruption. There is very little corruption in the high government officials and elite. Same IK said that country goes down due to the corruption of high govt. officials and elite class. Ideally, there should be no corruption but it is always there at small level. Intellectuals like her with ZERO IQ can not understand this and they will keep on saying that corruption also contributes in progress.
 

The Sane

Chief Minister (5k+ posts)
Hmmmm……let me get this right…..,so the fundamental difference between autocracy and democracy is one party more in later. In US, to be on the ballot in all 50 states, a candidate has no choice but pick one of the two parties. No other party has the mandate to contest in all states. That doesn’t sound democracy to me!
 

Mocha7

Minister (2k+ posts)
  • عمران خان چائنیز ماڈل لا رہا ہے
پہلے اپنا لگایا ہوا گورنر ( بلوچستان) تو بدل لے

?
 

shaheenzafar

MPA (400+ posts)
لبرل جس امریکہ اور یورپ کی مثالیں دیتے ہین وہاں جرائم کی شرح کافی زیادہ ہے سب سے زیادہ قیدی امریکہ میں قید ہیں اور وہان ججز کہی معاملات میں مجرم کی سائیڈ لیتے ہیں۔ ہمارے الو کے پٹھے لبرلز کو بس امریکہ یورپ ہی یاد رہتا ہے۔ چین مین فراڈ کرنے والون کی تعداد کافی زیادہ ہے لیکن وہان کہی جرائم کی سزا سزائے موت ہے جیلین بھرنے کا قانون نہیں ہے جس نے کرپشن کی ہے اسکو گولی مار دی جاتی ہے۔ جبکہ دیگر ملکوں میں مجرم جیل سے رہا ہوکر دوبارہ جرم کی دنیا میں داخل ہوجاتا ہے جبکہ پاکستان میں اشرافیہ سے تعلق رکھنے افراد جو کرپشن کرتے انکو کو تاحیات استنشی حاصل رہتا ہے۔ صدراتی معافی مل جاتی ہے۔ کورین مین کورین صدر کو کرپشن کرنے پر 22 سال کی سزا سنا دی۔ کسی نے اسکے حق میں احتجاج نہین ہے یہ ظلم ہے لیکن پاکستان میں چوروں ڈاکووں کو عدالتوں کے اندر جج بھی انکے حمایتی ہیں
 

Sonya Khan

Minister (2k+ posts)
THAT is exactly why libtards don’t want an Islamic system as then they will have a reference guide in the form of Holy Quran .....
Shame on libtards for glorifying corruption..... Corruption means privileges for select few .....while common man suffers ..... Don’t they understand this basic point .....:(
 

pinionated

Minister (2k+ posts)
What nonsense. In the history of the world, there is no country that has progressed out of corruption. How can u fill a tank by putting more holes in it? The reason for China’s progress is hard work and meritocracy.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
masla cheen amrika ka nahin hai balkeh sab haraami logoon ki apni aik alag hi duniya hai. ye log chahte hen in ko kerne diya jaaye jo ye chahen. aisa to kabhi is duniya main kisi bhi tareeqe se ho hi nahin sakta. is liye keh her aik shakhs doosrun ka dushman hai. kia jab deene islam nahin tha to insaan aapas main araam se reh rahe the? quraan bataata hai keh nahin balkeh aik lihaaz se un ke khoon kharaabe hi ki wajah se khudaa ko apni wahee ka aaghaaz kerna pada taa keh un insaani shakal ke jaanwarun ko aqal sikhaaya jaaye theek tarah se is duniya main rehne ke liye.

tab se le ker aaj tak insaani shakal ke jaanwar ziyaada tar jaanwar hi rahe. khudaa ne jo log bhi un ki hidaayat ke liye bhaije ulta un ko bhi aise logoon ne apna haraami pan khul ker dikhaaya. jab insaani shakal ke jaanwarun ne apne zindagi guzaarne ka raasta hi zaati mufaad parasti ko banaaya hai to phir is tarah se zindagi guzaarne ka nateeja aur ho kia sakta hai us ke siwaa jo ham sab ke bilkul saamne hai? agar ham sab log khudaa ke liye jeete to kia us ka ye nateeja ho sakta tha? her giz nahin.

quraan sab insaani shakal ke jaanwarun ko asal insaan ban ker jeena sikhaat hia is duniya main. issi liye ye aur kisi bhi tareeqe se jeene per pabandi lagaata hai keh her doosra zindagi guzaarne ka raasta bura nateeja hi saamne laaye ga. quraan ke mutaabiq aur kisi bhi zindagi guzaarne ke raaste per chal ker insaan wahaan nahin pohnch sakte jahaan quraan insaanu ko pohnchaana chahta hai. yani behtareen zindagi is duniya main aur aane waale duniya main bhi.

issi liye logoon ko chahiye woh khud ko quraan ko theek tarah se samajh sakne ke qaabil karen. jab tak log jaanwarun ki tarah aqlo fiker ke baghair zindagi guzaaren ge jis tarah se guizaar rahe hen tab tak in ki haalat bhi nahin badle gi. ye duniya khudaa ka banaaya huwa ghar hai insaanu ke liye aur is main khudaa ke hi house rule chalen ge warna barbaadi hi barbaadi hoti rahe gi insaanu ki aik doosre ke haathun agar rok sakte ho to rok ke dikhaao? aaj tak to apni man maani ker ke insaanu ne khud ko hi barbaad kiya hai to kyun na khudaa ka asal nizaamen zindagi achhi tarah se samajh ker apnaaya jaaye? For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE, HERE and HERE.
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
کیسے کیسے نمونے اللہ نے ہمیں عطا کئے ہیں

azeezam taban sb, khudaa ki taraf aisi cheezun ki is tarah se nisbat kerna drust nahin hai kyunkeh khudaa ka dawaa hai keh us ki tamaam sifaat husnaa yaani khoobsoorat hen. aise namoone ham insaanu ne khud hi peda kiya hen apni asal deene islam se jahaalat ki wajah se. ulte kaam ham khud kerte hen aur apni naadaani ki wajah se ilzaam khudaa per dhar dete hen kyunkeh mullaan ne ham logoon ko sikhaaya hi yahee kuchh hai. ham logoon ko apni aqlo fiker istemaal kerni ho gi quraan ke maamle main warna halaat abtar se abtar hote chale jaayen ge kyunkeh ham aise namoone mazeed peda kerte jaayen ge.

regards and all the best.
 

Okara

Prime Minister (20k+ posts)
ہمیں آج پتا چلا کہ کسی معیشت کی ترقی کی بنیاد کرپشن ہے۔
But despite certified corrupt, why Pakistan unable to become developed country if not super power?