کیا زنا بلجبر کا محرک بے حیائی ہے ؟ دیکھیے جاوید غامدی کیا کہتے ہیں

باس از باس

MPA (400+ posts)
Mr. Boss, You wrote.

" چاہے کسی کی سمجھ میں آئے یا نا آئے لیکن لباس کا بے حیائی سے تعلق ہے۔۔ "

Everyone agrees on that. Every woman who is roaming around in scanty clothes is spreading Bay-Hayai. I fully agree with that notion.

The point of difference is saying that Rape depends on the victims' clothing.

Read this article from DAWN, Women have written that they were molested while wearing Ahraam in Khana Kaaba (the most sacred place for Muslims)




جی درست فرمایا۔۔۔ بے حیائی ایک برائی ہے لیکن اس کا مطلب یہ نہی کہ ایسے کسی فرد کا ریپ کر دیا جائے۔۔۔

مردوں کی بد نظری اور ہر عورت کو گندی نظر سے دیکھنا چاہے وہ مناسب ترین لباس میں بھی ہو یہ بھی ایک بے حیائی اور شدید ترین برائی ہے اور گناہ بھی۔۔۔
 

knowledge88

Chief Minister (5k+ posts)
جی درست فرمایا۔۔۔ بے حیائی ایک برائی ہے لیکن اس کا مطلب یہ نہی کہ ایسے کسی فرد کا ریپ کر دیا جائے۔۔۔

مردوں کی بد نظری اور ہر عورت کو گندی نظر سے دیکھنا چاہے وہ مناسب ترین لباس میں بھی ہو یہ بھی ایک بے حیائی اور شدید ترین برائی ہے اور گناہ بھی۔۔۔
You have put it beautifully. I fully agree with you.
 

kakamuna420

Chief Minister (5k+ posts)
the main reason is sitting at home and not doing any work.
When a person earns halal money, all his time is spent doing the work and the rest with the family.
 

knowledge88

Chief Minister (5k+ posts)
the main reason is sitting at home and not doing any work.
When a person earns halal money, all his time is spent doing the work and the rest with the family.
Oh man. You have summed it up so well. There are people who are available 24hours on siasat.pk. How do they manage to be present 24 hours here. Sometimes I don't get time to respond for days. When you are working, struggling to make ends meet then nothing else matters. As the poet said " Yay gham hoh gah toh kitnay gham nah hon gay". Also they say if you want to get rid of the problems of the world then walk around in a pair of shoes one size smaller than size of your feet.
 

kakamuna420

Chief Minister (5k+ posts)
Oh man. You have summed it up so well. There are people who are available 24hours on siasat.pk. How do they manage to be present 24 hours here. Sometimes I don't get time to respond for days. When you are working, struggling to make ends meet then nothing else matters. As the poet said " Yay gham hoh gah toh kitnay gham nah hon gay". Also they say if you want to get rid of the problems of the world then walk around in a pair of shoes one size smaller than size of your feet.
some are paid to be on this site
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
sab se pehle is baat ko achhi tarah se samajh len keh sex insaan ki laazmi zaroorat hai is liye keh sex drive khud khudaa hi ne hamaare andar rakhi hui hai. is ke baghair ham is duniya main aa hi nahin sakte. ye drive hamaare andar aise hi hai jaise deegar drives maslan ham ko bhook lagti hai ya pyaas lagti hai waghera waghera.

deene islam per mabni maashre ka kaam hi yahee hai keh woh her insaan ki kam se kam zarooriyaate zindagi ko her haal main poora kare ya khud ko is qaabil kere.

doosri laazmi jaanane waali baat ye hai keh khudaa ne hi ham ko dimaagho hawaas diye huwe hen jo ham ko her waqt stimulate kerte hen her maamle main. maslan aik taraf aap ko bhook pyaas lagti hai to doosri taraf mazidaar khaana paana aap sochen aisi soorat main insaan per kia guzarti hai?

lihaaza pehle asal baat ko samjhen phir baaten karen jin se ham sab ko aik doosre se kuchh aqal sekhne ko mil sake.

issi liye ham kisi aik shakhs ko us ki kisi ghalati per kos nahin sakte agar woh khud hamaare apne hi banaaye huwe maashre ke haathun majboor ho ker koi ghalati ker baithta hai. ham ko pehle apna maashra drust kerna ho ga. us ke baad hi kisi ko personally blame kiya jaa sakta hai kisi ghalati ke liye. matlab ye keh pehle her kisi ki roti ka munaasib bandobast karo phir agar koi roti chori kare to zaroor us ke kaan khaincho aur achhi tarah lambe karo.

jab tak musalmaan apna aisa maashra banaane ke liye kaam nahin kerte sab ke sab khudaa aur insaaniyat ke mujrim hen. inhi baatun ka to is ummat ko aaj tak shadeed nuqsaan hota aaya hai. naam ke musalmaan aur kaam kafirun waale. kaafirun ke nizaam main islam ke chand bedhange patches lagaane se koi mulk islami riyaasat nahin ban jaata. is ke liye mulk ko islami bunyaadun per khadaa kerna padta hai from scratch aur phir us ko ahista ahista build kerna padta hai yahaan tak keh ye poori tarah islami riyaasat ban jaaye. ye is liye keh insaanu ko her kaam kerne ke liye munaasib waqt darkaar hota hai.

islami maashra kaise qaaim ho sakta hai? is ke liye sab se pehle aik maqsad darkaar hai phir us maqsad ko poora kerne ke liye aik qaable amal plan darkaar hai jis per logoon ko ikatha kiya jaa sake. aur jab munaasib tadaad main log ikathe ho jaaye to maashra wajood main aa sakta hai. quraan issi maqsad aur us ki takmeel ka poora poora plan hai jis ko khud ko musalmaan kehlwaane waale kabhi is nazar se dekhte tak nahin kyunkeh haraami logoon ne in ki nazrun se ye plan bilkul hi ojhal ker diya hai.

ab musalmaan sirf aur sirf pujaari hen aur un ka mission deegar logoon ko pujaari banaana hai aur bas yahee in ka islam hai. aur to aur daaka daalne waale bhi apna plan in se achhaa banaa lete hen apne maqsad ko saamne rakh ker. in ke dimaaghun main bhoosa bhara huwa hai. bas bak bak in se jitni chahe karwaa lo. aqal ki baatun ko samajhne ki ehliyat ko forogh dene per ye log kaam hi nahin kerte. yahee hai in sab logoon ki deene islam aur insaaniyat ki khidmat.

sirf ghamidi sb ka hi nahin sb mullaan ka deene islam ke baare main bunaadi nuqtae nazar hi sakht ghalat hai. ye log ye baat ker ke sab ko taal dete hen keh ye sab salahiyaten khudaa ne insaanu ko aazmaane ke liye di hen. jo bilkul hi bakwaas baat hai. insaanu ko khudaa kis liye aazmaaye ga? is main insaanu ya khudaa ka apna kia faaida hai? phir kon mayee ka laal hai jo apna her kaam khud hi ker sakta ho? insaan to sab ke sab aik doosre ke taawun ke motaaj hen apni zarooriyaat ko poora kerne ke liye. aik insaan ko kamzor peda kerna is maqsad ke liye oopar se us ko ghalatiyun ki sazaa dena ye kahaan ka insaaf hai? issi liye to is aqeede main khudaa ki saaf saaf toheen hai. lihaaza mullaan aur ghamidi sb ko aise aqeedun se toba kerni chahiye. khudaa ne insaanu ko apni pehchaan kerwaane ke liye peda kiya hai aazmaaish ke liye nahin. issi liye ye duniya aise tareeqe se kaam kerti hai jisse khudaa ki pehchaan ho sake na keh insaanu ki aazmaaish ho sake. us ke liye is duniya ki setting kuchh aur tareeqe ki honi chahiye thi jo us maqsad ko poora ker sakti.

insaan hawa ka mohtaaj hai aur is qadar mohtaaj hai keh agar kuchh dair ke liye is ki saans rok di jaaye to ye mer jaata hai. ya paani ka mohtaaj hai aur is qadar mohtaaj hai keh agar is ko kuchh dair pyaasa rakha jaaye to is ke hosho hawaas qaaim hi nahin reh sakte aur bil aakhir ye mer jaata hai . insaan khaane ka mohtaaj hai aur agar is ko kuchh dair roti na mile to paagal ho jaata hai aur aur bil aakhir mer jaata hai. bilkul issi tarah agar insaan ki sex ki haajat poori no ho to woh sex ke liye bhi paagal ho sakta hai. ye baat to ham her roz dekhte hen jawaan bache maan baap se kis qadar baaghi ho jaate hen aisi umer main. issi liye keh jab bache is haalat ko pohnchte hen to un per paagal pan ke dore padte hen. issi liye jahil log apne bachun ko kabhi aik peer ke paas le jaate hen kabhi doosre peer ke paas ilaaj ke liye. kabhi aik doctor ke paas to kabhi doosre doctor ke paas. ye sab aise jahil maashre main hona hi hona hai jo ghalat bunyaadun per qaaim kiye jaaye ya qaaim ho jaaye. ye log jin ke apne zehn kharaab hen woh kisi ka kia ilaaj karen ge?

maashra sirf ghalat kaamun per sazaaon se drust nahin ho sakta balkeh is ko drust kerne ke liye is ko drust bunyaadun per qaaim kerna hota hai jis ke liye ussi tarah ke ilm ki zaroorat hoti hai jo aisa maashra qaaim kerne main madadgaar ho sake. issi liye asal deene islam ke nizaam ka koi muqaabla nahin ker sakta. quraan ka issi baat per duniya bhar ke logoon ko khulaa challenge hai. khudaa ka insaanu ke liye dastooro qanoon aik to maqsade zindagi set kerta hai aur doosra her kisi ko ussi taraf rawaan rakhne aur rehne ke liye regulate kerta hai. ye hai asal baat jo kisi bhi khud ko musalmaan kehlwane waale ko samajh main nahin aa rahee kyunkeh ye log asal baat ko samajhna hi nahin chahte. agar kuchh chahte hen to apni ravish per qaaim rehna chahe jaise bhi ho. aur phir khud hi rote hen aur oppar se in ko aik doosre ke haathun mazeed joote padte hen.
 
Last edited: