Kite fold and write 60,23,71,11 for payment, is this ECP & PDM partnership?

Aristo

Minister (2k+ posts)
بھائی جان یہ کھلم کھلا ووٹوں کی خرید و فروخت ہو رہی ہے۔ اس کا صرف ایک ہی حل ہے اس وقت کہ پی ٹی آئی کسی طرح طوفان برپا کر دے اور معزز چیف جسٹس اس کا سو موٹو لے لیں۔

اب سپریم کورٹ ہی ان ووٹ کے خریداروں کو نشان عبرت بنا سکتی ہے۔ ان کے علاوہ اتنا جلدی کوئی کچھ نہیں کر سکتا
Supreme court nay pehlay kitnay Nishan e ibrat banain hain jo ab bana day ge zara meri rahnumaie farma dain shukria
 

peaceandjustice

Chief Minister (5k+ posts)
sentae elections ko immediately rokwao.. or SC is par suo moto le. ye ECP nawaz zardari ke directions par kam kar raha ha
Bahi sahab Yeh hee batt main nay Kal Kee teh. Pakistan Kaa Sub say baraa Mafia election commission of Pakistan hay . supreme Court Koh election commission Kay membran Kay kehlaf sou moto kaa danda istamall Karna chie hay. Election commission ney puray system kaa mazakh banayaa huwa Hay.
 

Aristo

Minister (2k+ posts)
Nawage qadoo sharif+ Galani+ Zulfiqar Ali buhtoo
Nawaz sharief ko nishan e ibrat nahi banaiya osay soft corner diya giya hay kia osay os k juraim k mutabiq saza mili?? who abi b london main aiyashi kar raha hay koun sa nishan e ibrat gillani ko de seat karna kia nishan e ibrat tha???? bilkul nahi Bhuto ko b phansi qanoon ke bartari k liye nahi kisi aour purpose k liye the
 

Young_Blood

Minister (2k+ posts)
Kal aik PTI ka munafiq TV per bhaith k keh raha tha k main ECP ke bohat respect karta hoo,, mere liay bohat qabl e ihtraam hein ECP Chairman.. ooh begairtoo bhaar mein jaaey Ohdaa, openly poore media k samne ECP ke MCBC karo,, k Kutti chora naal ralli de way,, Expose karo sab k samne, ta k in k khilaaf b action ho,,
 

peaceandjustice

Chief Minister (5k+ posts)
Nawaz sharief ko nishan e ibrat nahi banaiya osay soft corner diya giya hay kia osay os k juraim k mutabiq saza mili?? who abi b london main aiyashi kar raha hay koun sa nishan e ibrat gillani ko de seat karna kia nishan e ibrat tha???? bilkul nahi Bhuto ko b phansi qanoon ke bartari k liye nahi kisi aour purpose k liye the
بھائی صاحب ھماری عدالتوں کی اتنی ہی اوقات ھے کچھ تو کیا ھے