riwaiyet aur culture men kya farq hai janab.... ap ne punab ke konse logon ki numaindgi ki hai???? pakistani punjabi ya bharti punjabi, taleenyafta ya jahil punjabi, dehati ya shehri punjabi..... sare punjab ka punjabi ya sir north punjab ka punjabi.... bari mushkil ho rahi...
kahan ki riwayet hai ye janab.... wazahat farmaiye zara