Authenticity of Bukhari

Status
Not open for further replies.

karachiwala

Prime Minister (20k+ posts)
بخاری میں ہر قسم کی باتیں موجود ہیں اس میں موجود مواد سے ہر فرقے کے لوگ اپنا مذھب ثابت کر لیتے ہیں اس کے علاوہ بخاری میں بے سروپا باتیں بھی موجود ہیں جن کو لے کر لوگ منکر حدیث ہو جاتے ہیں

میری رائے میں مسٹر بخاری نے اس وقت موجھود تمام باتوں کو ایک کتاب میں جمع کر دیا تھا اور بس . . . . ان کا دعوا "صحیح ترین " کتاب کا ہرگز نہیں تھا یہ تو بعد میں جب سنی ازم کے پیروکاروں نے محسوس کیا کہ ان کی ایک کتاب ہونی چاہیے تو انہوں نے اس کی کتاب کو "صحیح ترین " قرار دے دیا

لہٰذا آج سنی ازم کے پیروکاروں کو مخالفین سے سوالات سننے پڑتے ہیں اور وہ یوں ہی تپوسیان مارتے رہتے ہیں جیسے اس تھریڈ پر ماری ہیں
لو یہ اور آ گئے۔ ان کے پاس تو ما شاء اللہ اتنی تحقیق ہے کہ ایک بندہ جو زندگی میں دو تین بار بقول خود امام غائب سے ملا اس نے کئی لاکھ حدیثیں سنا دیں اور یہ خوش مگر بخاری میں اس کو کچھ اور نظر آنے لگا۔ مسئلہ آنکھوں کی کمزوری کا لگتا ہے تیرا
 

jani1

Chief Minister (5k+ posts)
Brother... this thr is one Psycho guy or nazuk guy is totally lost...
he got his personal translation of Quran..
its a waste of time to engage with him...
jazakallah..
لو یہ اور آ گئے۔ ان کے پاس تو ما شاء اللہ اتنی تحقیق ہے کہ ایک بندہ جو زندگی میں دو تین بار بقول خود امام غائب سے ملا اس نے کئی لاکھ حدیثیں سنا دیں اور یہ خوش مگر بخاری میں اس کو کچھ اور نظر آنے لگا۔ مسئلہ آنکھوں کی کمزوری کا لگتا ہے تیرا
 

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)

جزاک اللہ نیاز بروھی آپ نے اتنی تحقیق کی۔ میں تو ایک سادا سا سوال کرتا ہوں کہ قرآن کی حقانیت بھی حدیث ہی سے ملے گی۔ اگر حدیث نکال دو تو یہ کون بتائے گا یہ قرآن اصل ہے۔ اللہ کے رسول کوئی لکھی ہوئی کتاب تو چھوڑ کر نہیں گئے تھے۔ یہ قرآن ان ہی کا دیا ہوا ہے جنہوں نے حدیث بھی دی۔ جب قرآن کا یقین کر لیا تو حدیث کا انکار کیوں؟
What a stupid logic.
No wonder people ike you are brain dead
 

There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)

لو یہ اور آ گئے۔ ان کے پاس تو ما شاء اللہ اتنی تحقیق ہے کہ ایک بندہ جو زندگی میں دو تین بار بقول خود امام غائب سے ملا اس نے کئی لاکھ حدیثیں سنا دیں اور یہ خوش مگر بخاری میں اس کو کچھ اور نظر آنے لگا۔ مسئلہ آنکھوں کی کمزوری کا لگتا ہے تیرا

ہمارا دین تو صاف اور سیدھا ہے

جو بھی حدیث قرآن سے ٹکرائے اسے ہرگز قبول نہ کرو

ہم تو آپ کی احادیث کو بھی "میں نہیں مانتا " نہیں کہتے بلکے اس پر علمی اور عقلی اعتراضات کرتے ہیں اور چونکہ آپ ان کا جواب نہیں دے پاتے اس لئے ہم آپ کی خود ساختہ احادیث کو چھوڑ دیتے ہیں
. . . . .
آپ بھی صحیح کتاب کے گھن چکر سے باہر نکلیں اور صرف وہی احادیث قبول کریں جو قرآن سے مطابقت رکھتی ہوں
/ . . . .
جانی کی باتوں پر کان نہ دھریے گا میں نے اسے چند ایک بار دلیلی پھینٹی لگائی تھی تب سے یہ میرا دشمن ہو گیا ہے
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
bunyaadi baat ye hai keh khudaa aur insaan dono ki baaten apni apni jaga aham hoti hen warna insaan kuchh bhi soch samajh hi nahin sakta. agar ho sake to meri is baat per zaroor ghoro fiker kijiye.

insaani ilm hota hi us ki zindagi ke tajarbaat per mabni hai ya phir jo us ko sikhaaya gayaa ho. her tajarba ya sikhayee gayee baat taareekh hi hoti hai is liye ke woh guzre lamhaat per mabni hoti hai.

issi liye ahaadith ka mukammal tor per inkaar aik ghalat nazriya hai. albatta ye baat bhi pakke tor per saabit hai aur saabit ki jaa sakti hai keh sab ki sab riwayaat ka drust hona laazmi nahin hai.

kuchh log samajhte hen islam sirf aik mazhab hai. kuchh log samajhte hen islam deeno mazhab hai aur kuchh samajhte hen islam sirf aur sirf aik deen hai mazhab nahin hai. lihaaza her aik ke haan sirf wohee riwayaat drust mani jaati hen jo kisi ke nazriye ke mutaabiq hun aur baaqi riwayaat ko chhor diya jaata hai.

islam asal main kia hai yani mazhab hai ya deeno mazhab hai ya khaalisatan sirf aur sirf deen hi hai mazhab nahin ye baat sirf aur sirf quraan ko drust tor per samajhne ke baad hi pata chal sakti hai.

mere nazdeek islam mazhab ho hi nahin sakta. is liye keh islam toham parasti per mabni nahin hai jo ke sirf aur sirf maznab ka khaasa hai.. yahee wajah hai mazhab waale log her tarah ki toham parasti main mubtila milte hen keh un ka khudaa aur us khudaa ke kaam un ke apne dimaaghun ki pedawaar hai jin ka haqaaiq ke saath koi taaluq hi nahin hai.

islam ko deeno mazhab kehne waale log bhi bahot had tak toham parasti hi main mubtila hen. woh quraan is liye padhte hen ta keh apne apne bebunyaad aqeedun aur amaal ko quraan se saabit ker saken quran ke ilfaaz ke ghalat maani ke zariye. is ka pakka saboot in logoon ke arkaane islam ke liye ge ghalat maani hen jis ki wajah se in ka islam sirf aur sirf aik mazhab ban ker reh jaata hai kyunkeh ye log arkaan ko bunyaadi islam kehte hen aur phir un ke tarjamen arkaan ko sirf aur sirf mazhab banaa dete hen jin ka insaaniyat ki falaaho behbood ke saath kuchh bhi taaluq hi nahin hota. isse sirf aur sirf yahee maloom hota hai keh khudaa ko logoon ki apni chaaploosi ke siwaa kuchh bhi matlab hi nahin hai. yun ye log khudaa ko khud insaan se bhi koi ghatiya hasti banaa dete hen aur in ko is baat ka ehsaas tak nahin hota keh ye aakhir ker kia rahe hen khudaa ki zaat ke saath aur insaaniyat ke saath.

asal deene islam sirf aur sirf aik raasta hai khudaa ki taraf se insaanu ke liye jis per chal ker insaan khudaa ke maqsade takhleeq ko poora ker sakte hen. khudaa ka maqsade takhleeq insaanu ko is duniya main rehne ke liye aik behtareen insaani maashre ke liye naqsha dena tha jis ko khud insaanu ne hi amli jaama pehnaana tha. jo insaanu ne abhi tak nahin pehnaaya kyunkeh un ko abhi tak quraan ki saheeh taleem maloom nahin ho saki un ki apni ghaflatun aur kotahiyun ki wajah se. albatta koshish kerte kerte aik din quraan ki asal taleem insaanu tak mukammal tor per pohnch hi jaaye gi. us waqt woh khudaa ki hidayat ke mutaabiq aik behtareen insaani maashra tameer ker len ge. yun khudaa ka deen aik din insaani duniya per ghaalib aa jaaye ga khud insaanu ki apni hi koshishun se. baaz insaan khudaa ka deen laane ki koshish is liye karte hen kyunkeh un ko pakke tor per maloom ho chaka hai keh is duniya main insaani masaail ka behtareen hal asal deene islam main hi hai aur kisi tareeqe main nahin hai. asal deene islam kia? See HERE.
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)


asal deene islam per amal hai hi iqamate deene islam. warna logoon ko islam ka kia faaida? yahee wajah hai asal deene islam ko jaanana az bas laazmi hai her aik insaan ke liye ta keh woh us ko qaaim kerne ke liye saheeh maanu main dilo jaan se koshish ker sake..
 

karachiwala

Prime Minister (20k+ posts)

ہمارا دین تو صاف اور سیدھا ہے

جو بھی حدیث قرآن سے ٹکرائے اسے ہرگز قبول نہ کرو

ہم تو آپ کی احادیث کو بھی "میں نہیں مانتا " نہیں کہتے بلکے اس پر علمی اور عقلی اعتراضات کرتے ہیں اور چونکہ آپ ان کا جواب نہیں دے پاتے اس لئے ہم آپ کی خود ساختہ احادیث کو چھوڑ دیتے ہیں
. . . . .
آپ بھی صحیح کتاب کے گھن چکر سے باہر نکلیں اور صرف وہی احادیث قبول کریں جو قرآن سے مطابقت رکھتی ہوں
/ . . . .
جانی کی باتوں پر کان نہ دھریے گا میں نے اسے چند ایک بار دلیلی پھینٹی لگائی تھی تب سے یہ میرا دشمن ہو گیا ہے
آپ تو عبداللہ بن سباء کی کہی ہوئی باتوں پر عمل کرو۔ اسلام کو کیوں بیچ میں لاتے ہو؟ قرآن کو جو صحیح نا مانے وہ قرآن پر اتھارٹی بنے؟ مذاق تو نہیں کر رہے؟ باقی پھینٹی تو سارے کے سارے مجوسی لگانے کا دعویٰ کرتے ہیں لیکن لال انکی اپنا پچھواڑا ہوتا ہے۔
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
yaad rakhen her kisi ki drust baat drust hoti hai agar woh drust saabit bhi ki jaa sake. lihaaza agar koi hadith drust saabit ki jaa sakti hai to woh drust hai warna nahin. issi liye khudaa ki baat bhi wohee ho sakti hai jis ko drust saabit bhi kiya jaa sake warna nahin. issi liye musalmaanu ka quran ko theek tarah se samajhna az bas laazmi hai warna woh quraan ko khudaa ki baat saabit hi nahin ker sakte. na apne liye na kufaar ke liye aur yahee wajah hai kaafir log bhi quraan ko us waqt tak theek tarah se maan hi nahin sakte jab tak woh us ka saboot na paa len. lihaaza is baat per musalmaanu ko apni poori tawajoh deni chahiye. taa keh wohj quraan ki drust tafseeren pesh ker saken aur yun toham parastiyun se bach saken.
 
Status
Not open for further replies.