discredited judiciary | Collapse of pakistan judicial system

Atif_Ali

MPA (400+ posts)
Point jo Note kernay ka hay ...

eek second ke liye bhi meray bhai ke damagh main yeah nahi aya ke Court main ja ker CASE karon ga tu mujhay insaf mil jaee ga ...

main bhi agar sochon tu Halat o Waqaiyat ke bar eaks 100% Court main Jeet Malik Riaz ke ke nazar ati hay ..

App bhi shyed meri terhan hi sochen ...

Yeah hay credibility of Pakistan's Justice System ....
 

bl0u81

Senator (1k+ posts)
Point jo Note kernay ka hay ...

eek second ke liye bhi meray bhai ke damagh main yeah nahi aya ke Court main ja ker CASE karon ga tu mujhay insaf mil jaee ga ...

main bhi agar sochon tu Halat o Waqaiyat ke bar eaks 100% Court main Jeet Malik Riaz ke ke nazar ati hay ..

App bhi shyed meri terhan hi sochen ...

Yeah hay credibility of Pakistan's Justice System ....
Insaaf ka jo naara laga ke aaye the unn sei poochiye
 

Haha

Minister (2k+ posts)
چھوٹا چور غریب چور بے اثر چور عام آدمی ہر حال میں مجرم ہوتا ہے
لیکنُ اگر بندہ سیادت دان ہو امیر ہو طاقتور ہو با اثر یا ہو جج ہو چوری کرے فراڈ کرے منی لانڈرنگ کرے حرام خوری کرے جھوٹ بھونکے بیوی کے پیچھے چھپ کر ڈرامہ بازی کرے وہ بےقصور ہوتا ہے چاہے پاکستان کا سب سے بڑا حرامی ہو
لکھ دی لعنت ایسے انصاف کرنے والے ۔۔۔زادوں پر
 

Haha

Minister (2k+ posts)
کورٹ میں ایک متوسط طبقے کا شریف آدمی ایک پراپرٹی ٹائکون سے کیسے جیت سکتا ہے جبکہ اس بے چارے کے پاس پہئیے لگانے کی طاقت نہ ہو
لیکن جہاں تک میرا خیال ہے ملک ریاض کے ماتحت یہ گڑ بڑ کر رہے ہونگے
ملک ریاض کو ہو سکتا ہے معلوم ہی نہ ہو
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
is baat ko achhi tarah se samajh lena chahiye keh kisi ko bhi ye haq nahin pohnchta keh woh kisi ko bhi us ki zarooriyaate zindagi se mehroom rakhe. ye deene islam ka bunyaadi taqaaza hai. yahee nahin balkeh her aik ke liye zarooriyaate zindagi ka munaasib bandobast karna bhi deene islam ka bunyaadi taqaaza hai un per jo is ko maane ke dawedaar hen. agar kisi ke saath aisi ziyaadati ho jaaye keh woh zindagi ki bunyaadi zarooriyaat se mehroom reh jaaye doosrun ki wajah se to sab ke sab log is jurm ke mujrim thehren ge apne apne jurm ki had tak. yahee baaten riyaasate madina ki bunyaad hen.

issi deene islam ko logoon ki nazrun se chhupaaya jaat hai taa keh haraami log khule tor per apni man maani ker saken ya apna haraami pan dikhaa saken aur is main mullaan sab se aage hen. keh ye un logoon ko sazaa dilwaatye hen jo apne haq ki wasooli ke liye koi qadam uthaate hen. issi liye musalmaanu main nizamen sarmayadaari abhi tak baaqi hai. agar mullaan awaam ko keh den keh tumaara haq sarmayadaarun ki tajoriyun main band hai aur tum ko is ko lene ka poora poora haq hai to koi bhi sarmaayadaar ban hi na sake ga kyunkeh us ko awaam ke radde amal ka dar ho ga. For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE and HERE.

issi liye zakaato sadaqaat aur khairaat ka mullaan ne dhong rachaaya huwa hai ta keh logoon ko bewaqoof banaa ker sarmadaarun ko awaam se bachaaye rakhen aur khud maze karen awaam ki peeth per. mullaan ka tabqa aik bahot hi badaa haraami tabqa hai. awaam ko is ko samajhne ki zaroorat hai keh ye kaise kaise awaam ko dhoke deta ayaa hai deene islam ke naam per.
 
Last edited: