Imran Khan Is Dubbang Leader and he is fighting against all corrupt Mafias

Digital_Pakistani

Chief Minister (5k+ posts)
وزیراعظم نے اپنی تقریر عثمان بزدار کی تعریف سے شروع کی دوسری جانب رؤف کلاسرا نے کل پوری کوشش کی کی کہ وہ کسی طرح سے عثمان بزدار کو بیوقوف ثابت کرے
 
RajaRawal111

Prime Minister (20k+ posts)
وزیراعظم نے اپنی تقریر عثمان بزدار کی تعریف سے شروع کی دوسری جانب رؤف کلاسرا نے کل پوری کوشش کی کی کہ وہ کسی طرح سے عثمان بزدار کو بیوقوف ثابت کرے
giphy.gif
 
HSiddiqui

Chief Minister (5k+ posts)
There is no doubt in this that he is a courageous and honest leader, before getting into this holding the corrupts he asked Pakistanis, you want this every one said yes, he reminded it is tough and time taking will you remain calm and stand with me and every one said yes, but now the same people are showing desperation, in past we have seen leaders lied and deceived the nation but with this brave heart and honest to the core Leader I see nation deceiving him by presurizing him to leave every thing in the middle and stop, by pressurizing him to stop exposing the corruption and the corrupts who have open sacks of money in bribe. It is sad and if Imran Khan get disappointed and leave or if he fails because of being left alone , TRUST ME this will be the biggest loss of Pakistan, it will be losing the opportunity to earn respect, dignity, and economy, that was arranged by ALLAH and Imran Khan was appointed for that.
I hope and pray that Pakistanis understand it in time and stay with this die hard Pakistani and the only Momin leader in Pakistan.
 
pti4pakistan

Senator (1k+ posts)
I have been a big time supporter of Khan, but I have now lost respect. Anyone who thinks Buzdar has done well and deserves any credit, is on some sort of drugs. Buzdar is:
- Charismatic less leader
- low in IQ
- characterless person by taking the same VIP protocol that we are against
Just look at him, my 'mali' is better suited to be a leader than him
COME ON MAN!
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
khan sb ki corruption ke khilaaf jang to achhi baat hai magar un ki approach per tanqeed ki jaa sakti hai aik had tak.
 
Shazi ji

Monthly Exports of Goods & Services in March 2021 were $3176 Million, HIGHEST ever in the country's history (excluding the USA's CS Fund).
Goods Exports were $2612M, 2nd highest ever. IT services exports were $213M, the highest ever in any month. Source:
@StateBank_Pak

We need a similar speech against the corrupt judiciary.

I have been a big time supporter of Khan, but I have now lost respect. Anyone who thinks Buzdar has done well and deserves any credit, is on some sort of drugs. Buzdar is:
- Charismatic less leader
- low in IQ
- characterless person by taking the same VIP protocol that we are against
Just look at him, my 'mali' is better suited to be a leader than him
COME ON MAN!

khan sb ki corruption ke khilaaf jang to achhi baat hai magar un ki approach per tanqeed ki jaa sakti hai aik had tak.
Yes by collecting all the corrupts from all parties like Bara Daku , Chaprassi and then thinking of fighting corruption,,,
What does this Joker khan think that he can fool the nation ?
 
azeezi shazi ji, agar aap ne meri koi bunyadi posts padhi hotin to aap ko maloom hota main kis context aur kis maqsad ki bunyaad per koi baat kerta hun. For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE and HERE.

aap ko ye baat achhi tarah se samajhne ki zaroorat hai keh jo baat ghalat hai woh ghalat hai aur jo baat saheeh hai woh saheeh hai. phir saheeh aur ghalat koi aik aadh baat to hai nahin. ab aap ki nazar main kon aisa shakhs hai jo sab ghalat baatun ko aik dam se khatam ker de? agar hai to zaroor bataaiye. agar nahin hai to phir aap ko tasleem kerna pade ga keh jo koi bhi jis ghalat baat ko bhi khatam ker sakta hai woh itna ker de to badi baat hai.

agar aisa na kiya jaaye to phir ghalat baaten tadaad main badhti hi jaayen gi. kia aap chahti hen keh aisa hi ho? agar nahin to jo kuchh koi ghalat kerta hai us per tanqeed zaroor kijiye magar us ke saath saath un baatun ko bhi tasleem kijiye jo woh drust kerta hai. issi tarah awaam ahista ahista educate ho gi aur mulk ke halaat drust hun ge. yaad rakhen deene islam bebunyaad party baazi nahin sikhaata balkeh quraan do partiyun ka ziker kerta hai. aik khudaa ki party aur doosri shaitaanu ki party.

khudaa ki party woh hai jo burayee khatam kerne ki darpeh hai apni khudaa daad taaqat ki bunyaad per aur shaitaanu ki party burayee ko frogh dene ki koshish main lagi rehti hai. ye takrao aik jaga pohnch ker aik din apni takmeel ko ponche ga. ham ko is baat ki koshish kerni chaiye keh ham ghalat party ko support na ker rahe hun apne unjaan pan ki wajah se. lihaaza ham jo khud ko musalmaan kehlwaate hen hamaare liye zaroori hai keh ham her party ko jo ham ko durst lage is bunyaad per jo main ne abhi ziker ki hai us ke un kaamun ko poori tarah support karen.

jab tak ham aisa nahin karen ge hamaare halaat theek nahin hun ge. issi liye khud ko musalmaan khelwaane waale to aik taraf jab kaafir bhi koi kaam achhaa karen jisse koi burayee khatam hoti ho to un ko bhi ham ko support kerna ho ga. yahee duniya se burayee khatam kerne ka saheeh tareeqa hai.

duniya barbaadi ki taraf issi liye jaa rahee hai keh log achhi aur buri baatun ki tameez kho chuke hen. ye tameez dobaara peda kerne ki zaroorat hai taa keh ham apni is duniya ko apni madad aap ke teht mil jul ker apne liye jannat banaa saken. aisa ho ker rahe ga magar tab jab ham khud main saheeh zehniyat peda karen ge aur drust rawaiya apnaayen ge aur woh kaam apnaayen ge jo is duniya ko behtari ki taraf le jaane waale hun. warna insaanu ki zindagiyan hamesha aik doosre ke haathun azaab bani rahen gi jaise hamesha se bani rahee hen. ye ham insaanu per hai keh ham kab tak hosh main aate hen aur drust maqsade zindagi ko maloom ker ke apnaate hen aur us raaste ko maloom ker ke us per chalte hen jo ham ko us maqsad ko poora kerne ki taraf le jaaye ga.

regards and all the best.
 
Last edited:

Shazi ji

Chief Minister (5k+ posts)
azeezi shazi ji, agar aap ne meri koi bunyadi posts padhi hotin to aap ko maloom hota main kis context aur kis maqsad ki bunyaad per koi baat kerta hun. For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE and HERE.

aap ko ye baat achhi tarah se samajhne ki zaroorat hai keh jo baat ghalat hai woh ghalat hai aur jo baat saheeh hai woh saheeh hai. phir saheeh aur ghalat koi aik aadh baat to hai nahin. ab aap ki nazar main kon aisa shakhs hai jo sab ghalat baatun ko aik dam se khatam ker de? agar hai to zaroor bataaiye. agar nahin hai to phir aap ko tasleem kerna pade ga keh jo koi bhi jis ghalat baat ko bhi khatam ker sakta hai woh itna ker de to badi baat hai.

agar aisa na kiya jaaye to phir ghalat baaten tadaad main badhti hi jaayen gi. kia aap chahti hen keh aisa hi ho? agar nahin to jo kuchh koi ghalat kerta hai us per tanqeed zaroor kijiye magar us ke saath saath un baatun ko bhi tasleem kijiye jo woh drust kerta hai. issi tarah awaam ahista ahista educate ho gi aur mulk ke halaat drust hun ge. yaad rakhen deene islam bebunyaad party baazi nahin sikhaata balkeh quraan do partiyun ka ziker kerta hai. aik khudaa ki party aur doosri shaitaanu ki party.

khudaa ki party woh hai jo burayee khatam kerne ki darpeh hai apni khudaa daad taaqat ki bunyaad per aur shaitaanu ki party burayee ko frogh dene ki koshish main lagi rehti hai. ye takrao aik jaga pohnch ker aik din apni takmeel ko ponche ga. ham ko is baat ki koshish kerni chaiye keh ham ghalat party ko support na ker rahe hun apne unjaan pan ki wajah se. lihaaza ham jo khud ko musalmaan kehlwaate hen hamaare liye zaroori hai keh ham her party ko jo ham ko durst lage is bunyaad per jo main ne abhi ziker ki hai us ke un kaamun ko poori tarah support karen.

jab tak ham aisa nahin karen ge hamaare halaat theek nahin hun ge. issi liye khud ko musalmaan khelwaane waale to aik taraf jab kaafir bhi koi kaam achhaa karen jisse koi burayee khatam hoti ho to un ko bhi ham ko support kerna ho ga. yahee duniya se burayee khatam kerne ka saheeh tareeqa hai.

duniya barbaadi ki taraf issi liye jaa rahee hai keh log achhi aur buri baatun ki tameez kho chuke hen. ye tameez dobaara peda kerne ki zaroorat hai taa keh ham apni is duniya ko apni madad aap ke teht mil jul ker apne liye jannat banaa saken. aisa ho ker rahe ga magar tab jab ham khud main saheeh zehniyat peda karen ge aur drust rawaiya apnaayen ge aur woh kaam apnaayen ge jo is duniya ko behtari ki tarah le jaane waale hun. warna insaanu ki zindagiyan hamesha aik doosre ke haathun azaab bani rahen gi jaise hamesha se bani rahee hen. ye ham insaanu per hai keh ham kab tak hosh main aate hen aur drust maqsade zindagi ko maloom ker ke apnaate hen aur us raaste ko maloom ker ke us per chalte hen jo ham ko us maqsad ko poora kerne ki taraf le jaaye ga.

regards and all the best.
Bahut acha and thanks for nice message ,,, apka message is sensible ??