Is Marriage without Wali Legal in Islam? Yes.

jani1

Chief Minister (5k+ posts)
Yeah whatever dude.....
so u were not interested in learning ? n just wanted to debate..?
bro ths clips r beneficial. thy will give u some knowledge..
thts it..

all the great imams were respected.. but we have to c the evidence from Quran o sunnah.
thanks.
 

jani1

Chief Minister (5k+ posts)
OK.. got it..
u r just the worshipper of ur ego... n never wana listen to others opinions.
u may stay a ko ka maindak..
but remember. with this attitude, u never gonna learn.

Kahan Dr Zakir Naik, aur Dr Israr Sahab, aur kahan yeh gum naam se Rs 5,000/- pe talaq ka fatwa dene wali molvi.

Yaar bande ka bhi koi status hona chaheye.
 

akinternational

Minister (2k+ posts)
Hahaha, sadly that is not how it works.
That's not one of your democratic rules that you can apply willy nilly.
Democracy follows popular opinion, and if a popular opinion is that Alcohol is legal, gambling is legal, Islam is still not suppose to bent to it.
This issue on the other hand is much more personal and depends on several factors. Women are human beings and should not be treated as assets.
Imam Abu Hanifa (RA) was blessed with vision.
What happens if a wali is drug addict, abusive, exploiter and all that?
Basically, the issue is that Men want to control their women (daughters, wives, and sisters), even when they want to do something Halal.

That is how actually women like Marvi Sarmad and Asma Jahangir exploit the women in our society and take them away from religion, by showing the controlling nature of men. The end result is that women become feminists and think all men are hypocrites.
ye larrki dua ghar se bhagi thi... kya ap ki behen ya beti aisa kare to ap khushi khushi maan lenge
 

akinternational

Minister (2k+ posts)
Waledain ki itla ke bagher larki ka kisi larke ke sath chal jana haram aur begherati aur bhagna kehlata hai... Wali ke bagher shadi haram hai, agar larki ko walidain se ijazat nahin mil rahi to wo adalat se ruju karegi aur qazi uska wali ban sakta hai agar wo mulki aur sharai qanun ke tahet baligh hai...
ji o iske khilaf bhagne aur bhga le jane ki himayet kar rahe hain.. unki beti aur behen ko zarur bhagna chahiye aur unhain khushyan manani chahiyen..
 

jani1

Chief Minister (5k+ posts)
bbother..

they r making this a woman right issue.. but Islam gives the best rights to woman... which no other system has given.

if a wali is involved. thr r chances of a better deal. or else anyone can fool a teenage girl.

remember. the condition of a wali is only for a single girl..not for a widow or a divorcee.. ruling for them r different.




ye larrki dua ghar se bhagi thi... kya ap ki behen ya beti aisa kare to ap khushi khushi maan lenge
 

Rocky Khurasani

Senator (1k+ posts)
ye larrki dua ghar se bhagi thi... kya ap ki behen ya beti aisa kare to ap khushi khushi maan lenge
Koi Aqal ghass charne gayi hai aap ke?

I explained choose the lesser evil!
Kia zina bara gunah hai? Ya waledain ke marzi ke baghair nikah karna?

Ans: Zina bara gunah hai aur haraam hai.

Baqi bhagne ka relation har kisi ke personal matters se hai. Koi abusive baap se bhagte hai tou koi woh shadi nahin karna chahte jo maan baap zabardasti karwana chahte hain.

Daqyanoosi soch ko chor dain aur women ko property samajna bhi.

Warna phir society main Marvi Sarmad, Asma Jahangir jaise Nasoor janam lete hain.
 

Rocky Khurasani

Senator (1k+ posts)
Waledain ki itla ke bagher larki ka kisi larke ke sath chal jana haram aur begherati aur bhagna kehlata hai... Wali ke bagher shadi haram hai, agar larki ko walidain se ijazat nahin mil rahi to wo adalat se ruju karegi aur qazi uska wali ban sakta hai agar wo mulki aur sharai qanun ke tahet baligh hai...
ji o iske khilaf bhagne aur bhga le jane ki himayet kar rahe hain.. unki beti aur behen ko zarur bhagna chahiye aur unhain khushyan manani chahiyen..
Ghar se bhagna aik qisam ke beghairati tou hai, laiken Haram nahin hai. Dua ne bhi tou yahe kaam kiya nikah kar liya aur Nikah parhwane wala Qazi he tou hota hai.

Hazoor (SAW) ke hadith ka mafhoom hai

Nikah asan karo
Zina Mushkil karo

Aur hum sab Pakistani zour laga ke Nikah mushkil kar rahe hain, tou aap khud samajhdar hain keh aap ke Naak ke neche behan betiyoun ke liye kiya karna asan hai?
 

thinking

Prime Minister (20k+ posts)
Agar do aqal o balagh larka ur larki Nikah karna chahtay hain bajaya zana karnay k Jo un k lia asaan ha karna..Lekan un k Maan Baap nahi maan rehay tu un duno ko haq ha k wo require gawaho ki majodgi m nikah kar saktay hain...
Jab un k Maan Baap nahi maan rehay tu they can...This is simple sense and logic.
 

Rocky Khurasani

Senator (1k+ posts)
ji o iske khilaf bhagne aur bhga le jane ki himayet kar rahe hain.. unki beti aur behen ko zarur bhagna chahiye aur unhain khushyan manani chahiyen..
By the way larkian un gharoun se bhagte hain jahan aap jaise soch ho, Jahan illogical Fatwa gun baap ne 24 ghante uthae hui ho. Larkiyoun ko property samjha jata ho. Jahan yeh socha jata ho keh Khandan ke bahar shadi ke tou economic interests suffer hun ge aur Property share karne pare ge.

Baqi ghar jahan Izhar e Rai pe pabandi nahin wahan aise masle nahin hote. Salah o Mashware hote hain aur sab hal ho jata hai.
 

jani1

Chief Minister (5k+ posts)
Was talking about deal for the girl...
haq meher.. groom's background check etc..

try n open ur mind...

n learn to accept the reality,


Kia Patwari Sooch paye hai janab ne!!!

O bhai Behan betiyan Property nahin hotain, keh ache mool pe bech diya?

Samjho iss baat ko!!
 

MRT.abcd

Minister (2k+ posts)
زبان کا فرق بندے کی جس ماحول میں گروتھ اور تربیت ہوتی رہی ہو خود بول رہا ہوتا ہے
اوپر ڈاکٹر اسرار صاحب کی زبان دیکھو اورنیچے اس بھڑوے بنگالی ملا کی زبان دیکھو "بھاگ کر شادی کرنا کیسا ہے" خواہ جتنا مرضی اختلاف ہو اپنی بیٹی کی عمر کی لڑکیوں سے بات کرنے کا یہ سلیقہ ہوتا ہے؟
کوی بھاگ کر شادی نہٰیں کرتی یا کرتا، گھر والوں کو رشتہ منظور نہیں ہوتا تو وہ کورٹ میں جاکر اپنا اسلامی حق استعمال کر لیتے ہیں اور شادی میں لڑکی کا ولی قاضی عدالت خود بن جاتا ہے
لہذا یہ بات بھی واضح ہوگئی کہ لڑکی کا ولی ہونا ضروری ہے اگر اس کا والد یا بھای نہیں بنتا تو قاضی کو یہ فرض ادا کرنا پڑتا ہے
tu apna shobaz ka gand saf kar kutay. tujay scholars kay respect ka kia pata?
tujay yahi zaban samaj ati hai!
 

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
In Islam, there is no such requirement of wali for the nikah
It is in hadith that requires a wali to be present to make the nikah valid.
 

Hunter1

Senator (1k+ posts)
it's..3 vs 1..

3 Aima Karam
Imam Malik,
Imam shafie,
Imam Ahmad ibn hanbal says NO... it's not permissible without Wali..

only Imam Abu Hanifa says Yes.
it's OK..

you got to follow the majority..
that's how it works..

n Allah knows best.

follow logic not the majority, in Pakistan where there are so many forced marriages obviously the girls are going to run away