Kufr se nafrat wajib - Kafir se nafrat Haraam

SachGoee

Senator (1k+ posts)
Re: کیا کفر کی سزا ہمیشہ ہمیشہ کی جہنم ہے؟

Ghamdi sahib ne 86 kitaabein perhi hein hakam o adal ki. Ye namumkin hai k asar na hua ho.

Inn 86 kitaaboun ka jaadu chal gaya hai. Allah k fazal se :-)
 

WatanDost

Chief Minister (5k+ posts)
Re: کیا کفر کی سزا ہمیشہ ہمیشہ کی جہنم ہے؟

غامدی جہالت کا ایک اور شاہکار

آج سے جس جس کو غامدی ابو جہل وقت دوراں کی اس بات پر یقین ہے

وہ الله کی بیان کردہ حرمات کو حلال سمجھیں اس یقین کے ساتھ کہ

جہنم الله ختم کرنے کے لئے ہی قائم کرے گا


اور


یہ انمول انکشاف آج ١٤٣٧ سال بعد اس الو کے پ پر ہی ہوا ہے
 

SachGoee

Senator (1k+ posts)
Re: کیا کفر کی سزا ہمیشہ ہمیشہ کی جہنم ہے؟

@khalid100


Assalamoalaikum. Mohtaramm Khalid Bhaee kal jub meinay Quran o Hadith se mutaddad dalail pesh kiye k Jahanumm Hamesha k liye nai hogee tou aap naheen maanay. Aaj jub indirectly wohi baat Ghamdi sahib ne ki yaani aapko video milli tou aap ne post ker di. Aap Ghamdi sahib se pucheeay k Mohammad Asad sahib ne forever k mutaliq kyun lilha k forever does not mean ever lasting ?

Dusra iss point per bhee aap ghorr k wo Kaafir jo jaan boojh k inkaar kerein ge jin pe haqeeqat khul jaaey gee phir bhee wo dozakh ki zeenat banein ge. Per wo Non Muslim jis ne Islam perha aor uskay brain ne gawahi na di, satisfy na hua, convince na hua tou aesa kaafir nai hoga musalmaan q k wo apne damagh pe dependent hai. Uska kya kasoor agar wo non muslims k ghar peda hogaya ? Tou aesay kaafir k mutaliq nai kaha ja sakta k uss ne jaan boojh k Islam qabool nai kiya ya sarkashee ikhtayaar ki so uss k saath Allah kyun Sarkashi ikhtayaar kerne waalay aor khuda k muqaabil pe aanay waalay kaafir jesa salook keray ga ?

Aor ye baat bhee 2+2=4 keh di jaati hai k har mushrik idol worshipper dozakh mein phenka jaaey ga. Per Quran ki wo Aayat kahan gaee jahan Allah taala waada kerta hai k meray liye Namumkin hai k mein kisi neki ka agar na dun rozz e hashar faisla k din ? Allah ne kaha k iss ajar mein Mushrik shaamil nai ? Tou agar nekian kerne waalay mushrik ne b dozakh mein phenkay jaana hai tou dozakh mein tou hai he azaab phir ajar kya milay ga ussay neki ka ? Jo banda Shirk kerta hai wo Haqooq Allah mein maar khaata hai. Per Allah ne nai kaha k Haqooq Allah mein kami beshi maaf ker dun ga per Haqooq ul Ibaad mein strict hun ga ? Tou jis Idol Worshipper ko Noble piece prize mila hai for his services for children rights tou agar uss ka damaagh gawahi na dey k Allah hai aor Islam Sacha mazhab hai aor wo na ho musalmaan per zana chori dhokay fraud corruption se bacha rahay in life tou agar convince nai hota idol worshipper he wafaat paa jaata tou uska kya kasoor ? Wo khud thori damagh ko keh raha k convince hona ya nai ? So kya Allah ussay jahannum mein phenkay ga ? Jub k uska inkaar jaantay boojhtay nai hoga ? Aor uski nekian kaham gaeen unka ajar kahan gaya ?
 

SachGoee

Senator (1k+ posts)
Holy Quran states :

" [On that Day,] verily, hell will lie in wait [for those who deny the truth] – a goal for all who are wont to transgress the bounds of what is right! In it shall they remain for a long time. S. 78:21-23 Asad


The late Muslim scholar and translator Muhammad Asad noted that the Arabic word for "long time" does not mean forever:


I.e., not forever, since the term huqb or hiqbah (of which ahqab is the plural) denotes no more than "a period of time" or "a long time" (Jawhari) - according to some authorities, "eighty years", according to others, "a year" or simply "years" (Asas, Qamus, Lisan al-Arab, etc.)
 

khalid100

Minister (2k+ posts)
Re: کیا کفر کی سزا ہمیشہ ہمیشہ کی جہنم ہے؟

@khalid100


Assalamoalaikum. Mohtaramm Khalid Bhaee kal jub meinay Quran o Hadith se mutaddad dalail pesh kiye k Jahanumm Hamesha k liye nai hogee tou aap naheen maanay. Aaj jub indirectly wohi baat Ghamdi sahib ne ki yaani aapko video milli tou aap ne post ker di. Aap Ghamdi sahib se pucheeay k Mohammad Asad sahib ne forever k mutaliq kyun lilha k forever does not mean ever lasting ?

Dusra iss point per bhee aap ghorr k wo Kaafir jo jaan boojh k inkaar kerein ge jin pe haqeeqat khul jaaey gee phir bhee wo dozakh ki zeenat banein ge. Per wo Non Muslim jis ne Islam perha aor uskay brain ne gawahi na di, satisfy na hua, convince na hua tou aesa kaafir nai hoga musalmaan q k wo apne damagh pe dependent hai. Uska kya kasoor agar wo non muslims k ghar peda hogaya ? Tou aesay kaafir k mutaliq nai kaha ja sakta k uss ne jaan boojh k Islam qabool nai kiya ya sarkashee ikhtayaar ki so uss k saath Allah kyun Sarkashi ikhtayaar kerne waalay aor khuda k muqaabil pe aanay waalay kaafir jesa salook keray ga ?

Aor ye baat bhee 2+2=4 keh di jaati hai k har mushrik idol worshipper dozakh mein phenka jaaey ga. Per Quran ki wo Aayat kahan gaee jahan Allah taala waada kerta hai k meray liye Namumkin hai k mein kisi neki ka agar na dun rozz e hashar faisla k din ? Allah ne kaha k iss ajar mein Mushrik shaamil nai ? Tou agar nekian kerne waalay mushrik ne b dozakh mein phenkay jaana hai tou dozakh mein tou hai he azaab phir ajar kya milay ga ussay neki ka ? Jo banda Shirk kerta hai wo Haqooq Allah mein maar khaata hai. Per Allah ne nai kaha k Haqooq Allah mein kami beshi maaf ker dun ga per Haqooq ul Ibaad mein strict hun ga ? Tou jis Idol Worshipper ko Noble piece prize mila hai for his services for children rights tou agar uss ka damaagh gawahi na dey k Allah hai aor Islam Sacha mazhab hai aor wo na ho musalmaan per zana chori dhokay fraud corruption se bacha rahay in life tou agar convince nai hota idol worshipper he wafaat paa jaata tou uska kya kasoor ? Wo khud thori damagh ko keh raha k convince hona ya nai ? So kya Allah ussay jahannum mein phenkay ga ? Jub k uska inkaar jaantay boojhtay nai hoga ? Aor uski nekian kaham gaeen unka ajar kahan gaya ?

Walikum Assalam Brother,
I respect your opinion and agree to certain extant too. But these are scholistic discusscussions and difference of opinion various groups. Hence do not go too much deep as not directly concerned to me and won't be asked about it on the day of judement. Bhai hamari apni bakhshish ho jaye to iss sey bari kya baat hey.

Regarding your question, honestly I don't have any contact with Ghamdi sb. and never met him, I just follow him . My views about him are same as yourself i.e like his approach and differ with him on things too. Lot of people like him and lot of people don't agree with his approach. They go a step further and leave lot of bad comments or throw insults or abuses. May Allah give all of us Hidayat and give taufeeq to differ by remaining within limits and respond with logic and softness rather than harsh words.

What you have asked regarding non-muslims, I searched and found Ghamdi's opinion on it. If you got time watch this one.

https://www.youtube.com/watch?v=aXXFqm5vpDs