Maulana Tariq Jameel Reply to those whol criticize him for no reason

Shareef

Minister (2k+ posts)
Re: Fist Ever Maulana Tariq Jameel Reply to who criticize him | Molana Tariq Jameel ka Pehli Bar Jawab

Moulana sahib does not deserve undue criticism. He may be travelling in expensive cars or living a comfortable life, no issue, he deserves it. The only thing that irks the mind is when he doles out short cuts to getting sins pardoned e.g when he says 'if you recite such and such verse from the Holy Quran, so many thousand sins will be forgiven' or 'if you recite durood sharif once, thousands of sins will be forgiven' etc. Such sermons are most damaging to muslims as they encourage muslims to commit sins because the formula to delete the sins are so simple as given by molana sahib. He should always clarify that by reciting the Holy Quran or Durood sharif or performing Haj etc, only sins in the realm of Huqooq Ullah are pardoned and not sins aginst Huqooq ul Ibaad, because Allah Almighty has clearly mentioned in the Holy Quran that He shall not pardon sins agains Huqooq ul Ibaad.

Qalandar

Chief Minister (5k+ posts)

LOL Mullah is under extreme pressure. Day in day out is facing severe criticism vigorously.
 
aliahmad297622

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Fist Ever Maulana Tariq Jameel Reply to who criticize him | Molana Tariq Jameel ka Pehli Bar Jawab

Wah wah wah , malaaa loothhh liyaaaa , duniyaaa walaaa baraaa zalimmmm
 
GraanG2

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Fist Ever Maulana Tariq Jameel Reply to who criticize him | Molana Tariq Jameel ka Pehli Bar Jawab

LOL Mullah is under extreme pressure. Day in day out is facing severe criticism vigorously.

Qalandar maulana saab ne beech mein baap bete aur tumhari kahani bhi sunayi.
 
Last edited:

Khan Sab

MPA (400+ posts)
Moulana sahib does not deserve undue criticism. He may be travelling in expensive cars or living a comfortable life, no issue, he deserves it. The only thing that irks the mind is when he doles out short cuts to getting sins pardoned e.g when he says 'if you recite such and such verse from the Holy Quran, so many thousand sins will be forgiven' or 'if you recite durood sharif once, thousands of sins will be forgiven' etc. Such sermons are most damaging to muslims as they encourage muslims to commit sins because the formula to delete the sins are so simple as given by molana sahib. He should always clarify that by reciting the Holy Quran or Durood sharif or performing Haj etc, only sins in the realm of Huqooq Ullah are pardoned and not sins aginst Huqooq ul Ibaad, because Allah Almighty has clearly mentioned in the Holy Quran that He shall not pardon sins agains Huqooq ul Ibaad.

Sir Maulana apne bayano men ye kehte rehte han k Haqooq ul ibad ki Adalat bht sangeen ho gi, Us k liye Touba ki bhi zaroorat ha r Jis k haqooq pamaal kiye han us se bhi maafi r us ka azala bhi zaroori ha. But Ager koi Touba bhi ker le r Apni taraf se koshish bhi kare haqooq wapas ada kerne ki lakin wo pori tarah azala ker nai paya ya mot A gai to Qayamat k din jis bande k haqooq is k zime the un ka badla Allah khud us bande ko de dega r phr wo is shakhs ko maaf ker de ga.

Aesa bhi nai ha k Haqooq ul Ibad k Mujrim ki kisi tarah maafi ho hi nai sakti. Maulana sab ko isi liye touba ka kehte han
 
Khan Sab, Respect your views, but when Allah Almighty says in the Holy Quran that He shall not forgive sins against huqooq ul ibaad, then, I cannot comprehend any ifs and buts about it. I have personally heard Molana sahib, saying on TV that if you recite durood sharif only once, two thousand sins will be pardoned- he does not specify which sins?, thus giving the listener a virtual license to commit sins against huqooq ul ibaad with impunity. Believe me this is happening, otherwise there would not be so many sins committed against huqooq ul ibaad on daily basis in our society.
 
Sir Ap ki bat theek ha k Haqooq ul Ibad bohot Ahm han, men bas itna keh raha hun k Touba kerne pe Saare Gunah maaf ho sakte han. Mash'hoor hadees ha k 100 logon k Qatil ko bhi Touba kerne pe Allah ne maf ker dia. R MTJ ka to her lecture hi Akhlaq r Haqooq Ul Ibad pe hota ha, may b us bayan men Maulana forgot to mention that Darood Shareef ya Nek Aamal se Sagheera gunah maf hote han, Kabeera k liye Toubah kerni perti ha. Baqi Allah chahe to piyase Kutt'e ko pani pilane pe fahisha Orat ko Maaf ker de.....
 
Shareef

Minister (2k+ posts)
Mohtaram Khan Sab,
Jab Allah Subhanahu nay khud Quran Pak may farmaya hai kay woh huqooq ul ibad kay zimn may kiay gaiay gunah muaf nehi karaingay, tow phir may iss say mutasadm koi hadees maanoon ya Quran Paak? Gunah sirf dow tarah kay hotay hain. Huqooq ullah kay gunah aur huqooq ul ibaad kay gunah. (sagheera aur kabeera sirf inkay intensity ko zahir kertay hain). Jin gunahon ki muafi toba karnay say ya ibadaat kernay say hoti hai woh huqooq ullah kay gunah hain, huqooq ul ibaad kay gunah in may shamil nahin. Aapkay iss mozoo per dilchspi lenay ka bohot shukria. Mehrbani ker kay Molana Tariq Jameel sahib tak meri guzarshaat pohncha dain. Meray khial main iss behs ko yahan khatm kartay hain. -- With Regards
 
QaiserMirza

Chief Minister (5k+ posts)
18920615_668574846676747_4955448024743851543_n.jpg