canadian

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

تم مِرے درد بھی، غم بھی ، مِرے آلام بھی تم
تم مِرا چین ہو جاناں، مِرا آرام بھی تم

کامیابی کو نہیں ہم نے تمہیں چاہا ہے
ہم تمہارے ہیں بھلے ہو گئے ناکام بھی تم

میں مسیحا ہوں اگر، میرا وظیفہ تم ہو
میں ہو مجرم تو مِری جاں مِرا الزام بھی تم

مختلف حیلوں بہانوں سے مجھے سوچتے ہو
...ایک دن کُھل کے پکارو گے مِرا نام بھی تم

رات دن تم کو فقط تم کو مجھے سوچنا ہے
میری فرصت بھی تمہی اور مِرا کام بھی تم

جس سے روشن مرا آنگن ہے تمہی ہو
سچ تو یہ ہے کہ تمہی گھر ہو دَر و بام بھی تم
 

Paracha_Pakistani

MPA (400+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

Kameenay%20log.jpg
 

Paracha_Pakistani

MPA (400+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

Although this great poetry was for Ziaulhaq but suites more on them

Hukmaran ho gai kameenay log
khaak main mil gae nageenay log

her mohib e watan zaleel howa
raat ka fasla taweel howa

Aamiron k jo geet gatay gatay rahay
Wohi naam daad patay rahay

reh zanon ne jo reh **** ki thee
reh zano ne bhi kia kami kee thee

Aik baar hoay hum taqseem
Aik baar dil hoa du reem

ye fasana hai pasbanon ka
chaak choband nojawanon ka

surhadon ki na pasbani kee
hum say he daad lee jawani kee

ik nazar apni zindagi per daal
ik nazar apnay urdali per daal

fasla khud he ker mehsoos
yon na nikal islaam ka jaloos

ye zameen tu haseen hai bay hud
hukmaranon niyatain hain bud

hukmaran hain jub tak ye bay durd
es zameen ka chehra rahay ga zurd

ye zameen jub talak na lain gay hum
es say ugtay rahain gay yon he ghum

bay ghary ko karain gay hum he door
hum he dain gay dilon ko pyar ka noor

Khulq sudyon k zulm ki mari
kiyon na hairan phiray gi baychari

Roti kapra aur makaan hum dain gay
Ahl e mehnat ko saam hum dain gay

es khizan ko mitain gay hum he
fasl e gul lay k aain gay hum he
 

Gup_Shup

Banned
Re: Sir ALama iqbal

ساری رات اسی کشمکش میں گزر جاتی ہے یارو - کہ رضائی وچ ہوا کدھروں آ رئی اے
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

Tapti hui raahon se Tujhe aanch na pohunchay
Deewanay ke ashkoon ki ghatta saath Liyee Ja
 

canadian

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

Kahin be kinaar se ratjagey..kahin zernigar se khwab de
Tera kya usul hai zindagi ..?!?! Mujhey kaun isska hisaab de
Jo bichha sakun teray wastey…jo saja sakein teray raastay
Meri dastaras mein sitarey rakhh …Meri muththiyon ko gulaab de
Yeh jo khwahishon ka parind hai …issey mosamon se gharz nahin
yeh urrey ga apni hi mauj mein …issey aab de kay sarab de!
Tujhey chhu liya tou bharak uththey ..meray jsim o jaan mein charagh se
Issi aag mein mujhey raakh ker … issi sholagii main shabaab de
KAbhi yuun bhi ho teray ru baru ..mein nazar mila ker yeh keh sakun
” meri hasraton ko shumar ker …meri khwahishon ka hisaab de”
Teri ik nigah kay faiz se ..meri kasht-e-harf chamak uththey
mera lafz lafz ho kehkashan …mujhey aik aesi kitaab
 

canadian

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

Mushkil hai ab shahar main nikle koi ghar se
dastar pe bat a gai hai hoti hui sar se

barsa bhi to kis dasht k be-faiz badan par
ik umr mere khet the jis abr ko tarse

is bar jo indhan k liye kat k gira hai
chiriyon ko bara pyar tha us burhe shajar se

mehnat meri andhi se to mansub nahin thi
rahna tha koi rabt shajar ka bhi samar se

khud apne se milne ka to yara na tha mujh main
main bhir main gum ho gai tanhai k dar se

benam musafat hi muqaddar hai to kya gam
manzil ka ta'yyun kabhi hota hai safar se

pattharaya hai dil yun k koi ism parha jaye
ye shahar nikalta nahin jadu k asar se
nikle hain to raste main kahin sham bhi hogi
suraj bhi magar ayega is rah-guzar se

By Parveen Shakir

 

canadian

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

وہ عکس بن کے مری چشمِ تر میں رہتا ہے
عجیب شخص ہے پانی کے گھر میں رہتا ہے

وہی تو میری شــــبِ غم کا اک پیمبر ہے
وہ اک ســـتارہ جو چشـــمِ ســـحر میں رہتا ہے

جو میرے ہونٹوں پہ آئے ، تو گنگناؤں اسے
وہ شعر بن کے بیاضِ نظـــر میں رہتا ہے

گزرتا وقت ، مرا غم گســـار کیا ہوگا ؟
یہ خود تعاقبِ شـــام و ســـحر میں رہتا ہے

مرا ہی روپ ہے ، تو غور سے اگر دیکھے
بگولــــہ ســـا جو تری رہ گــــــــزر میں رہتا ہے

نہ جانے کون ہے ، جس کی تلاش میں بســـمل
ہر ایک ســــانــــس مرا ، اب سفر میں رہتا ہے

بسمل صابری
 

canadian

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

hain ye silsilay tanhayioon kay....
aakay hain rukay, jahan say thay chalay.....

kiun ye zindagi, chalti hee rahee...
kya hain ye rahain, jin par aagaye.....
...
jab hum do kadam, bar kay rukh diyein....
kaisay fie mitay, faslay yeh teray meray....

dori say bandhay, kholay na khulay......
sanson say milay, rishtey hain yeh aisay....

dil main hain basay,lamhay chahat kay.....
hain anjanay say, kiun apnay lagay.....

kitni batein, dil main rah gayi..
jo hum kah gayein, tum wo na samjhay....
 

canadian

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

Sham-e-Firaaq Ab Na Pooch! Aai Aur Aa K Tal Gai..!
Dil Tha K Phir Behal Gaya, Jaan Thi K phir Sambhal Gai..!

Bazm-e-Khayaal Mein Tere Husn Ki Shama Jal Gai.!
Dard Ka Chaand Bujh Gaya, Hijr Ki Raat Dhal Gai..!

Jab Tujhy Yad Kar Liya Subho Mehek Mehek Uthi,
Jab Tera Ghum Jaga Liya Raat Machal Machal Gai..!

Dil Se To Har Maamla, Kar K Chalay They Saaf Hum..!
Gehnay Mein Un K Saamne, Baat Badal Badal Gai..!

Sham-e-Firaaq Ab Na Pooch! Aai Aur Aa K Tal Gai..!
Dil Tha K Phir Behal Gaya, Jaan Thi K phir Sambhal Gai..!