pehla pakistani kon tha?

Illusioη

MPA (400+ posts)
ایک گنٹا، اکیس منٹ ، پینتیس سیکنڈ کی ویڈیودیکھنے کی بجاے میں آپ کوابھی بتا دیتا ہوں
نجمہ سیٹھی

Sher_ka_Shakari

Senator (1k+ posts)
This could shock you:

Muhammad Bin Qasim was the first Pakistani according to the info below.

In a recent detailed essay on the subject, Manan Ahmed Asif (a professor of history at Columbia University), informs that although allusions to Qasim being the ‘first Pakistani’ can be found in various publications after 1953, he was first officially adopted as the ‘first citizen of Pakistan’ in Fifty Years of Pakistan published by the Federal Bureau of Pakistan in 1998.

Source:
http://www.dawn.com/news/1175127
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

azeezam Sher_ka_Shakari sb, pakistan aik nazriye ka naam hai aik khaas soch ka naam hai jo is dor main iqbal ne peda ki logoon ke azhaan main. sawaal peda hotya hai yeh nazriya kia hai aur kyun hai. For detailed explanation of that one has to have time go through my writings HERE and HERE.

regards and all the best.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
@ Hussain Mavia @ aqeel813

pyaare bacho, hussain mavia aur aqeel sb, aap log apna qeemati waqt saheeh taleem haasil karne main guzaaren taa keh aap ko baatun ko samajhne main madad mil sake.

agar aik shakhs ko yeh maaloom hi nahin hai keh deeno mazhab main farq hi kia hai yaa ilm haasil karne ki bunyaad hi kia hai to woh aqlo fikar ki baaten baghair ilm haasil kiye samajh hi nahin sakta. jab insaan ke paas ilm aa jaata hai to us par haqo baatil andhere aur roshni ki tarah khud bakhud ayaan ho jaata hai. main logoon ki bachoon jaisi harkatun se tang nahin aata aap log meri post ko dekh sakte hen. main bachoon se bachoon jaisi harakaten hi expect karta hun kyunkeh bachun ka kaam hi bachun jaisi harakten karna hai. samajhdaar logoon se sanjeeda harkatoon hi ki tawaqo ki jaa sakti hai bachgaana harkatun ki nahin is liye hamaare jaaise buddhe safaid daari waale agar aisi harakaten karen ge to kia ham log achhe lagen ge? waise behtar yeh hota hai agar koi aqal ki baat bataaye to usse us ki bunyaad daryaaft kar li jaaye yaa kam az kam khud daryaaft kar li jaaye. isse insaan ko aqal seekhne ka moqa milta hai magar sirf un ko jin ko aqal seekhna maqsood ho.

insaanoon ka apni zindagiyan jahaalat main guzaar dena quran ke mutaabiq bahot hi buri baat hai ke isse buri baat koi ho hi nahin sakti. wajah yeh hai saheeh ilm ke baghair koi saheeh amal yani kaam mumkin hi nahin hai. har drust kaam ki bunyaad saheeh ilm hi hai. yahee wajah hai main ne apni zindagi saheeh ilm haasil karne main guzaari hai aur guzaar rahaa hun. buddh ho gayaa hun magar ilm haasil karne ki khawaaish mujhe jawaan rakhti hai. sach farmaaya hai Allah ne apni kitaab main keh us ki kitaab murdun main bhi jaan daal deti hai.

Allah taala se yahee umeed hai mere zariye Allah taala auroon ko bhi ilm ki roshni se maala maal kare jis tarah ehle ilm ke zariye us ne mujhe ujaale ke saath zindagi bakhshi. yahee wajah hai sab ko baar baar saheeh ilm haasil karne ki hi takeed karta hun shaaid koi mere kehne se is baat per tawajo de aur kaamyaab zindagi haasil ker le yaan bhi aur aage jaane ke baad bhi.

agar aik shakhs ko yeh maaloom hi nahin hai keh deeno mazhab main farq hi kia hai yaa ilm haasil karne ki bunyaad hi kia hai to woh aqlo fikar ki baaten baghair ilm haasil kiye samajh hi nahin sakta. jab insaan ke paas ilm aa jaata hai to us par haqo baatil andhere aur roshni ki tarah khud bakhud ayaan ho jaata hai. main logoon ki bachoon jaisi harkatun se tang nahin aata aap log meri post ko dekh sakte hen. main bachoon se bachoon jaisi harakaten hi expect karta hun kyunkeh bachun ka kaam hi bachun jaisi harakten karna hai. samajhdaar logoon se sanjeeda harkatoon hi ki tawaqo ki jaa sakti hai bachgaana harkatun ki nahin is liye hamaare jaaise buddhe safaid daari waale agar aisi harakaten karen ge to kia ham log achhe lagen ge? waise behtar yeh hota hai agar koi aqal ki baat bataaye to usse us ki bunyaad daryaaft kar li jaaye yaa kam az kam khud daryaaft kar li jaaye. isse insaan ko aqal seekhne ka moqa milta hai magar sirf un ko jin ko aqal seekhna maqsood ho.

insaanoon ka apni zindagiyan jahaalat main guzaar dena quran ke mutaabiq bahot hi buri baat hai ke isse buri baat koi ho hi nahin sakti. wajah yeh hai saheeh ilm ka baghair koi saheeh amal yani kaam mumkin hio nahin hai. har drsut kaam ki bunyaad saheeh ilm hi hai. yahee wajah hai main ne apni zindagi saheeh ilm haasil karne main guzaari hai aur guzaar rahaa hun. buddh ho gayaa hun magar ilm haasil karne ki khawaaish mujhe jawaan rakhti hai. sach farmaaya hai Allah ne apni kitaab main keh us ki kitaab murdoon main bhi jaan daal deti hai.

Allah taala se yahee umeed hai mere zariye Allah taala aurun ko bhi ilm ki roshni se maala maal kare jis tarah ehle ilm ke zariye us ne meri zindagi ko ujaala bakhsha. yahee wajah hai sab ko baar baar saheeh ilm haasil karne ki hi takeed karta hun shaaid koi mere kehne se is baat per tawajo de aur kaamyaab zindagi haasil ker le yaan bhi aur aage jaane ke baad bhi. mazeed yahee keh sakta hun agar waqt nikaal sako aur bunyaadi taleem bhi aap ko haasil ho to see my detailed explanations about the quran and deen of islam HERE and HERE.

Allah taalah ham sab ko apne jawaare rehmat ko haqeeqat banaane aur main rahne ke qaabil banane ki towfeeq de.
 
Last edited:

ualis

Minister (2k+ posts)
Problem with us Pakistani so called Muslims is that they are blind folded dumb deaf and dumb(Lakir kay fakir). In ki sooch mullahism say aagay nahi nikal sakti. So called Muslims do not want to look at others point of view. They just follow their parents and mullahs without giving due consideration to others. This is the reason why us Mulims are dead nations. We are the laughing stock of the world as our thinking/analyzing process is dead.