True Story of a young boy from Islamabad by Raja Zia ul Haq Youth Club

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)




takhleeqe insaani ka asal maqsad ye nahin hai jo ghamidi sb ne samjha hai yani insaanu ka imtahaan ya aazmaish balkeh woh hai jo main ne apni posts main samjhaane ki koshish ki hai. khudaa ne insaanu ko iqtdaar dene ke liye peda nahin kiya hai balkeh khudaa ke bataaye ke mutabiq insaanu ne khudaa hi ka iqtadar insaani duniya main qaaim kerne hai issi liye insaanu ko peda kiya hai, for better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE, HERE and HERE. jab log khudaa ka diya huwa nizaam apni mehnat aur mushaqqat se qaaim ker len ge to dono hi yani khudaa aur insaniyat qaable tareef hun ge aur aik doosre se shabaasi len ge.
 
Last edited: