Warning from Allah Subhanahu wa ta'ala

TheRealKing

MPA (400+ posts)
Be United do not Dispute

3.jpg





Why am I unable to create new topics? Can't even PM Staff to check what's going on. Please check and help. JazakAllah Khair
 

QasimAttari

Citizen
Surah Nahl is the sixteenth Surah of the Holy Quran and it has one hundred and twenty-eight verses. You can read its translation. Moreover, you can listen to it because it is available in audio too. Do its proper recitation with the help of pdf. For your better understanding, we are presenting its explanation.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Surah Nahl is the sixteenth Surah of the Holy Quran and it has one hundred and twenty-eight verses. You can read its translation. Moreover, you can listen to it because it is available in audio too. Do its proper recitation with the help of pdf. For your better understanding, we are presenting its explanation.

azeezam qasim attari sb, in tarjamun main shadeed ghalatiyan hen jin ko drust ker ke dobaara chhaapne ki zaroorat hai. ye aaj ke dor ke liye munaasib tarjamen nahin hen.

regards and all the best.
 

QasimAttari

Citizen
Download Surah Mudasir or read it in pdf format. You can also do its recitation properly with the help of its audio format. Do its recitation regularly and gain its several benefits. It is the seventy-fourth Surah of the Holy Quran and contains fifty-six powerful verses. For your understanding, we are presenting its translation and its explanation.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
kufaar ko maloom hai un ke mazaahib jhoote hen issi liye woh log apne apne watan ke raag alaapte hen. sirf musalman hi aise log hen jo apne deen ko tarjeeh de sakte hen watan per. kyunkeh un ka deen aik sacha deen hai. lihaaza watan parasti ko nahin asal deene islam ko saheeh tarah se jaano aur apnaao. issi main tamaam insaaniyat ki kaamyaabi hai.

jab tak log asal deene islam ko theek tarah se jaanen ge nahin un ko maloom hi nahin ho sakta keh sach kia hai aur jhoot kia hai, drust kia hai aur ghalat kai hai. lihaaza na woh sach ke saath khade ho sakte hen aur na hi woh jhoot ke khilaaf khade ho sakte hen. na woh drust kaam ker sakte hen aur na hi ghalat kaamun ko rok ya chhor sakte hen.

pakistan banaaya hi issi liye gayaa tha keh yahaan per asal deene islam ko naafiz ker ke duniya bhar ke logoon ko dikhaa diya jaaye taa keh woh bhi issi model ko apnaa ker is duniya ko jannat banaa den. afsos ki baat hai keh khud ko musalmaan kehlwaane waalun ne hi mazhab ko apnaa ker asal deene islam ko chhor diya.