Who is the best person in the world?

There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)
قرآن بار بار اہل بیت سے دین لینے کا حکم دیتا ہے . قرآن اہل بیت کو کبھی اولی الامر کہتا ہے کبھی اہل ذکر ، کبھی راسخون فی العلم ، کبھی سابقون الاولون . . . . . اور جیسا کہ اس ویڈیو میں قرآن سکھانے کی خوبی سے ان کو پہچاننے کا اشارہ
 
There is only 1

Chief Minister (5k+ posts)
سنی ازم والے زبانی کلامی تو قرآن کے عالم کو بہترین قرار دے دیتے ہیں لیکن جب عمل کی باری آئے تو قرآن کے عالم کو چھوڑ کر نااہلوں ، کم علم لوگوں کو خلیفہ بنا لیتے ہیں
 
Hunter1

Senator (1k+ posts)
سنی ازم والے زبانی کلامی تو قرآن کے عالم کو بہترین قرار دے دیتے ہیں لیکن جب عمل کی باری آئے تو قرآن کے عالم کو چھوڑ کر نااہلوں ، کم علم لوگوں کو خلیفہ بنا لیتے ہیں

aawain apna shiaizm yahan dalny ke kia zaroorat thee, aik TLP walo ny Aashiq Raool ka tag laga lia hy or aik yea aap Shia bhaio ny Ahle Bait ky Ishq ko hi jack kr lia hy, Hum Musalman jain kahan
 
آپ کو قیامت تک کی مہلت ہے

پھر الله خود کو آپ کو آپ کے کفر کے مطابق جہنم میں بھیج دے گا

تب تک خود کو خلیفہ ، مسلمان ، عاشق رسول جو چاہیں کہتے رہیں کوئی پابندی نہیں
 
Hunter1

Senator (1k+ posts)

آپ کو قیامت تک کی مہلت ہے

پھر الله خود کو آپ کو آپ کے کفر کے مطابق جہنم میں بھیج دے گا

تب تک خود کو خلیفہ ، مسلمان ، عاشق رسول جو چاہیں کہتے رہیں کوئی پابندی نہیں

lakum deenukum waliya deen
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
asal deene islam sirf aur sirf quran main hai. albatta her koi quran ko apni apni samajh ke mutaabiq samajhne ki koshish kerta hai lihaaza jaise logoon ke zehn bane huwe hote hen ussi ke mutaabiq woh quran ko samajhne ki koshish kerte hen jis ki wajah se un ko quran ko theek tarah se samajhne main mushkil pesh aati hai. quran ko theek tarah se samajhne ka saheeh tareeqa kia hai? See HERE.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
قرآن بار بار اہل بیت سے دین لینے کا حکم دیتا ہے . قرآن اہل بیت کو کبھی اولی الامر کہتا ہے کبھی اہل ذکر ، کبھی راسخون فی العلم ، کبھی سابقون الاولون . . . . . اور جیسا کہ اس ویڈیو میں قرآن سکھانے کی خوبی سے ان کو پہچاننے کا اشارہ

be saro paa baaten kisi kaam ki nahin hotin. ehle quran hi ehle bait log hen jo quraan ko khud theek tarah se jaanane ki apni taraf se poori poori koshish kerte hen aur jab is ko theek tarah se samajh jaate hen to phir woh doosrun ko is ko theek tarah se samjhaane ki koshish main lag jaate hen. aur jab log quraani maashra qaaim kerne ke liye ikathe ho jaate hen to is ke liye jido johd kerte hen yahaan tak keh insaanu main quraani maashra qaaim ho jaaye. issi liye quran aik inqilaabi kitaab hai aur is ke asal maanane waale is inqilaab ke razakaar hote hen. yahee baat naam ke muslamaanu ko samajh main nahin aa rahee ya phir woh is baat ko samajhna hi nahin chahte kyunkeh asal deene islam apne nifaaz ke liye insaanu se qurbaniyan maangta hai jo woh dena hi nahin chahte. warna kaise mumkin hai keh log quraan ko theek tarah se samajhte hun aur woh sadiyun tak islam ka nifaaz hi na ker saken?
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
قرآن بار بار اہل بیت سے دین لینے کا حکم دیتا ہے . قرآن اہل بیت کو کبھی اولی الامر کہتا ہے کبھی اہل ذکر ، کبھی راسخون فی العلم ، کبھی سابقون الاولون . . . . . اور جیسا کہ اس ویڈیو میں قرآن سکھانے کی خوبی سے ان کو پہچاننے کا اشارہ

aap aaj tak yahee nahin bataa sake keh nazoole quraan ka asal maqsad kia hai. aakhir khudaa insaanu ko quraan ke zariye bataana kia chahta hai ya un se karwaana kia chahta hai quran ke zariye? pehle is baat ko theek tarah se samjhen aur samjhaayen phir baaqi baaten bhi saamne aa jaayen gi.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
سنی ازم والے زبانی کلامی تو قرآن کے عالم کو بہترین قرار دے دیتے ہیں لیکن جب عمل کی باری آئے تو قرآن کے عالم کو چھوڑ کر نااہلوں ، کم علم لوگوں کو خلیفہ بنا لیتے ہیں
aaj tak to aap ne apni quraan fehmi se yahaan per logoon ko to koi faaida nahin pohnchaaya bas apni tanziya do baaten ker ke apne dil pashori ker lete hen. aap apna koi thread banaayen aur phir us main bataayen aap ka islam kia hai aur us main insaaniyat ke liye kia kia fawaaid hen keh log us ko qabool ker ke woh fawaaid haasil karen ya ker saken.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
lakum deenukum waliya deen

isse insaan apne aqeedun aur amaal ke nataaij se azaad nahin ho sakte. is ka drust matlab ye hai apna apna raasta lo aur phir us raaste per chalne ke nataaij ke liye tayaar raho is duniya main bhi aur aane waali duniya main bhi.