Search results

  1. M

    Deen of islam vs mazhab and secularism

    Those problems are different ways of writing a particular piece of Quranic information. For example, if I tell a group of people in a place to write down a number eg number three. Will the person write 3 as a digit or as a word three? You will agree that some could write it down 3 as a digit and...
  2. M

    Deen of islam vs mazhab and secularism

    Is the Quran we humans have today from God and is it original? Yes, the Quran we have today is from God and the message in it is original. How do we know that? We know that because its message contains universal moral values for humanity to live and abide by. It advises humanity to live by its...
  3. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    dear taban sb, main ne zindagi bhar jo kuchh bhi duniya aur deen ke baare main samjha hai us main se kuchh na kuchh main is forum per gahe gahe share kerta hi rehta hun. agar aap ki nazar se woh guzra ho to aap ko maloom hi ho ga keh mere kia kia afkaaro nazriyaat hen aur kyun hen meri apni soch...
  4. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    Dear taban sb, main ne duniya dekhi hai issi liye to aap ko bataa rahaa hun keh insaani duniya kis haal main hai. lijiye aap bhi dekh lijiye
  5. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    dear m shameer sb, you are very, very confused about each and everything. You are telling me so and so has written such and such book and everyone understands it. This is a clear cut false statement of yours. It is because that is not the way God has created mankind. People come in all ages and...
  6. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    dear m shameer sb, ye jo main ne issi forum pe likhaa huwa hai kia aap ne kabhi us ko ghor se samajhne ke liye padhne ka takallaf gawaara kiya hai. lagta yahee hai aap ke paas waqt sirf taamak tohiyan marne ka hi hai warna aap aisi baaten her giz na kerte. main ne insaanu ko asal deene islam ke...
  7. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    dear taban sb, insaan qatan maadi duniya ko taraqi nahin de rahaa aur na hi kabhi de hi sakta hai jab tak keh woh khudaa ke diye ge tarze zindagi, dastooro qanoon aur nizaamen hakoomat ko baamaqsad tareeqe se na apnaaye balkeh woh ulta is maadi duniya ko tabaho barbaad ker rahaa hai apne haraami...
  8. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    Dear wake up pak sb, I have explained in almost all necessary detail almost all things people necessarily need to know to be recognised as purposefully properly educated, trained and skilled people otherwise they are nothing more than clever animals in human shapes and forms who are only...
  9. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    dear m shameer sb, ye to sawaal gandam jawaab chana waali baat ho gayee. behtar ho ga agar aap waqt nikaal saken aur pehle mere stance ki agahi haasil ker saken taa keh aap ka jawaab mere stance ki manaasbat se drust ho sake. main na secularism ko drust samajhta hun na religion ko. main ne is ki...
  10. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    dear wake up pak sb, aap ki baat meri nazar main bhi drust hi hai. magar main isse zaraa aage jaana chahta hun keh agar quraan khuda ki kitaab hai to phir is main in pooja paat waali baatun ka taswaur tak kerna bhi sire se hi ghalat baat hai. kyunkeh agar khudaa aisa kerta to woh insaanu ki...
  11. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    dear m shameer sb, agar kisi ne ye kaainaat bila maqsad peda ki hai to woh khudaa kaise ho sakta hai? kyunkeh aisi hasti ko kaainaat peda kerne ki zaroorat hi nahin ho sakti. lihaaza phir ye kaainaat bhi nahin honi chaiye thi magar ye hai aur is ke peeche maqsad bhi hai. haan is baat per guftgoo...
  12. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    dear wake up pak sb, main aap se agree kerta hun magar mera sawaal ye hai keh aisa hai kyun ya aisa kyun nahin hai? agar ye baat insaanu ki samajh main aa jaaye keh aisa khudaa ke liye kerna mumkin nahin hai to baat hi khatam ho jaati hai. regards and all the best.
  13. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    Dear allama sb, her woh insaan jo shaoor haasil kerna chahta hai kisi bhi baare main us ka zehn her tarah ke sawalaat se do chaar hota hai us baare main. ye is liye hota hai keh her insaan apni maan ke pait se unjaan peda hota hai aur jab tak woh jaankaari haasil nahin kerta kisi baare main woh...
  14. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    Dear inqilab sb, I do not have much time or energy but religious topic are always brought to attention by people for discussion every now and again and my point is to help them understand the real issues behind them which are hidden from them so they should think about them and see why they are...
  15. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    Dear arbab ali sb, God only does things purposefully properly, not haphazardly. Although we cannot force our choice upon God but once he has decided upon carrying out some project of his own choice then he does not go back on his decision rather he completes his project. This is why any act that...
  16. M

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

    kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai? agar ker sakta hai to kyun aur agar nahin ker sakta to kyun nahin?
  17. M

    Welcome to Saudi Arabia

    dear force sb, throughout the human world people are suffering from lack of clean air, clean water and healthy food and yet you are sharing information about things which divert attention from vitally important issues. It will be a very good idea if you could create a thread to explain your way...
  18. M

    Is it possible to create a state on the model of state of Madinah?

    deene islam main idaarun ki mazbooti zaroori dear wake up pak sb, aap ki baat se agree kerta hun magar phir problem ye hai aakhir in logoon ka qiblah drust kaise ho sakta hai ya kiya jaa sakta hai? is liye keh aik to ye log padhe likhe nahin aur oopar se ye log is simt koshish kerte bhi maloom...
  19. M

    Is it possible to create a state on the model of state of Madinah?

    riyaasate madinah ki tarz per riyaasat ka qayaam aise logoon ke haathun mumkin hi nahin hai jin ko asal deene islam ka ilm hi nahin hai. asal deene islam ko theek tarah se jaanane aur naafiz kerne ke liye logoon ka quraan ko haqaaiqe duniya ki roshni main aur haqaaiqe duniya ko quraan ki roshni...
  20. M

    Left abusive marriage Now I've no income

    jis tarah haraami mard apna haraami pan dikhaate hen bilkul ussi tarah haraami aurten bhi apna haraami pan dikhaati hen bajaaye apni zimmadariyun ka ehsaas kerne ke insaaniyat ke liye keh ummat banane aur bane rehne ke liye aisa kerna az bas laazmi hai. aise haraami logoon ko insaaniyat se kuchh...
Back
Top