Judge Saab Keh rahay Hain hum bathay hoay Hain, sahi Kaha sırf bathay hain kaam dhailay Ka nahi. Yeh pata nahi Kis chez per bathay Hain Kay in say Kuch ho he Nahin Raha hay. Shayad sirf bathnay Ka maza lay Rahay Hain
Bhai Likh ker rakh lo aglay 100 saal İntizar keringay koi sincere leader nahi milayga.
Magar is say Kia ferq perna hay bayhis logon ko.... Aisi qaoum Kay Lia Zaradari air Sharif he Likh diay gae Hain lagta hay.
Aur badshah nanga hay.
Establishment to gala phaar phaar ker kehte rahi hay kay unka siasat say na koi taluq tha na hay?
Is per to halaf ki khilafwarzi ka muqadma ban jaega?
Abhi pata Chala 70 Saal baad hamaray pass to khazana hay? Bhai yeh sub pehlay say hay per Tum kanjaron ko loot maar say fursat milay tab Kuch Hoga na.
Sabz bagh dikha ker qaum ko chay banaya hoa hay.
Yeh National anthem Kay Lia hi Nikal saktay Hain, us Kay baad sub Gharon main araam say bathay Hain.
Lagta hay qoum aik sahi leader kho dayge or phir aglay 100 saal koi nahi Aega.
Yeh dalla numa journalist establishment Kay mouth pieces main say aik hay, is ko phansi ke dhamki samjhtay hoay har forum per or internationally uthana Chaya..
They are testing waters with these flares, is ko sahi say respond kerna Chaya.
Yeh tamacha hay 24 carore logon Kay moun per, aur lanat hay hamari shaklon per Jo sub churryan pehn ker bathay hain. Aisay hi Saal guzartay jaingay aur waqt Nikal jaega phir bathay rahingay aglay 100 Saal kisi leader Kay intezar main
Bhai Thora ikhtilaaf keronga, abhi abhi Bangladeş ke taza misaal hay, yeh jab tak hum aap jaysay log nahi niklingay air girbaan nahi pakringay in badmaahon Ka yeh kaaam aisay hi hota Rahayga, Gaali mohalay ke Satah say Shuru hona Chaya yeh KAAM.
Students Agar cell phone or porn say free hon to...