wohi soch k tou itna dukh hota k biyan k kabil nahi, per yeh bhi hamaray bachon ki he tarah he hain, ALLAH tu in ki mushkalon ko aasan kar !!! ajeeb be-hisa kisam ki quom ha hum k zulm k khilaf kharay honay ko tayar nahi hain
mera bhanja ha ek is he jitni umar hogi uski, sochta hon agar usko iski jaga to dil doobnay lagta ha, yar yeh hamaray mulk ko kidhar say kidhar lay k aa gay hain khanzeer