Meray shehar Gujranwala main agar siasi wajah se gutter b bund ho jaye to pata chul jata ha k kis party k kis ba asar fird ne ye kaam kiya ha. lakin qurban jaye apnay azaad aur brave media per jo laashoon ki taadaad to bta sakta ha lakin ye nhi k kis kis party ne bandookain uthai hoi hain...