آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبارک

WatanDost

Chief Minister (5k+ posts)

اسی فورم پر کچھ دن پہلے

"اسلام میں داڑھی ہے، داڑھی میں اسلام نہیں "

جیسے قوٹ کو لے کر داڑھی کا خوب مذاق اڑایا گیا

یاد رکھیں کے داڑھی ہمارے نبیpbuh کی سنّت ہے
اور ہمیں اپنے نبیpbuh کی پیروی میں داڑھی کو اپنانا ہے

اگر کوئی دہشت گرد ١٤٠٠ سال بعد ہمارے نبیpbuh کی سنّت اپنا کر دہشت گردی کرتا ہے
تو
کیا ہم اسے دہشت گردی کا سمبل قرار دے کر
اپنے نبیpbuh کی سنّت کو ترک کر دیں گے ؟؟؟

یاد رہے کے
صاحب کوثرpbuh و صاحب شفاعتpbuh سے جب حوض کوثر پر ملاقات ہو گی انشاء الله
تو
مخبر صادقpbuh اسی داڑھی کے ساتھ جلوہ افروز ہوں گے

Beard-and-Islam.jpg

بسم اللہ الرحمن الرحیم

آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبارک

آئینہ جمال نبوت
تالیف :: ابراھیم بن عبد اللہ حازمی

حضرت علی رضی اللہ عنہ کا بیان ہے کہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم کر سرمبارک اعتدال کے ساتھ بڑا اور داڑھی مبارک گھنی تھی
طبقات ابن سعد ص 411 ج1

حضرت جابر رضی اللہ عنہ فرماتے ہیں کہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی داڑھی کے بال بھرپور تھے
صحیح مسلم ص 259 ج 2

حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم کا حلیہ مبارک بیان کرتے ہوئے فرماتے ہیں کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی داڑھی مبارک سیاہ گھنی اور دہن مبارک خوب صورت اور حسین تھا ۔
دلائل النبوہ ص 317 ج 1

حضرت ہند بن ابی ہالہ رضی اللہ عنہ کا بیان ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی داڑھی مبارک بہت گنجان تھی
شمائل ترمزی مترجم ص 20

حضرت ام معبد رضی اللہ عنہا رسول صلی اللہ علیہ وسلم کا حلیہ مبارک بیان کرتے ہوئے فرماتی ہیں کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی داڑھی مبارک گنجان اور گھنی تھی ۔
مستدرک حاکم ص 10 ج 3

حضرت یزید فارسی جو قرآن مجید کی کتابت کیا کرتے تھے ، فرماتے ہیں میں نے حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہ کے زمانہ حیات میں رسول صلی اللہ علیہ وسلم کو خواب میں دیکھا ، میں نے اپنا
خواب ابن عباس رضی اللہ عنہ سے ذکر کیا تو انہوں نے پہلےرسول صلی اللہ علیہ وسلم ارشاد گرامی سنایا کہ جو مجھے خواب میں دیکھتا ہے وہ حقیقتا مجھ ہی دیکھتا ہے اس لئے کہ شیطان میری صورت نہیں بنا سکتا ۔ یہ فرمان مبارک سنانے کے بعد انہوں نے مجھے سے پوچھا کہ خواب میں دیکھی ہوئی صورت کا حلیہ بیان کر سکتے ہو ، میں نے عرض کیا جی ہاں ! رسول صلی اللہ علیہ وسلم کا ڈیل ڈول ، قدوقامت دونوں معتدل اور درمیانی تھے (جسم مبارک نہ زیادہ فربہ اور نہ دبلا پتلا ، ایسے ہی قد مبارک نہ زیادہ لمبا اور نہ کوتاہ بلکہ معتدل )آپ کا رنگ کھلتا گندمی سفیدی مائل ، آنکھیں سرمگیں ، خندہ دہن ، خوبصوورت ماہ تابی چہرہ ، داڑھی نہایت گنجان جو پورے چہرہ انور کا احاطہ کئے سینہ مبارک کے ابتدائی حصہ پر پھیلی ہوئی تھی ۔ حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہ گویا ہوئے کہ اگر تم رسول صلی اللہ علیہ وسلم کو حالت بیداری میں دیکھتے تواس سے زیادہ وضاحت کے ساتھ آپ صلی اللہ علیہ وسلم حلیہ مبارک نہ بیان کر سکتے ۔

مسند امام احمد ص 361 ج 1

داڑھی مبارک کے گجنان ہونے کے متعلق حضرت عبد اللہ ابن مسعود، حضرت علی اور حضرت براء بن عازب رضی اللہ عنہم سے بھی روایات مروی ہیں ۔
حدیث ابن مسعود : البدایہ والنہایہ ص 20 ج 6 ، حدیث علی : طبقات ابن سعد ص 410 ج 1 ، حدیث براٰء بن عازب : ابو داؤد رقم 4183

داڑھی مبارک کے خوب صورت ہونے کے متعلق حضرت ابوہریرہ ۔علی ، سعد بن ابی وقاص اور بہضم بن صماک رضی اللہ عنہم سے احادیث مروی ہیں

وضاحت :: ترمزی میں مروی وہ حدیث جس میں ذکر ہے کہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم اپنی داڑھی مبارک کو طول و عرض (قینچی کے ساتھ ) ہموار کرتے تھے
امام ترمزی اس کے متعلق فرماتے ہیں کہ یہ حدیث غریب یعنی ضعیفٌ ہے ۔ اس بنا پر اس روایت کو مذکورہ بالا تصریحات کے مقابلے میں بطور دلیل پیش نہیں کیا جا سکتا ۔ لہذا ایک مسلمان جو کتاب و سنت پر عمل پیرا ہونے کا مدعی ہے اسے چاہے کہ اپنی داڑھی کو بڑھائے ۔ اس کی کانٹ چھانٹ میں نہ لگا رہے بلکہ اس کے بالوں کو سلیقے اور شائستگی سے رکھنے کا اہتمام کرے ۔ رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی سنت اور محبت کا یہی تقاضا ہے ۔

(حدیث ابوہریرہ : طبقات ابن سعد ص 415 ج 1 ، حدیث علی : طبقات ابن سعد ص 413 ج 1 ، حدیث سعد بن ابی وقاص :طبقات ابن سعد ص 418 ج 1، حدیث بہضم :
دلائل النبوہ اور طبرانی میں سے ایک آدمی سے بیان کرتے ہیں کہ جس نے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کو دیکھا آپ خوب صورت داڑھی والے تھے)ترمذی کی حدیث کی سند میں عمر بن ہارون البلخی ہے جس کے متعلق امام احمد ، ابن مہدی امام نسائی اور ابو علی نیشا پوری فرماتے ہیں کہ متروک ہے ، امام یحیی بن معین فرماتے ہیں کہ جھوٹا اور خبیث انسان ہے ، امام ذہبی نے اس کے ترجمہ میں مذکورہ منکر حدیث کا ذکر کیا ہے ( میزان الا عتدال ص 228 ج 3 نیز الکامل لابن عدی ص 243 ج 2 اور الضعفا للعقیلی ص 288 میں بھی یہ ضعیف حدیث موجود ہے اس بنا پر یہ حدیث انتہائی کمزور ہے ۔

محدث عصر علامہ ناصرالدین البانی رحمہ اللہ نے اس حدیث کو موضوع قراردیا ہے (سلسلہ الاحدیث الضعیفہ ص 304 ج 1 ) مترجم
 
KK YASIR

Minister (2k+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#1705

اگر کوئی دہشت گرد ١٤٠٠ سال بعد ہمارے نبیpbuh کی سنّت اپنا کر دہشت گردی کرتا ہے
تو
کیا ہم اسے دہشت گردی کا سمبل قرار دے کر
اپنے نبیpbuh کی سنّت کو ترک کر دیں گے ؟؟؟

Very Good point brother ..
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#1705

haan bhai sb islam to isi baat main hai aap ki shalwaar takhnu ke oopar hai yaa neeche.

kabhi aap ne socha sunnat ko sunnat kehte kyun hen? sunnat ka aik maani to yeh hai kisi ne koi kaam kiya aur baaqi log usi rah par chal nikle. is liyaaz se daadhi ko sunnat kehna hi ghalat hai kyunkeh hamaara nabi duniya ka pehla insaan nahin tha jis ne daadhi rakhi ho aur logoon ne is ko fashion banaa liya ho.

doosra matlab is ka yeh bhi hai keh kisi ne koi kaam hamesha aik hi tareeqe se kiya ho aur baaqi log bhi woh kaam usi tareeqe se karna shuru kar den. daadhi is lihaaz se bhi sunnat nahin kehlaa sakti.

phir islam aik deen hai aik mission aik goal aur maqsad hai. ab us maqsad ko chhor kar daadhi aur isi tarah ki aur baatun ke peechhe chal nikalna hamen deen se door le jaaye ga yaa nahin. ab tak apni taareekh par nazar daal lijiye keh jab se ummat is qisam ki baatun main ulajh kar reh gayee hai deen ko kitna nuqsaan pohncha hai jis ki wajah se aaj ham logoon ki duniya main kuchh bhi izzat nahin rahee.

main kyunkeh mukhtaif zaaviyun se is par baat kar chuka hun mazeed kuchh kehna laa hasil ho ga. puraani post khud hi dekh len.
 
qasi

MPA (400+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#1705

thanx bhai for this information :jazak: merey maa baap al ohlad mera maal sub qurban apney piyare nabi pakpbuh per
 
paki-muslim

Minister (2k+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#

:jazak::jazak:

Nice Thread.
 
Last edited:

Typhoon

Senator (1k+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#

O yaar Allah ka naam he kuch aqal ko hath maro.
Kya darhi ko islam ke sath nathi kia hoa he.
Rasool Allah ko kisi ne nahi dekha hoa aur agar unki darhi thi to wo unka aik insaani feyl tha. Agar darhi na hoti to mazhabi thekedar zor dete ke shave karna hi islam he aur darhi pe fatwe lagte.

For God sake wake up, grow up !!!!!!!

Islam aik nizam he, aik zabta hayat he, Quran ne humein sunnat`ullah ko follow karne ka hukm dia he, sunnat`ullah jisko Rasool Allah ne follow kia. Usko follow karo, uske tehet adal o insaaf ka nizam qaym karo. Islamic socio-political nizam, Quran ka economic system. Inko nafiz karne ki baat karo ta ke humari qoum is jahanum se aazad ho.

Darhi darhi ki ratt lagane se na Islam ae ga, na koi muslaman ho ga. Apne ird gird dekho moun pe darhia sajae kitne badmash aur corrupt log phirte hein aur gunnah is khudsakhta sunnat ke peeche chupa ke muafiq bane hoe hein. Hum ne apne andar aisi hi aqal se paidal batoun ki waja se munafiqat ko raeij kia hoa he.
Munafiq muashra he humara. Kionke hum zahir pe jaate hein baatin pe nahi. Surat pe jaate hein seerat pe nahi. Kaprho pe jaate hein dil aur niyyat pe nahi.

Darhi kia he, shave na karo to moun pe baal ugg aate hein. Kya Islam itna aasan he? Kya sunnat itni aasan he???

Iska matlab to ye ke jis shakhs ki naak, yaa aankh, ya surat by chance rasool Allah se milti ho gi wo to pakka janti ho ga? Kionke agar mehez shakal rasool ki tarha banana afzal he to.

Darhi abu jehel ki bhi thi. Us zamane mein yehi fashion tha. Aur easy bhi tha, paani ki qillat, shave ka saman na hona, waghera waghera.

Kaddo kha lene se ya darhi rakh lene se Rasool Allah ka hum mazak banate hein, kionke unki life aur unki struggle ko nazar andaz kar ke unki surat ki naqal utarte hein. Aur unke hukm ya jis revolution ki taraf unho ne humein bualay usko yaksar be-maani samjahte hein.

Allah is qoum ko hidayat de, jo kabhi azeem hoti thi aur ab daur-e-jahiliyat ke andhero mein doob chuki he.

Darhi darhi darhi....kya he darhi...? Kioun itna zor dia jata he moun pe baal ugane ka? Allah ko kioun pasand honge moun pe baal ugge hoe? Kia Allah ko chehre ki jild nahi pasand? jo usne khud banai he? Itni hi afzal hoti to bache darhi samet hi paida hote.

Aurat kioun mehroom he iss sunnat se phir? Sunnat wo hoti he jisko mard o aurat dono follow kar sakein. Kionke Islam sirf mard hazrat kelie nahi he. Quran ko samjho yaar please. Warna isi jahannum mein rahe gi humari qoum.

Niklo is mazhabi peshwayat ke jaal se. Aur Islam ko uske haqeeqi rang mein samjho.

Jo koi Islam ka naam le kar khurafat beyaan kar de hum jazakallah subhanallah kehne lag jate hein, kisi ratte ratae tote ki tarha.

Zehniyat maflooj ho kar reh gai he. afsos he...bohot afsos...aur rasool Allah ki rooh bhi dukhi ho gi apni ummat ka ye haal dekh kar. Jahiliyat ki inteha he.

Yahan Allama Iqbal ki baat yaad aati he:

Ummat rawayat mein kho gai...haqeeqat khurafat mein kho gai.
 
Heat4U

Citizen
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#1705

Bro Kausar ka rootword k-s-r he, aur iska matlab he jo cheez kasrat mein ho. Yahan kisi houz ka zikar nahi he.
Dosri baat,, aap ne hadees quote ki he ke darhi ko tarshna aur katna bhi sunnat ke khilaf he, aur picture aik aisi darhi wale ki lagai he jo katti bhi hoi he aur tarashi bhi.
Kya huzoor pak ki darhi unke ghutno tak thi??
kionke agar kaati ya tarshi na jae to ye to barhti rahe gi kisi jungle ki tarha.

Sahib-e-kausar aur sahib-e-shifaat.......bhaijan kausar isnt any houz dobara bata raha houn apko. Ye bilkul ghalt interpretation he is surat ki.
Dekhya arabic lughat mein iske rootword ka matlab.

Darhi ka islam se koi rishat nahi. Sikhism ka he. Aap sikh ban jao.
Wese ....kya sikh aur yahoodi rabbi bhi sunnat poori kar rahe hein?

chinese musalman jinki darhi ugti hi nahi takreeban wo kaise ye sunnat poori karein?
 
ThoughtFelon

MPA (400+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#1705

Acha, lets do a poll on this website, How many members have a beard?

I bet you more than 90% will be beardless (goatees and others styles included as they are not considered Islamic).

Darhi ki hurmet mein maut bhi qabool hai!
Darhi tere jaanisar, Beshumar Beshumar

:lol:[hilar]

Darhi aavey hi aavey

Darhi aa gayi maidan mein Ho jamaloo ;)
 
MileStone

MPA (400+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#1705

I may not know much as I am a student of Islam, but this is what I think about this topic. Please do correct me, if needed.

Beard is Sunnah; and one of the reason of encouraging men to grow beard is, so they look differnt from women. As we know, that it is forbidden for women to try to look like men and similarly men should also not try to look like women.

Regarding pulling trousers up to your ankle... The reason that it was encouraged to pull trousers over the ankles in the times of Messenger pbuh, because in those days kings, rich people etc... used to wear a long garment on their backs on top of their clothes that would go down all the way to the floor. This would do 2 things, making their garments dirty as well as it was the sign of arrognance. That could be one of the reason that it was encouraged then to pull trousers, so that the garments remain clean as well as one would not show arrogance. So, I think, it is permissble now a days wearing pants or shalwar even below the ankle and above the ground. Because by doing that neither the garment gets dirty or one shows arrogance.

Wa'Allah o Alam.
 
Last edited:

Heat4U

Citizen
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#1705

Darhi ko aisa issue banaya hoa he ke darhi ke baghair koi islam ka thekedar nahi ban sakta. Aur jo bhi darhi rakh ke chahe wo insani level se jitna gira hoa ho uski balle balle ho jati he.....ke sunnat rakhi hoi he. HAHAHAHAHA

Sunnat itni aasan????????? Koi mushkil sunnat ho to uski taraf to aram pasand, sust aur kahil khud sakhta musalman jata hi nahi. Jitni child abuse hoti he is mulk mein 90 percent darhi wale karte hein. Jitni dehshatgardi hoti he darhi wale karte hein. Siasat mein yehi darhi wale hajj fraud karein ge, diesel ka quota le ge, islam islam kar ke awam ko bewaqoof banae ge, aik dosre ko kafir kahe ge, betukke jahilana fatwe issue kare ge.

Lagi hoi mauj malanga di.[hilar]

Phir jawaz ye he ke jee rasool Allah ki darhi thi. O JAHILO TUMHE RASOOL ALLAH MEIN KI PAK ZAAT MEIN SIWAE DARHI KE AUR KUCH NAHI NAZAR ATA??????
 
Heat4U

Citizen
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#

Allah ne Quran mein jo farz kia he wohi farz he. Ye mullah ne darhi ko farz kab se bana lia? Aur Islam ka meyaar Quran he mullah ki guidelines nahi.
 
Heat4U

Citizen
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#

Islam jo qawaneen deta he wo abdi hote hein aur universal. Aik zamane mein muqeed nahi.
Onche painche karne ki talqeen agar us zamane mein kisi waja se ki gai thi to aaj uska kya faida?????

Aur agar dekha jae to kya Islam insaan ko bhonda ban kar rehne ki talqeen karta he?
Well I dont believe that rasool allah ever said so, those hadeese might be manipulated. Kionke darhi jisko tarasha bhi na jae kata bhi na jae, janglio ki traha barhi hoi ho, aur upar se shalwar takhno se upar charhai ho....zara sochiye kitna bhadda lagta he insaan.

Waise bhi Rasool Allah ne to kabhi shalwar kameez pehni bhi nahi, pehle ye faisla to kar lo ke painche kion charhane hein, arbi to shalwar pehnte bhi nahi.

Dosri baat arabic tradition aur Islam do different cheezein hein. Rasool Allah arbi the and he dressed up like an arab. wo chinese dress to pehn nahi sakte the. Lekin hum arabic dress kio pehne, hum arbi to nahi.

Hum ne Islam follow karna he, arbism nahi.

Darhi aur onche painche walo ko aisa jahilana mazhab mubarak ho. I follow Islam and not any man made arbi custom.
 
Rafay470

MPA (400+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#1705

Kuch sunnatain aisi hain jo her Nabi/Paighamber ko ataa kee gaeen jin mein se 1 BEARD be hai, yeh tamam anbiya A.S ke sunnat hai. Allah humein be taufeeq de is sunnat ko zinda karnay ke Ameeen
 
THE TRUTH

Senator (1k+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#1705

chehray kay baal bharha lena sunnat nahin, Hazrat Muhammad Sallallaho aleh wassalam kee perwi mein aisa krna sunnat kee perwee karna hay.

' Amaal ka daro madaar niyyaton par hay'.

Without any intention to follow the sunnah of the Prophet sallallaho alaihe wassalam, growing beard would not bring any reward to the person.
 
pashajan

Politcal Worker (100+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#1705

:jazak::jazak::jazak:
 
jahanzaibi

Senator (1k+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#

Bahi app ka baat karnay ka tareeka aacha hay isi lia app kay lia teen bateen

1- Muhammad(pbuh) nay kaha hay kay darhi barhaoo aur moonchy chooti karoo..
2-Taknoon say neechay kapra jahaum ki aag may hoo ga.. sahi muslim ki hadith hay.

Agar kapra aaj kay door may takabur kay lia nahi to aap upper kar kay deikh lain.. kuch hi dinnoo may ahsas hoo jay ga kaay aaj kay door may
is say bara takabur koi nahi.. her koi aap ko malamat karay ga aur yehi haal darhi ka bhi hay..likin kuch hi dinoon may Allah app kay dil may aisi lazat dallay ga jo bayan say bahar hay.. ya amal karnay wallay ko hi pata chalta hay.. likin ya amal Muhammad(pbuh) ki mohabat may hoo..

It is not JUST SUNNAH...

I may not know much as I am a student of Islam, but this is what I think about this topic. Please do correct me, if needed.

Beard is Sunnah; and one of the reason of encouraging men to grow beard is, so they look differnt from women. As we know, that it is forbidden for women to try to look like men and similarly men should also not try to look like women.

Regarding pulling trousers up to your ankle... The reason that it was encouraged to pull trousers over the ankles in the times of Messenger pbuh, because in those days kings, rich people etc... used to wear a long garment on their backs on top of their clothes that would go down all the way to the floor. This would do 2 things, making their garments dirty as well as it was the sign of arrognance. That could be one of the reason that it was encouraged then to pull trousers, so that the garments remain clean as well as one would not show arrogance. So, I think, it is permissble now a days wearing pants or shalwar even below the ankle and above the ground. Because by doing that neither the garment gets dirty or one shows arrogance.

Wa'Allah o Alam.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: آپ صلی اللہ علیہ وسلم کی پر نور داڑھی مبار&#

islam deen hai mazhab nahin hai. islam main shakhsiyat parasti bhi nahin hai. bat kisi ke tarah dikhne main nahin hai warna har nabi apne baap aadam hi ki tarah dikhne ko koshish main masroof rehta aur duniya jahan thi wahin rehti koi taraqi na hoti. asal sabaq quran ko un logoon ki tarah ke kaam karna hai jinhune kuch kar ke dikhaaya. yahee wajah quran main jaga jaga un ka tareeqae zindagi apnane ki baat hai. isse se saaf zahir hai jo log deegar baatun ko deen banaaye huwe hen woh sakht ghalti par hen.

http://www.siasat.pk/forum/showthre...-کیا-ہو-رہا-ہے&p=417839&viewfull=1#post417839
 
Last edited:

Back
Top