aik sawal hai arafa ke din roze rakhne se 2 saal ke gunah maaf hojate hain aur arafa ka din 9 zil hajj hai hajj ka din makka mubarak mein yeh din pakistan se aik din pehle hoga to goya pakistan wale is nemat se mehroom raheinge kion ke jo roza rakhe ga woh to 10 zil hajj ko rakhega eid wale din agar woh 9 zil hajj ko rakhega to us pe wajib hai ke us se agle din eid kare to phir kia aisa nahi hosakta aaj ke modern global village ke daur mein jub hum sub hajj live dekh rahe honge to kia woh hajj nahi hoga pakistan ke hisaab sejub ke woh saudia ke hisab se hajj hoga to phir aam muslim kahan jaye agar aik din hajj aur aik din eid ho to kia bora hai agar peshawar wale aisa karte hain to bohot acha karte hain kion ke woh aik tarah se tafarraqa khatam kar rahe hain aur agar hum aisa nahi karte to hum taffaraqa paida kar rahe hain kion ke yaad rahe eid arafa ramzan eid ul fitr aik din hote 2 2 nahi to phir hum kion ???????