India's Tense Relationship with China and Potential Consequences

Aliimran1

Prime Minister (20k+ posts)

Bharat ——- Kisi dusray ki war mein —- FOUJ FOR RENT bunnay ja raha ——Iss ka hashar bhi Pakistan sey mukhtalif nahi ho ga ——- There it is NO FREE LUCNH —🤷‍♂️

A.G.Uddin

Minister (2k+ posts)

Bharat ——- Kisi dusray ki war mein —- FOUJ FOR RENT bunnay ja raha ——Iss ka hashar bhi Pakistan sey mukhtalif nahi ho ga ——- There it is NO FREE LUCNH —🤷‍♂️

Matlab key humare kuch Modi-mukhalif Indian dost hazarat sahi kehte hain key Modi Sarkar asal may British East India Company ki history repeat karrahi hay. It's crystal clear that without support by Adani and Ambani , he (Narendra Modi) will struggle big time. Aur ab American Neocolonialism bhi apna gunda game khelne South Asia may aadhamka.

Meanwhile Pakistani awam ka reaction
👇

maxresdefault.jpg
 
A.G.Uddin

Minister (2k+ posts)
Humain kia lena dena India humaray apnay basic issues solve nai ho rahay

Aray miyaan, baat hay regional politics ki jis per ye jung impact karegi. China ka BRI maloom hay na? Bhaee 2 economic giants hain aapke neighbours , jab unke beech may phadda hoga tau ye global issue kehlayega aur aap kya isse achoote raheinge?
 
Fawad Javed

bhai, kuch nai hona un kay beech, apnay ghar kay maslay solve kero pehlay ghar main watt laggi peri hai aur chalay hain neighbours kay maslay solve kernay waesay duffers ke kami nai hai Pak main
 
Back
Top