Asslam-o-Alaikum dosto
Main aaj aap ke liye aik special offer le kar aaya hoon.
Hakoomat ne Zulfiqar Ali bhutto ki barsi par khasoosi trains chalaane ka program banaya hai, ab aap sab Bhutto ki barsi main shirkat kar sakain gay.
Iss silsalay main hakoomat ne bohat see awam ki khoon paseene ki kamai kharch karke aap ko zulfiqar Ali bhutto ki barsi main shirkat ke liye invite kia hai.
Mera aap se mashwara hai k aise log jo Sindh ka safar karna chahte hain, woh inn trains par bethain aur apni manzal maqsood par pohanch jayen. agar aap ki manzil aagay hai to uttar kar nayee train le lain. Iss tarah aap ki bachat ho gi.
yeh link check karain
http://express.com.pk/epaper/PoPupwindo ... e=20090401
aur har pakistan se pyar karne wale pakistani se guzaarish hai k woh apna qeemti tabsra bhi dain aur yeh line bhi parhain
???? ?? ???? ??? ??? ???
??????? ?????