Malala per tu buhat baat ho chukee....Yay tu golee marnay walay aur malala ko ya usskay doctors ko pata hoga kay goli rubber ki thee ya nahin.
Waisay hum conspiracy theories say buhat fascinate hotay hain magar aik cheeze hotee hai facts aur aik common sense :-) Jis kisi nay bhi yeah drama pepsi wala shuroo kiya hai usskay pass dono ki kamee theee shayad :-)
Yeah pepsi cola 1898 mein trademark howa tha. Uss waqt israel ka tasawwur bhi nahin tha.
From wikipedia:
named after the digestive enzyme pepsin and kola nuts used in the recipe.[SUP][3][/SUP] Bradham sought to create a fountain drink that was appealing and would aid in digestion and boost energy.[SUP][2]
[/SUP]
in ki aik aur product hai NIKE us ka matlab hai No islamic kingdom on earth , coka cola ka la Mukammad La makka , issay aap kaise deny karain ge
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|