Sohraab
Prime Minister (20k+ posts)
bhai hamza ali abbasi qadyaniyo ko kafir kehnay k khilaf hai .. jo k ak Quranic principle hai .. or Quran mai aesay logoun ko kafir kaha gaya hai .... agar Quran mai ya Hadith mai is bat ka zikar nahe hota tou hamain itna issue nahe hota .. state zimaydar hoti hai islamic fundamentals ko enforce karnay k leye ... or ap ko ye sun kar heerat hougi k Hazrat e Abu bakar nay munkareen e zaakat k khilaf jihad kiya tha or yahan tak k musalima kazzab ko bhe qatal kiya tha .. hazrat abu bakar nay ye sub state ki power use kar k kiya tha ..
Musailma kazab ke khilaf jo jihad tha us ko Lead kia tha hazrat Abu bakar RA ne
us jihad main bohut se mujahid thay
har mjahid ki yeh aarzoo thi ke musailma kazzab ka qatal woh kare
lekin yeh sahadat Wehshi ko hasil hui jis ne Hazrat Muhammad SAW ke chacha ka Kaleeja chabaya tha , Wehshi islam Qabool kar Chuka tha [ phir bhi is baat ko confirm kerwa lo ]