Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Dr. Israr Ahmed- Ummat e Muslima ka Mazi, Haal or Mustaqbil

As there are not many deeni scholars of islam in ummah we need to worry about it. At the same time we need to realise that the scholars like modoodi, dr israr, dr tahir qadri, ghamdi, parwez etc are not the last word on islam rather they are foundational bricks. Islam is not yet understood to the degree that it needs to be understood.

There is still a lot wrong with works of these great people because we are all born ignorant and as we learn we only reach certain level and that is it. It therefore not a good idea to hold on to everything past scholars stated but be ready to go beyond them because that is what they would have done had they remained alive for long. Life is for learning and the process carries on far as long as one lives.

Although most of us now talk about islam as a deen rather than as a mazhab but that is only a start to a new chapter ie what is meant by islam as a constitution and law in context of the quran. This calls for a new interpretation of the quran so that all could benefit from understanding of the quran as a divine constitution for humanity to organise around.

The quran contains all the information that we need for a constitution to be a constitution. It tells us how to form organisations and administrations. However such information is masked by old mazhabi interpreters of the quran that is why even these great scholars could not realise it or that they did not want to create yet another controversy so soon after sir seyyed and iqbal. That is because making too many fundamental changes too soon could derail the whole thing.

However, now people are ok with islam as a deen it now time to define what deen exactly means. It in sense of elimination process means no more mazhabi nonsense invented in time malukiyat by their mullahs in the name of islam. But that does not show what islam really is. To see what islam really is we need to look into quran and words used in the quran and their meanings and recontruct the concept of islam the deen=constitution. We need to find in the quran words which tell us islam is constitution for humanity to organise itself into a community.

These terms were masked by mullahs by using shane nazoole quran technique and thereby breaking down the flow of the quran thereby making the quranic understanding subservient to their nonsense interpretations. This is why today when we tell people about islam they ask us you muslims talk about islam where is your ruling system template and your economic system template and we shut up because we don't know and we never thought about it. This is why we never bothered looking for it in the quran and have not found it in the quran.

This is what we need to change. We need to come up with answer of questions like this if we really want islamic rule in the world to turn it in to a blissful garden. This what the quran talks about in surah al maaidah. The heavenly table full of provision or livelihood for all.

We need to stop looking for magic and miracles in the quran and getting things from Allah without working for them. The quran is a revealed road map or program for revolutionary changes in human scoieties by humans themselves.

It is not at all about sex and wine in paradise. That is to put it simply just being stupid. Shows what kings and their mullahs thought islam was all about.

Humanity has to go beyond this nonsense and achieve much higher goals for which it need to raise its thinking level and stop talking about sex and women. That is just animal level of thinking or rather even below that as well.

May Allah guide us all to his message so that we could understand it and put it to use for our betterment.
 

Pak Falcon

Minister (2k+ posts)
Re: "Ulema e Deen" Par Tanqeed Karna Chor Dain! by Dr.Israr Ahmed

pehle ulema e deen apni kartuten darust kar len aur eik dusre par tanqeed karna chor den.
 

mrbaig

Senator (1k+ posts)
Re: "Ulema e Deen" Par Tanqeed Karna Chor Dain! by Dr.Israr Ahmed

America se lakhon Dollar leney waley konsey deen k aalim hein???
 

raz30

MPA (400+ posts)
Re: "Ulema e Deen" Par Tanqeed Karna Chor Dain! by Dr.Israr Ahmed

Dr. Israr always touches my heart, Great Great Scholar, His serves for Quran-e-Pak are immense. May Allah reward him with all the blessings of the Jannah and make him rest in peace. Aameen.

Mera Rab Allah
Mera Rasool Muhammad-e-Mustafa pbuh
(The Greatest Man, ever to walk on the face of the earth)

اللہ اکبر
 
Last edited:

swing

Chief Minister (5k+ posts)
Re: "Ulema e Deen" Par Tanqeed Karna Chor Dain! by Dr.Israr Ahmed

@Amna_Amo


thanx for this clip.its really great.

(aur remove ur avatar photo)
 

Pak Falcon

Minister (2k+ posts)
Re: "Ulema e Deen" Par Tanqeed Karna Chor Dain! by Dr.Israr Ahmed

are you waiting for them?

yes im waiting for them kisi ghalt chiz ko ghalt kehne se insan ghalt nahi hota isliye inki ghalt harkatun par tanqeed karne se b koi ghalt nhi hota. Aur mujhe b pata hai mere main b bohot ghaltiyan hain isliye main khud ko par b tanqeed karta hun aur dusrun se b apni tarifen sunna pasand nhi karta!
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: "Ulema e Deen" Par Tanqeed Karna Chor Dain! by Dr.Israr Ahmed

Tanqeed intihayee zaroori hai agar tameeri ho magar mehz tanqees ki khaatir nahin.

Yeh baat jaanana bahot hi zaroori hai ke koi baat drust hai ya nahin hai taakeh drust baat ko tasleem kar ke us per munaasib iqdaamaat kiye jaayen aur isi tarah ghalat baatun se bachna zaroori hai taa keh nuqsaan se bacha jaa sake.

tanqeed baraaye tanqeed na honi chahiye.

dr tahir al qadri sb aik achhe khaase alime deen hen is ke bawajood woh kuchh kahin kahin gad bad kar jaate hen. dr israar sb marhoom bhi aik achhe alime deen the magar kisi had tak mazhabi kayaalaat main bhi mubtila the. modoodi sb marhoom ne bhi deeni medaan main kaafi kaam kiya magar saath saath mazhabi kayaalaat ko bhi aham rakha.

Albatta mullah logoon ki baat aur hai, un ke nazdeek islam mazhab ke siwaa kuchh aur tha hi nahin aur na hai.

log chand nazriyaat main bate hue hen. poore mazhabi, ziyada mazhabi kam deeni, ziyada deeni kuchh mazhabi mukammal tor par deeni.

jab mullah ne islam ko baadshahoon ke mutaabiq mazhab bana daala to us ke baad kisi main himat hi na hui keh woh deene islam ka parchar karta. jinhune ki unko khatam kar diya gaya. karbala ka waqiya isi silsile ki ibtadaayee kadi thi.

sadyun baad sir syed marhoom ne yeh jurat ki keh islam ko toham parasti na samajne chahiye balkeh yeh aik aqal ke ain mutaabiq nazriya aur taleem hai.

iqbal marhoom ne bhi himat se kaam liya aur yeh saaf saaf keh diya keh islam deen hai mazhab nahin hai.

is ke baad yeh bhi badi himat ka kaam kiya keh ***** ko bataaya islami shariat woh nahin hai jo mullah ne baadshahoon ke kehne par murattab ki hai balkeh woh hai jo quran ke usoolun ke mutaabiq ***** main deeni ulema ke faisle ke mutaabiq ho. unhune deeni ulema bhi bataya ke kon log hen. woh jin ki nigaah duniya ki haqeeqatun par bhi ho aur quran ki abaarat par bhi. woh nizaame kaaiynaat aur nizaame deen se achhi tarah vaaqif hun.

har woh shakhs jo sochne waala dimaagh rakhta hai hamesha tandeedi nazar rakhta hai kyun us ko kuchh baaten drust aur kuchh ghalat maloom padti hen. is liye tanqeed qatun buri cheez nahin hai.


dr israar sb bhi to sab par tanqeed hi kar rehe hen keh aap apne garebaanu main jhaanken.
 

apkadost

Voter (50+ posts)
Re: "Ulema e Deen" Par Tanqeed Karna Chor Dain! by Dr.Israr Ahmed



دیکھئے جناب دین کسی مولوی کا تو ہے نہیں اگر کسی نے اچھی بات کی ہے اپنا لو بری کی چھوڑ دو اب دین کسی کی ذاتی ملکیت تو ہے نہیں ۔۔۔۔۔ تو اتنا جھگڑا کیوں ؟؟؟؟ آپ مولوی کی نہ سنیں قرآن و حدیث کی سن لیں سنت پر عمل کر لیں تحقیق کرلیں ۔۔ ہمارے مزاج میں اتنی آگ کیوں بھری ہے ہمارے نبی کریم روف رحیم صلی اللہ علیہ وسلم کتنی محبت سے غیر مسلم کی بات بھی سنا کرتے تھے ہم اپنے مسلمان بھائی کی بات نہیں سنتے بھائی !!!! اگر تھوڑی سی محنت کر کے کتب کا مطالعہ کرلیں تو ،،، یہ بات تو طے ہے کہ بے علم بحث کرنے سے بہتر ہے علم حاصل کر کے مثبت بات کی جائے
 

indigo

Siasat.pk - Blogger
Re: "Ulema e Deen" Par Tanqeed Karna Chor Dain! by Dr.Israr Ahmed

tanqeed braye tameer krni chahiyae, kisi pe bhi ki jasakti hai or or ulmae deen falah o begbod ka kaam krae, or allah k pegam pohanchye

Dr Israr ne boht achi baat ki hai... lekin apni zindagi me inho ne beja ulmae deen par tanqeed ki hai... or mukare hadees ke fatwae lagaye hai... hata k kisi dorae school of thought k scholar ko apni masjid se dhaka de k nikala huwa hai...

[MENTION=22969]Amna_Amo[/MENTION]http://www.siasat.pk/forum/member.php?22969-Amna_Amo
 

indigo

Siasat.pk - Blogger
Re: "Ulema e Deen" Par Tanqeed Karna Chor Dain! by Dr.Israr Ahmed

agar aap ko yaad ho to Allama Iqbal, jinhae sub continent k greatest minds me count kiya jata hai unho ne jitni Ulmae Deen (Mullah) pe tankeed ki hai kisi ne nai ki.... tankeed braye tameer [MENTION=22969]Amna_Amo[/MENTION]​
 

Back
Top