Hazik

MPA (400+ posts)
Re: Why does Quran talk about Hellfire so much? by Ustadh Nouman Ali Khan

:jazak: impressive explanation...........
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Why does Quran talk about Hellfire so much? by Ustadh Nouman Ali Khan

ghair muslimu ke ehtaraazaat qurano hadith par un ki kam ilmi ki waja se hen. ham main se aksar log un ke ehtrazaat ke jawaabaat isi liye nahin de sakte kyunkeh ham log khud bhi qurano hadith se naaashna hen.

bahot se ehtaraazaat asal main hamare ghalat tarjamu aur tafseerun ke najeete main log karte hen islam par.

in ehtaraazaat ke jo jawabaat sir syed, farahi, aur iqbal ne usool bataa kar diye hen un se behtar jawabaat mumkin hi nahin hen magar ham ko usoolun ke zariye to qurano hadith ko samjhna hi nahin aur ghair muslimun ke ehtarazaat isi tarah chalte rehen ge.

sir syed ne ham ko yeh usool yaad dilaaya hai ke quran aik haqeeqat bar mabni kitaab hai mehz khayaali aqeedun par mabni nahin. ab jab ham quran ko ghalat banyaad den ge to ghair muslimun ko jawaab kaie de saken ge?

farahi ne ham ko bataaya quran koi bedhang abaarat ki kitaab nahin hai balkeh quran ka apne andhar achha khaasa nazmo nasq hai. hamare tamaam tar puraane tarjame is usool ke khilaaf kiye jaate rehe aur aaj bhi shaaz shaaz koi un main rabt nazar aata hai.

iqbal ne ham ko yaad karaaya keh quran mazhabi kitaab nahin hai balkeh deene islam ka manshoor aur dastoor hai. ham ne is ko bhi aik taraf rakh diya.

iqbal ne yeh bhi bataaya keh islami shariyat se kia muraad hai ham ne is ko bhi chhor doya.

agar in yaad karwaaye ge usoolun ko aaj bhi samne rakh kar qurano hadith samjhen aur aindah apne tarjamen aur tafseeren drust kar len to ghair muslimu ke tamaam ehtaraazaat ke jawaabaat ba aaasaani diye jaa sakte hen.

bas isi baat ki saari ladaayee hai. yahee mullah aur ulemaye ummat main jhagda hai. ab jin baatun par ulemaye ummat ne hamari rahnumayee ki hai agar ham un ki baatun ko sunen aur samjhen to qurano hadith ko samajhne main hamari dushwariyan kam ho jayen gi.

ulmaa ka kaam ham ko sahee baaten bataa dena hai aur hamara kaam khud ko is kaabil karna hai keh un ki baatun ko samajhne ki ehliyat khud main peda karen.

jahalat to kisi masle ka hal nahin balkeh jahalat hi hamare darmiyaan ladayee jhagde ki bunyaad hai.

mullah ne fatwe de kar qaom ko qurano hadith samnne se azaad kad diya aur ham log khush hen aur isi khushi ka nateejah hai jo aaj ham bhugat rehe hen.

in logoon ne musalmanu ko namaaz roze main uljha diya aur quran ko lofgoon ke haathun se door karwaa diya ulte seedhe fatwe jaari kar ke. isis ki sazaa aaj musalmaan qaom ko mil rehee hai.

Allah taala ham sab ko apne kalaam ki taraf laaye aur ham ko us ki drust samajh aataa farmaaye.
 

MileStone

MPA (400+ posts)
Re: Disagreements and Divisions in Our Ummah | Nouman Ali Khan

وَمَا تَفَرَّقُوا إِلَّا مِنْ بَعْدِ مَا جَاءَهُمُ الْعِلْمُ بَغْيًا بَيْنَهُمْ ۚ وَلَوْلَا كَلِمَةٌ سَبَقَتْ مِنْ رَبِّكَ إِلَىٰ أَجَلٍ مُسَمًّى لَقُضِيَ بَيْنَهُمْ ۚ وَإِنَّ الَّذِينَ أُورِثُوا الْكِتَابَ مِنْ بَعْدِهِمْ لَفِي شَكٍّ مِنْهُ مُرِيبٍ. [Quran 42:14]

And they did not become divided until after knowledge had come to them - out of jealous animosity between themselves. And if not for a word that preceded from your Lord [postponing the penalty] until a specified time, it would have been concluded between them. And indeed, those who were granted inheritance of the Scripture after them are, concerning it, in disquieting doubt. [Quran 42:14

3774221_orig.jpg



SYNOPSIS:

‎''In Islam you dont correct someone because you want to over power them or to show them how right you are and how wrong they are. You want to correct them to benefit them.''- Brother Nouman Ali Khan in his lecture ''''Disagreements and Divisions in Our Ummah'' !

''Your kids hear 'things', see 'things', they know 'things' that you dont even know exist. They 'know' words that you have never heard before. But if you knew what they mean you ll have a heart attack. And your boy/daughter in school and somebody comes to him/her and says 'you have pretty eyes', 'wanna go out sometimes', Is he/she gonna tell you?, he/she is not gonna tell you, because if he tells you, you are gonna go crazy, I should Ship you back to Pakistan, you know this is my 'solution' Or as a 'punishment' I am putting you in an Islamic school. or you better memorize Quran now. You think that is going to Solve Problem?. Our Kids have no one to talk to. So they cut themselves off and find new affliations with those who have no values, no religion. Whose Fault is this? It is us the elders, we are too busy in these petty disagreements''- - Brother Nouman Ali Khan in his lecture ''''Disagreements and Divisions in Our Ummah'' !





 
Last edited:

MileStone

MPA (400+ posts)
????? ??? ??? ?? ????? ???? ???? ?? Nouman Ali Khan's first ever interview in Urdu

????? ??? ??? ?? ????? ???? ???? ??? Nouman Ali Khan's first ever interview in Urdu - Must Watch

Admin, please merge only after few hours.
JZK

Part1



Part2

 
Last edited:

Petrolhead

Minister (2k+ posts)
Re: نعمان علی خان کا مختصر اردو انٹر یو Nouman Ali Khan's first ever interview in

Being a Pakistani British based outside Pakistan I salute Ustad Nauman Ali Khan's parents who raised him so well. I pray to Allah SWT to let me raise my children in the same way, Aameen!
 

QaiserMirza

Chief Minister (5k+ posts)
Re: نعمان علی خان کا مختصر اردو انٹر یو Nouman Ali Khan's first ever interview in

یہ ثبوت ہے والدین کی صحیح تربیت کا
لوگ کہتے ہیں کہ مغرب میں بچے مغرب زدہ ہوجاتے ہیں
بات صحیح ہے، جب والدین دنیا کی کمائی میں اپنا سارا وقت لگا دیں تو بچے بھٹک جاتے ہیں
اور ان گھرانوں میں جہاں والدین اپنے بچوں کو وقت دیتے ہیں وہاں بچے مذھب کی طرف آجاتے ہیں

 
Re: نعمان علی خان کا مختصر اردو انٹر یو Nouman Ali Khan's first ever interview in

If you know his story , he was like a western guy, changes path afterwards
یہ ثبوت ہے والدین کی صحیح تربیت کا
لوگ کہتے ہیں کہ مغرب میں بچے مغرب زدہ ہوجاتے ہیں
بات صحیح ہے، جب والدین دنیا کی کمائی میں اپنا سارا وقت لگا دیں تو بچے بھٹک جاتے ہیں
اور ان گھرانوں میں جہاں والدین اپنے بچوں کو وقت دیتے ہیں وہاں بچے مذھب کی طرف آجاتے ہیں

 

PakiPatriot

MPA (400+ posts)
Does anyone from US or Canada can upload his lecture series on Surah Yousaf... Which aired on ARY digital in USA & Canada...

I can find the promo of the lecture series.. but not the complete lectures..
Below is the Promo

Thanks & JazakAllah

 

Back
Top