No need to say sorry bro. Ghalat baat hy jo bhi karay aisa. Pakistani ki tabahi ki sab sy bari waja mazhab ko siasat mein ghusana aur siasat ko har baat mein gusana. Personal space khatam kar diya hy society mein, mazhab aur siasat ki waja sy. Tabhi to ab hamari dostiya, dushmaniya aur...