اللہ نے شراب کو حرام نہیں کیا

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
پینا حرام ہے نہ پلانا حرام ہے
پینے کے بعد ہوش میں آنا حرام ہے

یار انھوں نے اتنے سارے الفاظ کے مطلب ڈھونڈے، معلوم نہیں کہاں کہاں سے کڑیاں جوڑ لائے، مجھے اسمیں لفظ ’’حرام‘‘ کی ہی سمجھ نہیں آئی۔ حرام تو حُرمت والی شہ کو نہیں کہتے؟ جیسے مسجد الحرام؟

تو اس حساب سے تو جس بھی چیز کو ہم حرام کہہ کر شجرِ ممنوعہ قرار دے دیتے ہیں، دراصل تو وہ سب عزّت والی چیزیں ہیں۔ صرف مولویوں نے ہمیں الٹی لائن پر لگایا ہوا ہے۔ ۱۵۰۰ سال سے آجتک جتنے بھی لوگ مسلمان رہے ہیں، سب لوگوں نے مِل کر اتنا بڑا گناہ کیا ہے

توبہ کرنی چاہیئے ہم سب کو
😜
توبہ توبہ، مسلمان چودہ سو سال کفران نعمت کرتے رہے۔ اگر اب بھی قرآن کا درست مفہوم سمجھنے والے پیدا نا ہوتے تو یہ سلسلہ جانے کب تک جاری رہتا۔
 
Storm

MPA (400+ posts)
Abay yeh Kis Bakray ko lay kar aagya hai ? This chapter is closed in Muslim centuries ago. If you want to drink, go ahead and drink but get ready for consequences in the hereafter. Trying to sow the seed of doubts by using these idiotic videos is not something new. Get out of here.

wah bhai patwari say aisi batain us waqat Islam tum ko yaad nahi aata jub tum aik corrupt haram leader ko batil PLMN PPP JUIF ko support krty ho
 
Storm

MPA (400+ posts)
wah bhai wah yea hadit ky inkaar krny walay ain naya ajooba lai

amrika europe ka family system khatam ho chuka hy sharab or bay hayai ais ki main wajah hy , yea aab Pakistan main laana chahtay hain , afsoos yea loog PTI ko bhee support krty hain halankay yea khud zahni ghulam hain any ways

suub ko suub pata chal jae ga
 
Sohail Shuja

Chief Minister (5k+ posts)
توبہ توبہ، مسلمان چودہ سو سال کفران نعمت کرتے رہے۔ اگر اب بھی قرآن کا درست مفہوم سمجھنے والے پیدا نا ہوتے تو یہ سلسلہ جانے کب تک جاری رہتا۔
مجھے تو لگتا ہے کہ مسلمانوں نے ۱۴۰۰ برس قبل ہی منصوبہ بنا لیا تھا کہ ان بھائی صاحب اور اِن کے ایک اور ہمنوا کہیں اصلی اسلام تک نہ پہنچ جائیں، لہٰذا یہ سب ڈرامہ روزِ اوّل سے لگا رکھا ہے۔
لیکن دیکھ لیں، یہ پھر بھی اصل اسلام تک پہنچ ہی گئے۔ ۱۴۰۰ سال میں گزرے تمام مسلمانوں کی محنت کو چند لمحوں میں ہی کچھ ادھر سے جوڑ اور کچھ اُدھر سے پکڑ کر بے نقاب کر ہی دیا انھوں نے۔
 
Siberite

Chief Minister (5k+ posts)
wah bhai patwari say aisi batain us waqat Islam tum ko yaad nahi aata jub tum aik corrupt haram leader ko batil PLMN PPP JUIF ko support krty ho

کیوں مذاک کرریا اے پینڈو بھائ ۔ پوچھوں ھے کون سے سکول سے میٹرک فیل کیا ھے رے ؟
 
Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
So, if it is not mentioned in Quran to be haraam, it is halaal (by the logic put forth in Al-Musa's video).
The Quran is a book of guidance to bring humanity out of the darkness and into the light. It is not a book of science, such as that of medicine or astronomy, etc.
The Quran is complete & detailed; tomorrow you may be asking why it does not include information on every animal on the planet, whether it is Halal or Haram.

So what makes you think that opioids are not halaal? any Quranic reference?
Muslims should take guidance from the Quranic fundamentals, but, they need by-laws within the four walls of these fundamental principles to run the state with the changing times.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Fiqh jin usoolun ki bunyaad per murattab ki gayee hai woh bilkul drust hen. context un ka ghalat hai ya kiya gayaa hai.

misaal ke tor per ye fiqh hi ka usool hai keh cheezen apni asal main mubaah hen. matlab woh na to halaal hen na hi haraam ya laazmi hen. aisa kerne ke liye ehkaam darkaar hen.

fiqh ke chaar bunyaadi maakhaz hen. quran, hadis, qayaas aur ijma. ye bilkul drust usool hen warna dastooro qawaneen banaana hi naamumkin ho jaata hai.

main in masaail per pakke saboot pesh ker chuka hun apni barsun pehle posts main. logoon ko chahiye woh un ko padh len.

jin logoon ne meri posts padhi hen un ko yaad ho ga main ne kahaa tha cheezen halaal ya haraam nahin hotin na hi ho sakti hen balkeh un ka lena ya dena ya rakhna ya istemaal kerna waghera waghera halaal ya haraam ya laazmi hota hai.

agar main aap hi logoon se poochhun keh chaaqoo ya chhurri halaal hai ya haraam to aap ke paas hai is ka koi jawaab? is baat ka jawaab mumkin hi nahin hai. wajah ye hai keh cheezen halaal haraam nahin hotin balkeh un ka istemaal waghera halaal ya haraam ho sakta hai ya hota hai.

sharaab bhi issi tarah halaal ya haraam ho hi nahin sakti. albatta us ka istemaal halaal ya haraam ho sakta hai. is ke halaal ya haraam istemaal ke liye wajuhaat darkaar hen. ummat ka bedaa issi liye gharq huwa hai keh is ke log apni apni jahaalat ka muzahira bade zoro shor se kerte hen. quraan ko theek tarah se samajhne ke liye aqal ko drust tareeqe se istemaal kerne ki zaroorat hai.
 
Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
fiqh ke chaar bunyaadi maakhaz hen. quran, hadis, qayaas aur ijma. ye bilkul drust usool hen warna dastooro qawaneen banaana hi naamumkin ho jaata hai.
Yeah kis nay keh diya kay yeah bilkul durust usool hain?
sharaab bhi issi tarah halaal ya haraam ho hi nahin sakti. albatta us ka istemaal halaal ya haraam ho sakta hai.
Quran may sharab ko haram nahi kaha gaya hay siraf aik sinful amal hay jahan iskay kuch faayday hain wahan nuqsaan ziada hain.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Yeah kis nay keh diya kay yeah bilkul durust usool hain?

In ke baghair deene islam per mabni baa maqsad drust dastooro qanoon ban hi nahin sakte. agar ban sakte hen to bataayen kaise? issi baat main aap ke sawaal ka jawaab aap ko mil jaaye ga.

Quran may sharab ko haram nahi kaha gaya hay siraf aik sinful amal hay jahan iskay kuch faayday hain wahan nuqsaan ziada hain.

quraan ka her baat kehna zaroori nahin hai. us main baa maqsad drust dastooro qawaneen ke liye tamaam hadayaat mojood hen. jin ki bunyaad per sahibe ilm logoon ne apne aqal ko istemaal ker ke dastooro qanoon khud banaane hen apne apne dor ke taqaazun ko madde nazar rakh ker.

quran bazaate khud na to aik dastoor hai na hi qanoon. ye sirf apne andar un ke mutaliq hadayaat deta hai apne nazool ke maqsad ko saamne rakh ker.

agar koi sawaal kare keh quraan se bataao keh kia kia cheezen kis kis istemaal ke liye halaal hen to kia aap un ki tafseel bayaan ker sakte hen? her giz nahin. quraan yahaan yahee usool deta hai keh her shai ka istemaal halaal hai agar us ka istemaal haraam ya laazmi nahin hai.

asal baat ye hai keh woh kia kia illaten ya wajuhaat hen jin ki bunyaad per kisi shai ka istemaal ya to halaal hota hai ya haraam ya laazmi. iss liye ye sawaal peda hai keh asal deene islam hai kia aur is ka maqsad kia hai. kyunkeh is ke baghair kisi shai ke istemaal ko na to halaal qaraar diya jaa sakta hai na haraam aur na hi laazmi.

jis din log asal deene islam ke mutaliq in bunyaadi baatun ko theek tarah se samajh jaayen ge un ko asal deene islam ki drust samajh aa jaaye gi.
 
Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
In ke baghair deene islam per mabni baa maqsad drust dastooro qanoon ban hi nahin sakte. agar ban sakte hen to bataayen kaise? issi baat main aap ke sawaal ka jawaab aap ko mil jaaye ga.
Mujhay aik ayat dikha dain jismay kaha ho kay ahdith fiqa ijma waghera say deen ko follow karo.

"And We have revealed the Book to you which has clear explanation of everything, and a guidance, mercy and good news for those who submit." (Qur'an 16:89)

And do not say, concerning the falsehood which your tongues utter, 'This is halal and that is haram,' in order to fabricate a lie against Allah; assuredly those who fabricate a lie against Allah will not prosper. (16:116)

5:87 O you who believe! Do not prohibit the good things God has permitted for you, and do not commit aggression. God does not love the aggressors
 
aap jab tak aik dastoor khud likhne ki koshish nahin kerte aap ko meri baaten samajh main nahin aayen gi. issi liye main ne pehli baat hi yahee ki hai. jab aap aisa karen ge aap khud hi dekh len ge aap ko kon kon si sources ki zaroorat pade gi aur kyun.

hadis ki zaroorat is liye hai keh is main paighambar ke dor ki khabren milen gi. us dor main paighambar aur un ke saathiyun ne dastooro qanoon ke maamle main kia kia kiya aur kaise kaise kiya is ke mutaliq ham ko wahaan se maloom pade ga. yani unhune apne dor ke liye kia dastooro qawaneen banaaye waghera waghera quran ki roshni main. woh hamaare liye precedent ki hesiyat rakhte hen.

ham sab hadisun ke motaaj nahin hen balkeh sirf un ke jin ka dastooro qawaneen se taaluq ho aur woh drust bhi maloom hun quraan ki roshni main.

qayaas ka matlab hai analogy. yani pehle waalun ne apne apne dor main kia kia kaise kaise kiya dastooro qanoon ke maamle main usse milti julti cheezen ham bhi ker sakte hen un ki madad se quran hi ki roshni main.

ijma yani unanimity is liye laazmi hai keh is ke baghair insaanu ko zehni tor main yakjaa nahin kiya jaa sakta kisi maamle main warna ikhtilafaat peda hun ge.

jamhooriayat bhi yahaan zikr ker dun yani majority opinion ya jamhoor ki raaye ya ziyaada logoon ki raaye kisi dastooro qanoon se mutalqa maamle main.

quran main saaliheen waghera ka zikr issi liye hai keh un ki soch samajh drust thi khudaa ki nazar main. un ko khudaa ne salaam pesh kiya hai yani shabaashi di hai. lihaaza un ke afkaaro nazriyaat jo ham tak pohnche hen agar quraan ke mutaabiq paaye jaayen to hamaare liye madadgaar saabit ho sakte hen. matlab ye keh jo kaam pehle log drust tor per anjaam de ge hen agar woh ham ko drust maloom pade to hamen dobaara wheel invent kerne ki kia zaroorat hai?

quraan ki baaten sirf quran ki ayaat padh ker samajh main nahin aatin balkeh pehle quran ko samjhne ke liye sense of making proper sense of things laazmi darkaar hai. issi ko hikmat kahaa gayaa hai quran main. isse rationality or wisdom bhi keh sakte hen. ability of reasoning things logically consistently. Isi ko rational explanation ya justification aur tojeeh bhi keh aakte hen.

quraan ki aayaten ya hadisen padh ker sunaane se issi liye masle hal nahin hote keh logoon ko maloom hi nahin hai un ko aapas main connect kaise karen drust tareeqe se ta keh un ka drust sayaaqo sabaaq maloom ho sake. quran is not a flowchart of instructions keh ham log is ko is tarah se istemaal karen.
 
Sohail Shuja

Chief Minister (5k+ posts)
Muslims should take guidance from the Quranic fundamentals, but, they need by-laws within the four walls of these fundamental principles to run the state with the changing times.
Certainly, there were other mind altering substances than wine (alcohol) alone, at the time of advent of Islam. There must be something in the Quran forbidding or allowing their use. Why was Al-Razi allowed to use opium as anesthesia?

But the logic put forth in the video of the OP, followed by your reference video, leads one to conclude that if it is not mentioned in the Quran, then it must not be banned.

In the case of alcohol, they have only indicated that its recreational use is not forbidden if the one consuming it does not fall into other sins, like fights & fornication.

However, what appears is that the old mullah has forbidden its recreational use, rather than the medicinal one. They only consider its beneficial use in medicine. No recreational use is acknowledged as "beneficial", since it alters the mind (Al-Khumr).
 
Sohail Shuja

Chief Minister (5k+ posts)
fiqh ke chaar bunyaadi maakhaz hen. quran, hadis, qayaas aur ijma. ye bilkul drust usool hen warna dastooro qawaneen banaana hi naamumkin ho jaata hai.
عرض کرتا چلوں کہ آپ کے مخاطب کو حدیثؐ سے مسئلہ ہے۔ ان کے خیال میں احادیث درست ہی نہیں ہیں۔ وجوہات پر کچھ نہ کچھ اعتقاد میں بھی رکھتا ہوں کیونکہ حضورؐ نے اپنے آخری خطبے میں بھی فرمایا تھا کہ ’’لوگوں میں اپنے پیچھے دو چیزیں چھوڑ کر جارہا ہوں، ایک قرآن اور دوسرا اپنی سُنّتؐ‘‘۔

یہاں حدیثؐ کا نہیں، بلکہ سُنّت کا ذِکر ہے۔ احادیثؐ کی کتابت تو حضورؐ نے خود منع فرمائی ہے، بلکہ ان کے بعد کے بھی خلفاء راشدین نے کبھی اس کی طباعت و اشاعت پر غور نہیں کیا۔

main in masaail per pakke saboot pesh ker chuka hun apni barsun pehle posts main. logoon ko chahiye woh un ko padh len.

jin logoon ne meri posts padhi hen un ko yaad ho ga main ne kahaa tha cheezen halaal ya haraam nahin hotin na hi ho sakti hen balkeh un ka lena ya dena ya rakhna ya istemaal kerna waghera waghera halaal ya haraam ya laazmi hota hai.

agar main aap hi logoon se poochhun keh chaaqoo ya chhurri halaal hai ya haraam to aap ke paas hai is ka koi jawaab? is baat ka jawaab mumkin hi nahin hai. wajah ye hai keh cheezen halaal haraam nahin hotin balkeh un ka istemaal waghera halaal ya haraam ho sakta hai ya hota hai.

sharaab bhi issi tarah halaal ya haraam ho hi nahin sakti. albatta us ka istemaal halaal ya haraam ho sakta hai. is ke halaal ya haraam istemaal ke liye wajuhaat darkaar hen. ummat ka bedaa issi liye gharq huwa hai keh is ke log apni apni jahaalat ka muzahira bade zoro shor se kerte hen. quraan ko theek tarah se samajhne ke liye aqal ko drust tareeqe se istemaal kerne ki zaroorat hai.
آپ کے کہنے کا مطلب ہے کہ شراب حرام یا حلال نہیں ہے، بلکہ نشہ (جس سے انسان کے سوچنے سمجھنے کی صلاحیّت بدل جائے) حرام ہے۔ مطبل یہ کہ شراب سے اگر زخم کی صفائی کی جائے، اس میں کسی دوا یا جڑی بوٹی کا عرق کسی مرض کی شفایابی کے لیئے نکالا جائے، الکحل سے کہیں آگ بھڑکائی جائے یا اسے بطور ایندھن استعمال کیا جائے، بارود کی پسائی کے لیئے بارود کو اس سے تر کیا جائے کہ یہ اسے ٹھنڈا بھی رکھے اور اسمیں نمی بھی نہ آنے دے، الکحل سے تھرما میٹر بنائے جائیں وغیرہ جیسے کاموں کے لیئے شراب یا الکحل کا استعمال جائز ہے
لیکن یہاں مخالف استدلال یہ کہتا ہے کہ الکحل یا شراب کا استعمال تفریحاً پینے کے لیئے بھی حلال ہے، بشرطیکہ باقی برائیوں یعنی پی کر غُل غپاڑہ کرنا یا دیگر گناہوں کا مرتکب ہونا جیسے زناء وغیرہ سے بچا جائے۔

اسمیں ان کی غلطی نہیں ہے، بلکہ کچھ فتوے ایسے میں نے بھی دیکھے ہیں جن میں کہا گیا ہے کہ اگر کسی مشروب میں الکحل کی مقدار اعشاریہ پانچ فیصد سے کم ہو اور اسکو پینے سے نشے میں دُھت ہونے کا امکان نہ ہو تو یہ جائز ہے۔

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
logoon ko agar ye usool samajh main aa jaaye keh hukam fail per lagta hai mehz cheez ya us ke naam per nahin to masla peda hi nahin hota. phir ye keh hukam ya to koi kaam karwaane ke liye hota hai ya phir kisi kaam se rokne ke liye. yahee wajah hai hukam kisi kaam ke hone ya kerne per lagaaya jaa sakta hai magar woh be kisi waja se. phir ye keh dastooro qanoon kisi maqsad ke liye bante hen ya banaaye jaate hen. bewajah ya bemaqsad dastooro qanoon ho hi nahin sakte. matlab jo kuchh bhi hota hai ya kiya jaata hai usse koi maqsad poora hota hai ya poora kerna hota hai.

quraan ki hadayaat inhi bunyaadun per di gayee hen dastooro qawaneen ke liye.

matlab quraan insaanu ko kyun diya gayaa hai? quraan insaanu se kia kerwaana chahta hai aur kyun aisa karwaana chahta hai ya kaise karwaana chahta ya kab karwaana chahta hai aur kahaan karwaana chahta hai? jab tak log khud ko is tarah sochne ke qaabil nahin kerte woh quraan ke maqsad ko poora hi nahin ker sakte.

yahee wajah hai ham musalmaanu ki jo haalat khud hamaare apne saamne hai woh hamaare apne unjaan pan aur hamaari apni jahaalat hi ki wajah se hai. ham ko chahiye ham mil ker is jahaalat ko door kerne ki fikar karen aur us fikar ko anjaam tak bhi pohnchaayen apni munaasib amli iqdamaat ke zariye.
 
Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
There must be something in the Quran forbidding or allowing their use. Why was Al-Razi allowed to use opium as anesthesia?
The Quran is not a book of science, astronomy, history, or any other subject, as I have stated earlier, it's a Book of guidance
If Al-Razi had used opium as an anesthetic, it would have been completely permissible in the Quran because you are not consuming it; rather, it is being used for treatment. Even today, if you undergo surgery, the anesthesia will likely contain some form of alcohol. Today, the bulk of cough syrups you purchase will contain alcohol of some kind, although nearly all Muslims consume cough syrup as medicine, not booze.

But the logic put forth in the video of the OP, followed by your reference video, leads one to conclude that if it is not mentioned in the Quran, then it must not be banned.
The speaker in the video never even hinted at what you are concluding.
 
Sohail Shuja

Chief Minister (5k+ posts)
The Quran is not a book of science, astronomy, history, or any other subject, as I have stated earlier, it's a Book of guidance
If Al-Razi had used opium as an anesthetic, it would have been completely permissible in the Quran because you are not consuming it; rather, it is being used for treatment. Even today, if you undergo surgery, the anesthesia will likely contain some form of alcohol. Today, the bulk of cough syrups you purchase will contain alcohol of some kind, although nearly all Muslims consume cough syrup as medicine, not booze.

The speaker in the video never even hinted at what you are concluding.
Seems like neither you have completely gone through the videos nor my previous post.
I have already averred that the beneficial use of alcohol or any other such mind altering compound is limited to its medicinal use, by the scholars of Islam (whom you refer to as Mullahs).

The recreational use of such substances is prohibited. Do you have any problems with that Sir? if no, then there is no point of posting the video in the first place.
 
Back
Top