اکہتر کے سانحے کے ھم پہ کیا اثرات ھوۓ۔

taban

Chief Minister (5k+ posts)

ان لوگوں کو یقین کامل ہے کہ ان لوگوں نے مرنا نہیں ہے . اپنی دلیل میں وہ کہتے ہیں کہ کیا بھٹو مر گیا ہے جو ہم مریں گے؟؟؟

اپنی ولّوں کیہندے تے ٹھیک ای نیں

Eagle-on-the-green

اے گل تا بھٹو کولو پچھنی چاہی دی اے
 

c'estmoi

Chief Minister (5k+ posts)
اگر ہم کتابوں میں اپنی تاریخ ہی ٹھیک کر لیں تو یہی کافی ہو گا
 

Visionartist

Chief Minister (5k+ posts)
پاکستان کے کارندوں نے بنگالی عورتوں کے ساتھ جنسی زیادتیان اکہتر کی جنگ میں کیں۔۲ سے ۴ لاکھ عورتوں کی عزت پامال کی گٰئ۔ان میں سے کچھ عورتیں آج بھی زندہ ھیں اور بنگالیوں کی نسل بدلنے کی کوشش کرنے والے بھی بہت سے زندہ ھیں۔ ان کو چاھئے کہ ایک سو کا وفد ڈھاکہ جاۓ اور سر عام معافی کی درخواست کرے۔اگر کسی کا ضمیر زندہ ھے تو سزا کے لئے بھی اپنے آپ کو پیش کرے۔ کئ زانی ھی مر گۓ لیکن باقی کا جرم شاید معاف تو نہ ھو لیکن اقرار سے مظلوم بوڑھی عورتوں کا غم کم ھو جاۓ۔۔خیبر پختون خواہ، پوٹھوار اور سالٹ رینج میں ایسے بہت سے اکہتر کے فاتح یا ھارے ھوۓ لوگ زندہ ھیں اور یہ کہانی سناتے ھیں کہ ڈھاکہ کیسے ڈبویا۔

YEH BHO BATAO PALTAN MEYDAN MEYN JASHAN MANANNEY WALEY HINDU INDIA ARMY KEY JAWANON NEYN MUKTI BAHNI AOR SHANTI BAHNI KEY KITNEY KUTTON NEY BENGALI AORTON KO CHODA THA AOR DHAKA MEYN IS WAQT BHI DUNYA SAB SEY BARHA CHAKLA KIS NEY BANAYA THA JO KI AAJ BHI CHAALOO HEY. EAST PAKISTAN MEYN TO EISA NA THA. KUTTEY KEY PILLEY ZAMAN ZAMAN BHONKTEY REHTEY HEYN​

 

jee_nee_us

Chief Minister (5k+ posts)
71 ka kissa bara hee dardnaak kissa he , ek mutalba jo Bangali ko qomi zaban banane per Shuru hua tha wo Bangladesh ke qayaam per khatam hua. Bangladesh to banna hee chahye tha , geography hee illogical thee. Lekin jis terha Bangladesh ka qayaam Amal mein aaya wo buhat hee azziat naak thaa aur Pakistan ke Liye ibratnaak.

Shere bangal A K fazlul haq jinhone resolution of Pakistan pesh ki thi ko ghaddar declare ker dia gaya tha. Annay waa majority wali govt jo east Pakistan mein landside election victory mein 1954 mein banai gai thi ko 2 mahine baad hee governor raaj Laga ker khatam ker dia gaya tha.

East Pakistan ki population west Pakistan se ziada hua kerti thi Lekin spending 69 percent west Pakistan mein 31 percent east Pakistan mein hua kerti thi. Govt jobs ,army bhartion aur regional discrimination ka bhi yehi halaat the.

1966 mein mujib Rehman ne 6 points agenda dia tha jo reject ker dia gaya tha , jo kuch east Pakistan ke Sath ho reha tha wo 6 points agenda kafi had tak ek munasib agenda tha. Lekin Bhutto aur doosre politicians aur unn ke foji abbon ne reject ker dia tha.

1970s ke elections jo party jeetti us ne Pakistan ka constitution banana tha aur yahya khan aur especially Bhutto ko manzoor Nahin tha ke muji r ur Rehman ki party Apne 6 points agenda per constitution banaye. Elections huye to awami league majority se Jeet gayi Lekin yahya khan aur Bhutto un ko iqtedaar dene ko tayaar nathe. Bhutto iqtedaar mein hissa Mang rehaa tha aur ye naara tak Laga dia tha "idher hum idher Tum".

December mein elections huye aur jab march mein yahya khan ne awami league ko ghair qanooni qarar de dia to tab bangaldesh ki azaadi ka naara Laga dia tha mujeeb ne.

Lekin uss se pehle se hee tayyarian jari theen mujeeb Rehman ki taraf se ke agar military establishment me unko unka jamhoori haq na dia to wo unka taaqat se muqabla kerein gay. Agartala mansooba bhi uska ek hissa tha , mukti baahni bhee India mein train ho ker Aaye the.

Neutral zarai ke mutabiq uss Jang mein 4 se 5 lakh loge mare gaye , jis mein Bangali loge , ghair Bangali loge aur Pakistani foji shamil hen. Buhat se masoom loge iss aag mein jal gaye.

Yahya khan aur Bhutto ne jo role play kia tha unko zinda Jala Dena chahye tha Lekin Bhutto ko Azeem leader gardaana gaya.

Asal mein political chaabi Bhutto ke hath mein thee , 1971 ke dermyen mein people's party ke ilawa her party is haq mein thee ke mujib ur Rehman ko Pakistan ki baag dor sonp ki jaaye Lekin Bhutto iqtedaar ka bhooka tha aur wo bilkul Nahin mana.

Jab Pakistan Jang haar gaya uss waqt mujib ur Rehman Pakistan ki qaid mein tha , Bhutto sadar aur chief martial law administrator ban gaya. Tab mujib Rehman se kaha ke Kya aap Bangladesh ko loose confederation rakhna Pasand kerein ge Pakistan ke Sath.

Jis ka jawab mujib ne Bangladesh ja ker dia ke hamara Pakistan se koi taluq Nahin hum ab azaad mulk he , hamain aman se jeene do aur khud bhi aman se jeo

Rapes bhi huye buhat , kaha jata he ke general niazi ekintehai darjay ka ayyash aur zalim shakhs tha aur khud bhi rapist tha.
 

patwari_sab

Chief Minister (5k+ posts)
insan ki zindagi bohat hi short hai.. fir kis tara itni short si life me insan apne ko khuda samajta hai.. akhir me insan ne mitti me mitti ho jana hai.. fir yeh zan zar zameen ke liye itna fasad kiyon.
 

Back
Top