ایک عالم حق کا پچھتاوا

Wadaich

Prime Minister (20k+ posts)
CluGXNUWAAAOAsj.jpg
 
Afaq Chaudhry

Chief Minister (5k+ posts)
اور آج بد قسمتی سے مسلمان فرقہ واریت کو ہی سب کچھ سمجھتے ہیں ، وہ ہی حق جو اپنے فرقے کے علماء کہیں ، الله مسلمان قوم پھر سے ایک کر دے ، لیکن سوچ کی تبدیلی کے بغیر کچھ نہیں ہوتا نہ وہ قوم کی حالت بدلتا ہے
 
taban

Chief Minister (5k+ posts)
Woh baday log thay samjh gaay hum nae tu is par sochna bhi shuro nahi kiya
ان هی بڑے لوگوں کی وجه سے آج امت مسلمه کا یه حال هے که هم ان مسلکی مسائل میں الجهے هوئے هیں اور دین مبین کہیں پیچهے ره گیا هے مندرجه بالا تحریر میں حضرت مولانا انور کاشمیری خود اس بات کا اعتراف کر رهے هیں که وه ساری عمر اس کو شش میں مصروف رہے که حنفی مسلک کی دوسرے مسلکوں په بر تری هو جائے الله همارے حال په رحم کرے اور دین کو ویسا سمجهنے کی توفیق عطا فر ما ئے جیسا نبیpbuh لے کر آئے تهے آمین ثم آمین
 
مولانا:rahm: نے اپنی زندگی اور جدو جہد کا نچوڑ بتا دیا..............اور یہی ایک عالم حق کا فرض ہوتا ہے کہ وہ قوم کو حق کا راستہ دکھاۓ
 
Wadaich

Prime Minister (20k+ posts)
اور آج بد قسمتی سے مسلمان فرقہ واریت کو ہی سب کچھ سمجھتے ہیں ، وہ ہی حق جو اپنے فرقے کے علماء کہیں ، الله مسلمان قوم پھر سے ایک کر دے ، لیکن سوچ کی تبدیلی کے بغیر کچھ نہیں ہوتا نہ وہ قوم کی حالت بدلتا ہے
عالم حق کی سب سے بڑی پہچان یہ ہے کہ وہ مسلکی تعصب سے بالا تر ہوتا ہے
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
ulmaaye haq sirf aur sirf woh log kehlaane ke haqdar hen jo is duniya ke haqaaiq ko jaanane ki koshish karte hen aur yun woh bahot se haqaaiq ko jaan lete hen.

in haqaaiq ko jaan lene per baat khatam nahin hoti balkeh woh in haqaaiq ko jaan lene ke baad in ko bunyaad banaate hen aur in ki roshni main khudaa ki wahee ko samajhne ki koshish karte hen. yahee wajah hai aise log bebunyaad mazhabi aqeedun aur befaaida mazhabi rasoomaat ka abtaal karte hen aur yahee maamla un ka secularism per munhasir bebunyaad nazriyaato amaal ke saath hota hai. is liye ke deene islam na mazhab hai na secularism balkeh woh aik behtareen raasta hai duniya main jeene ka.

hukamraam, sarmayadaar aur mullah sab mil kar logoon ko deene islam se hamesha rokte rahe hen. agar logoon ke paas itni aqal bhi nahin hai keh in baatun ko samajh sakeh to phir un se kuchh bhi tawaqo rakhna bekaar hai. aisa log murda zehn hote hen jin ko saheeh baaten jaanane se kuchh bhi dilchasbi nahin hoti. aise log jaise peda hote hen waise hi mer jaate hen na apna faida ker sakte hen na doosrun ka. agar kuchh karte hen to insaaniyat ka nuqsaan hi kerte hen bebunyaad aqeedun ko apnaa ker aur aur befaida amal ko apnaa ker. For a detailed explanation of things see HERE and HERE.

malukiyat, sarmayadari aur mullaiyat azaab hen insaanu ki taraf se insaanu per na ke koi achhi cheez jis ki tareef ki jaaye aur jo insaaniyat ka koi faaida ker sake. They are a very big problem not a solution to any problem.

PAINDO

Siasat.pk - Blogger

??? ?? ?? ???? ?? ?? ?? ???? ???? ??? ?? ???? ??? ?? ????? ???? ???? ?? ?? ????? ?? ???? ??? ???? ???? ??? ?? ?????
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
??? ?? ?? ???? ?? ?? ?? ???? ???? ??? ?? ???? ??? ?? ????? ???? ???? ?? ?? ????? ?? ???? ??? ???? ???? ??? ?? ?????

azeezam paindo sb, yeh aap ko kaise pata chale ga keh is baabe ko sunana chahiye yaa nahin agar aap is ko sune ge hi nahin. yeh jo pakistan main aap har taraf rona dhona dekh rahe ho is ka hal siwaaye is baabe ke kisi ke paas nahin hai kyunkeh is se behtar quraan aur deene islam ko samajhne waala aaj tak meri nazar se nahin guzra. is liye main chahta hun log is ki baatun ko ghor se sunen taa keh un ko pata chal sake keh un ko jaana kis taraf chahiye aur woh jaa kis taraf rahe hen.

jab tak log is ki baatun ko samajhne ki khud main ehliyat peda nahin karte woh is daldal se nikal hi nahin sakte jis main hukamraanu, sarmayadaarun aur mullah ne un ko daala huwa hai.

main ne khud quran aur deene islam per bahot arsa ghoro fikar kiya hai aur jo kuchh meri aqlo samajh main aaj tak aaya us ko yahaan bayaan karne ki koshish kar rahaa hun magar mera kaam english main hai is liye mere qareeb tareen is baabe ka kaam hai jo is ne quraan aur deene islam per kiya. My work on the quran and deen of islam can be found HERE and HERE.

yeh baaba koi mamooli baaba nahin hai balkeh shagirde iqbaal hai agar aap ko pakistan ki tehreek ki taareekh ka saheeh ilm hota to aap is baabe se zaroor waaqif hote. main yahaan logon se behs is liye nahin karta kyunkeh mujhe logoon ko undermine karna achha nahin lagta. mujhe apna naam kamaane se nahin paighaam pohnchaane se matlab hai lihaaza jo sune us ka bhala aur jo na sune us ka bhi bhala. haan agar log ilm seekhen ge to apni zindagi ke maqsad se waaqifiyat hi behtar ho gi aur phir us ke husool ke liye behtar tareeqe se koshish kar saken ge.

ye baaba hai kon is ke liye dekhiye.

God bless and all the best.
 
Last edited: