دین میں ذکات کی اہمیت

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
Samajh nahi aa raha tum batao kay 2-1/2% kahan say aaya?
Kiya Allah Quran may 2-1/2% ka lafz likhna bhool gaya tha?
ذکاوت لکھا ہے، منکرین کون سی دیتے ہیں. حج اور صیام کے احکامات لکھے ہیں. وضو کا طریقہ کار لکھا ہے. منکرین نے ان کا مطلب ہی بدل دیا
 

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
Ayat ka number aur koon si surah may hay? agar nahi pata tu keh dou kay nahi pata
آیات کے نمبر انسانوں ہی نے لگائے ہیں. تم تو انسانوں کی بات نہیں مانتے. آیت بر کا عنوان بھی انسانوں کا دیا ہوا ہے. عقلیت پرستی کی یک چشمی دوربین سے دیکھنے والوں بھلا کہاں معلوم ہو گا کس آیت کو آیت بر کہتے ہیں

انسانوں نے اس آیت کو آیت بر کا نام دیا ہے​

2:177​

2_177.png
 

Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
ذکاوت لکھا ہے، منکرین کون سی دیتے ہیں. حج اور صیام کے احکامات لکھے ہیں. وضو کا طریقہ کار لکھا ہے. منکرین نے ان کا مطلب ہی بدل دیا
Saadha sa sawal tha aur baat ko phir ghuma phira rahay ho....
Keh dou kay pata nahi laykin ego jo hurt ho rahi hay
 

Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
آیات کے نمبر انسانوں ہی نے لگائے ہیں. تم تو انسانوں کی بات نہیں مانتے. آیت بر کا عنوان بھی انسانوں کا دیا ہوا ہے. عقلیت پرستی کی یک چشمی دوربین سے دیکھنے والوں بھلا کہاں معلوم ہو گا کس آیت کو آیت بر کہتے ہیں

انسانوں نے اس آیت کو آیت بر کا نام دیا ہے​

2:177​

2_177.png
Shukar hay kay tum sahih ayat nikal kar lay aay. Waysay tum say umeed nahi thee kiyonkay tum tu lakeer kay faqeer ho.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
1) zabaan kia cheez hai aur is ka maqsad kia hai ya kia ho sakta hai?

2) tehreek kia hoti hai aur is ka maqsad kia hota hai ya kia ho sakta hai?

3) dastoor kia shai hai aur is ka maqsad kia hai ya kia ho sakta hai?

4) qanoon kia hai aur is ka kia maqsad hai ya kia ho sakta hai?

5) idaare kia hote hen aur un ka maqsad kia hota hai ya kia ho sakta hai?

jab tak log khud ko in baatun per ghoro fikar kerne ke qaabil nahin kerte woh insaan nahin ho sakte balkeh woh insaani shakal ke jaanwar hi hen chahe woh apne zohm main khud ko kuchh bhi samjhen magar woh bhaid bakriyan hi hen.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
zabaan insaanu ke darmiyaan aik doosre ko apni baat samjhaane ka zariya hoti hai. issi liye her baat ke mafhoom per nazar rakhni padti hai us ke maqsad ke tanaazur main. warna her bemaqsad baat bemani hoti hai. aur her woh baat bhi bemani hoti hai jis ko na to samjhaa jaa sake aur na hi samjhaaya jaa sake.

insaani zabaanu ka lafz ba lafz tarjama kiya hi nahin jaa sakta. is ki wajah ye hai keh her zabaan ke apne apne tareeqe hote hen baatun ko samajhne aur samjhaane ke. tarjame ko tarjama kehte hi issi liye hen keh woh tarjumaani kerta hai. yani aik zabaan se doosri zabaan main aik baat ka mafhoom muntaqil kerta hai jarjama kerne waale ki samajh ke mutaabiq.

logoon ko chahiye keh woh in baatun ko achhi tarah se zehn nasheen ker len ta keh woh zabaan se mutalqa uljhanu se bach saken.

kisi bhi insaani zabaan ke grammar ke qaide qanoon mukammal tor per drust nahin hote. is liye keh insaani zabaane pehle se insaan bol rahe the aur un ke grammatical rules baad main maloom kiye ge jab logoon ko aik zabaan se baaten doosri zabaanu main muntaqil kerne ki zaroorat mehsoos hui.

jin logoon ko aik se ziyaada zabaane aati hen aur woh un ki grammar se bhi kuchh had tak waaqif hen woh meri baatun ko samajh len ge.

yahee wajah hai baatun ka mafhoom samajhna zaroori hota hai un ka lafzi tajama nahin. phir ye keh jo baat kisi ko aik zabaan main samajh main nahin aaee woh us ko doosri zabaan main kaise samjhaaye ga ya muntaqil kere ga?
 

Back
Top