لادنیت کا ترجمان بن چکا ہے؟ fo کیا

Mullah Omar

Minister (2k+ posts)
Secularism does not mean non religious, its mean a person who does not interfere in your matters particularly in your beliefs and you are free to practice religion according to your belief no state will impose anything on you agaisnt your belief.this is also a true islamic vision.

A secular person = non religious person/athiest. A secular state = a state devoid of any religious infleunce. A secular state is a state where you CANNOT apply punishments as prescribed in Islam...how the heck is that state a true vision of islam?
 

paki-muslim

Minister (2k+ posts)
Kia Foreign Office La-Diniat ka tarjuman ban chuaka hai? : Ansar Abbasi

ansar.gif
[/IMG]
 

Believer12

Chief Minister (5k+ posts)
A secular person = non religious person/athiest. A secular state = a state devoid of any religious infleunce. A secular state is a state where you CANNOT apply punishments as prescribed in Islam...how the heck is that state a true vision of islam?
you recognised Islam with punishments and I recognised it with human rights.difference of thinking is there:)
 

FaisalKh

Chief Minister (5k+ posts)

یہ آپ کو کس نہ کہا ہے کہ یورپ کے معاشرے میں "انتہا پسند" نہیں ہیں؟

بالکل یہ تحریک موجود ہے اور ایک بہانے یا دوسرے بہانے وہ کوشش کر رہے ہیں کہ چند چیزوں پر پابندی لگائی جائے۔ مثلا جانوروں کو تکلیف پہنچانے کی بنیاد پر وہ ذبح کرنے پر پابندی لگانا چاہتے ہیں، بچے کی مرضی کے خلاف اسکے ختنے پر پابندی لگوانا چاہتے ہیں۔

مگر اسکا حل یہ ہے کہ آپ انہیں قانون اور دلائل سے جواب دیں، نہ کہ پورے کے پورے سسٹم کو ہی گالیاں دینا شروع ہو جائیں، اور اپنے گریبان میں بھی نہ جھانکیں جہاں اس سے سینکڑوں گنا زیادہ انتہا پسندی موجود ہے۔

یہ سوچیں کہ کیسے ممکن ہے کہ ذبیحہ پر پابندی کے مطالبے کے باوجود یہاں سینکڑوں اسلامی ادارے کام کر رہے ہیں اور جانور حلال طریقے سے ذبح کر رہے ہیں۔

یہ سوچیں کہ پورے یورپ کی ایک عدالت نے ختنے پر یہ کہہ کر پابندی لگائی ہے کہ بچہ بڑے ہو کر خود اپنے ختنے کا فیصلہ کرے۔۔۔ مگر آپ کو یہاں لاکھوں کیسز نظر کیوں نہیں آئے جہاں مسلمان آزادی کے ساتھ اپنے بچوں کا ختنہ کر رہے ہیں؟




Aap ke yahan aur wahan se mujhe samajh nahi aa rahi ke aap kis ki baat kar rahi hain lekin ye aik karwa sach hai ke agar bowler fielder sab apnay hon to nawaz sharif to century banayega hi. Yani media sara unka hai wo hamari choti baat ko itna bara dekha dete hain ke hum khud bhi shash o panj mai par jate hain kisi ne khob kaha hai ke baaz logon ko dosre ki aankh ka baal nazar aa jaata hai lekin apne ghar ka darakht nazar nahi aata in maghribi mumalik ka b yahi haal hai hamare kuch log un per ndha yakeen rakhte hain jo kafi afsos ki baat hai. Jin inteha pasandon ki aap baat kar rahi hain wo elected politicians hain jabke hamare haan saada masoom log dosron ke hath aala kaar ban jate hain aur zulm per utar aate hain. Unki inteha pasandi aur yahan ki inteha pasandee mai zameen aasmaan ka farq hai. Hamare inteha pasand dosron ki chaalon ka shikar ho kar ghalat karte hain aur jabke unke inteha pasand bakaida kanoon saazi karte hain jo pori community ko mutasir karte hain
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
اس کا تعلق جمت اسلامی سے ہے اور کبھی کبھی اس پر جماعت کا طرز تحریر غالب آ جاتا ہے ، یا کوئی جماعت کا بندہ اس کے نام سے لکھتا ہے​

us ka taaluk jamaat e islami se hai lekin tumhara taaluk kia jamat e shaitani se hai ????

us ka taluk jis se bhi hai par jo baat us ne kahi us ko koi KAMEEEENA musalman hi ghalat keh sakta hai

yah phir SIRF us ke Pichwaray main aag lag sakti hai jis ka apna taluk us jamaat se ho jis ka zikar Ansar Abbasi ne kia hai
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Another gem from Ansar Abbasi. It is hilarious though how a bunch of apostates on this sites are trying to make it seem that secularism is not la-deeniat. Secularism, no matter how you sugar coat it, is simply incompatible with Islam and that's a fact.

well said (clap)
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)

قائداعظم ایک سیکولر لیڈر تھے آپ اپنا بوریا بستر اٹھا و اور جدھ پنھچو جو کہ سیکولر نھیں ھے۔بادشاھ سلامت کی بائیسویں بیوی کی اولاد آجکل کنگ ھے شائد آپکو بھی گود لے لے۔


Quaid e azam ki taqreerain parrh lo sari , Tumhara Dimagh saaf ho jai ga ke woh secular thay ke nahi ,
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
first of all learn what secular means than come and discuss.A real moderate islam pasand called secular.

mujhe pata hai secularism kia hai , secularism tamaam mazahib ke khatme ka naam hai , quad e azam ke naam par jhoot bolne walon ke liye sab se behtar jawab khud quad e azam ki taqreerain aur un ke farman hain
 

Believer12

Chief Minister (5k+ posts)
mujhe pata hai secularism kia hai , secularism tamaam mazahib ke khatme ka naam hai , quad e azam ke naam par jhoot bolne walon ke liye sab se behtar jawab khud quad e azam ki taqreerain aur un ke farman hain
Sare mazahib ka khatima nahi balke unko practice karne ki azadi.for example Canada mey mazhab ki azadi hai kiunke woh secular hai.Quaid e Azam aik secular yani mazhabi azadi per yaqeen rakhte they aur woh jo unke khilaaf fatwa dete they non secular they.
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Sare mazahib ka khatima nahi balke unko practice karne ki azadi.for example Canada mey mazhab ki azadi hai kiunke woh secular hai.Quaid e Azam aik secular yani mazhabi azadi per yaqeen rakhte they aur woh jo unke khilaaf fatwa dete they non secular they.

KHUA NE CHAHA TO qUAID E AZAM KI AIK AIK TAQREER PAR THREAD BANAO GA , PHIR AAP KHUD MOAZNA KARNA KE AAP UNSE KITNA ITTEFAQ KLARTE HAIN
 

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
قائداعظم ایک سیکولر لیڈر تھے آپ اپنا بوریا بستر اٹھا و اور جدھ پنھچو جو کہ سیکولر نھیں ھے۔بادشاھ سلامت کی بائیسویں بیوی کی اولاد آجکل کنگ ھے شائد آپکو بھی گود لے لے۔


قائد اعظم بھلے سیکولر تھے، انھے نے سیکولر دال میں کچھ تو کالا دیکھا تھا تبھی تو سب سے بڑی سیکولر اور جمہوری ریاست سے علیحدہ مسلمان ریاست کا مطالبہ کیا تھا
 

Irobot

Senator (1k+ posts)
Sare mazahib ka khatima nahi balke unko practice karne ki azadi.for example Canada mey mazhab ki azadi hai kiunke woh secular hai.Quaid e Azam aik secular yani mazhabi azadi per yaqeen rakhte they aur woh jo unke khilaaf fatwa dete they non secular they.

aik baat batao,
Secularism means no interference of religion in state matters.
But what will be the law of the state then???
 

Back
Top