Deen Aasan
Citizen
Janab baqi 3 fiqah main Prawns khanay ki ijazat hay ab jab saab HAQ par hain to ap apni raay q doosroon main Musalat karny pay bazid hain ?
kisi ki bhi baat par adha amal nhi karna chchiaye... bilkul chaarow aaima arbaa haq par hain beshak, lekin ummat ko takeed ki gai hai k ek wkt main kisi bhi ek he fiqh par amal karna zaroori hai warna deen ka mazak ban kar reh jaye ga...! agar koi hanfi hai... to sirf ek prawns k liye ussy apna fiqh chord dena achi baat nhi.