As Zardari said India hamara dost hai, Amin Fahim said Zardari yaro ka yaar hai, aur apnay dosto ko nawazta hai, Aaj jitni bhe importants ministries hein un sab per zardari k dost bhaithey hein, steel mill, PIA, KESC,, etc... sab dosto ko nawaza howa hai zardari ne,
Inida ko through wahga border trade k liay raasta de raha tha zardari kiun k zardari india ka dost hai, aur dosto ko nawazna zardari ka kaam hai, Sab minister bhe pakistan ke eent se eent baja rahay hein, aur India bhe pakistan ke eent se eent baja raha hai,, kiun k apnay dosto ko insan kuch nahi kehta,,
Ye sab batein hein, kerna karana kuch nahi inho ne, sirf 5 mint main Indian channels per ban lag sakta hai, sirf 5 mint main jo pakistani cinemas per indian movies lagti hein un per ban laga saktay hein,,
Ab ye india k aagay bhe nangay ho gay, aur uss k samnay late gay bhe,,,