Ab kiya karo gey bhai. Altaf Bhai to tum logon ko aisay doboyee ga jaisay Tehreek Taliban Pakistan tumhari mar raha hai. Army darponk hai, ab kya karey gi. Un ki bhi phatee howee hai. Pakistan ka defa to woh kar nahi saktey. Ab hamara naya leader hai Zulfi Bhai. Zulfiqar Mirza jo Afaq Ahmed aur Shahi Syed key saath mil kar mulk ka defa karey gi, niswar aur drugs ka dhunda karey gi with full support of Lyari Aman Committee. Naya Pakistan, Zulfi ka Pakistan, joint production of Zulfi, Afaq, Shahi Syed and Aman Committee = Tera kya baney ga Pakistan. yeah hain teray leaders. Haan aik aur leader bhi hai, Imran Khan jo entehai imandar hai aur sari youth support karti hai par aik us ki aulad bhi hai us ka woh kya karey ga jo Seta white say nikli hai. Nahi Nahi, Bilawal bhi hai jo lyari say jetay ga aman committee key support say. Aman Aman Aman