An Adabi Thread - Share your favorite books

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
image.jpg
 
macbeth

Minister (2k+ posts)
main ne yeh kitab aur is thread main post ki jane wali ziada tar kitabain nahi parhi , main ne aakhri kitab jo khareedi thi , woh thi Tariq Ismail Sagar ki Bhutto bach Jate agar , jo main abhi parh raha hoon

تو کیا کسی پبلشر کے ایجنٹ ھو جو اتنی مارکیٹنگ کرتے ھو؟
سرورق چھاپنے سے گیان تھوڑی ملتا ھے جب تک اس علمی چراہگاہ کی سیر نا کی جائے
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
تو کیا کسی پبلشر کے ایجنٹ ھو جو اتنی مارکیٹنگ کرتے ھو؟
سرورق چھاپنے سے گیان تھوڑی ملتا ھے جب تک اس علمی چراہگاہ کی سیر نا کی جائے

yeh thread kis cheez ka hai ???

books ka ya jokes ka ??

ab tum muj se kisi aik book ka pocho jo main ne na parhi ho to is ka matlab yeh to nahi k main ne koi kitab parhi hi nahi
 
sayeen bigo shah book k bare main batao
 
macbeth

Minister (2k+ posts)
yeh thread kis cheez ka hai ???

books ka ya jokes ka ??

ab tum muj se kisi aik book ka pocho jo main ne na parhi ho to is ka matlab yeh to nahi k main ne koi kitab parhi hi nahi

بالکل صحیح کہا۔۔۔ اپنی پسندیدہ کتاب کو بانٹو۔۔۔
لیکن نوابِ ادب پسندیدہ کا درجہ تو تب ملے جب آپ اسے پڑھ کر یہ تعین کرو۔۔
پھرایمانداری سے اسے شئیر کرے تاکہ اگر کوئی پوچھے تو آپ اس پر پسندیدگی کی وجہ واضع کر سکو۔۔
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
بالکل صحیح کہا۔۔۔ اپنی پسندیدہ کتاب کو بانٹو۔۔۔
لیکن نوابِ ادب پسندیدہ کا درجہ تو تب ملے جب آپ اسے پڑھ کر یہ تعین کرو۔۔
پھرایمانداری سے اسے شئیر کرے تاکہ اگر کوئی پوچھے تو آپ اس پر پسندیدگی کی وجہ واضع کر سکو۔۔

main jin books per thread banata hon woh main ne parhi hoti hain , agar koi na parhi ho to saaf keh deta hoon

jahan tak yahan books ki images share karne ki baat hai to is main koon si barri baat hai yaar , main to khud be shumar kitabain net per search kar ke khareedta hoon
 
آج کے دور میں آپکی کتب بینی کی طلب قابل تعریف ھے
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
آج کے دور میں آپکی کتب بینی کی طلب قابل تعریف ھے

shukria bhai , aik baat batata chalon , main jaise jaise tariq ismail sagar ki kitab Bhutto bach jate agar parh raha hoon , us main aisa mawaad hai jo yahan share karne k kabil hai , kabhi mauqa mila to share karoon ga , aur main ne aik kitab parhi hai Jalandhar se wagha tak , yeh puri kitab share karon ga agar mauqa mila to aur aik aur kitab Jo main ne Dekha bhi share karon ga
 
Back
Top