naam nehad gairat mund..............agar aap ko Karachi ki fikar hote tu Target Killers ko vote na detay............main is say zyada videos aur agencies ki credible reports share kar sakta hunn..........................who is MNA from Korangi, who was Interior minister in Musharraf regime and what he has planned to stop these killing and who was in both federal and provincial govt up to some days back.................?? bewakuf banatay ho......jao karachi k awam say poocho sub bata dain gay k ANP aur MQM aik dusray ko maar rahe hai................bay zameer insaan explainations dainay aa gaay ho..............
Meray bhai, agar khali mqm hi mar rhi hai to marne walon mein sub se ziada tadaad mqm kay logon ki kyun hai? Qasba Colony k loag jo su se ziada mqm kay supporter hain apne gharon mein 4 din se mehsoor kyun hain? Un kay ghar kyun jalaye ja rhe hain?
Yeh keh dena kay mqm involve hai buhat asan hai, laikin asaliat is se buhat ziada mukhtalif hai. JIT ki report kay mutabiq jo mqm k target killer pakre gaye the, un k baad to target killing kam ho jani chahiye the laikin aisa nahi hua. Balke target killing aur barh gayi.
Mqm ko support hasil nahi hui ppp ki hakumat se karachi mein aman qayam karne kay liye, laikin mein manta hun karachi kay halat kay liye mqm bhi zimaydar hai. Hum un ko vote dete hain, hamari jaan o maal kay tahaffuz ki zimaydari un ki hai.
Agay mqm ko kal power di jaye karachi mein security ki to buhat jald yeh sub khoon kaharaba ruk sakta hai. Kyun k karachi mein target killing se sub se ziada nuksan mqm ko hota hai. Kitne loag keh rhe hain k ab mqm ko vote nahi dain gay. Karachi mein amn mqm kay aur poori awam k mufaad mein hai, na kay khoon kharaba ho.