adnan78692
MPA (400+ posts)
by air to double hota hai .. Ye to ap ko pata hi hai na.. Aur wsy pechay pechay bhag ker phonchany k half to ho ga....!!!!!
oo sir g by air to sahi mufta lagta hai... Daikh lo hamarey minister... Sab by air he jate hai... Aur bina kisi tkt k... Wo b bechari ghareeb awam ki kamai se... To laga k na mufta...?????