Future of PTI and IK

Analysis2021

MPA (400+ posts)
Aesa Lag rahah hei Imported Govt PDM , Establishment sab ney milker PTI ko crush kerney ka irada kerliya hai. Imran Khan key baray mey mera andaza hay isko 2024 sey pehley hi khatam kerdingey , PTI kai log torey jyengey , workers ka software update dikhaya jye ga.

Yaad rakhna chayey Army Gerneral Zia haq sei zyada powerful aur control nahi tha usko Na sirf fauj bulkey awam aur Molvio ki bhi support thi aur Bhutto ka jurm yeh tha us nay apney rivals ko merwaya aur Pakistan ko tora. Imran to Qaum ka Hero hai. Asim Muneer aur Dirty Harry kitney saal kerlingey . Bajwa ki misaal lelo November sai pehley Pakistan kai siyah sufaid ka malik wuhi tha. likin December mey uska Pakistan mey rehna muskil hugya. aaj zilat ka naam hey wuh. Zia ul Haq ki syasi aulad aaj Parliment mey Bhutto ka insaaf mang rahi hai . waqt hamesha aik sa nahi rehta.

Mulk k economy barbaad hu chuki hei , koi investment nahi hurahi , Har koi mayoos hei. Yeh smajhtey hey doost mulko sai qarza lelingey , theek hey USA , China , Saudia , UAE qarz dedingey , jab khataum huga phir mangney jyengey , Muft mey koi qarz nahi deta , aik bar tu dedey phir waha sai bhi laat mardi jye gy. India ka PM Moodi ko Gujjrat mey Insaniyat ka khoon kerney per Banned kerdya tha wuh tu India ab Business ki great opportunity hai is liye in countries nai apney mafadat ki waja sai inko permission di likiin Pakistan kai bhikari hukmarano ko kon lift kerwayega. husakta hey Human right voilation ki waja sei inko waha ban kerdya jye . Oversea Pakistasni majoirty PTI ki supporter hai . wuh khud inkey khilaf ahtejaj karegy. Jab Paisa khtam huga na tu tab inkey aqal thikanay aye gi . aur yeh 80s ya 90s nahi jaha Ganay aur Drama dhika ker public ko bewaqoof banayegy. Yeh jo Lifafi media hay na yeh sirf yahi bhinka hey , Internationa media mey Khan ki value hey

Imran Khan 72 years ka hugya aur iski life aik remarkable life hey us waqt per yaqeenan Hollywood ya Netflix mey movies banaygi. jo iskey sath huga wuh positive character huga aur jo khilaf huga wuh negative , is tara establishment ki reputation aur kharab hugy.

PTI shyed khatam hujye likin Imran nay aik bara kaam kerdya mulk ko in khandano sey nijat dilanay ki tehreek shuru kerdi. Shahbaz kai baad koi nahi aye ga aur isi tara Bilawal establishemet ki based per banegay PM likin uskey baad PPP bhi khtaum hujye gy. Imran nay Soch aur shaoor dey dya hey is qaum ko. yeh next generation mey transfer huga. Aur jis tara Bhutto ki maut kay 30 saal baad aaj Bhutto mazloom lagta hay Inshah Allah , dekhna Imran Khan sheyd itna bara leader kai tor per yaad rakha jyega kay may be New currency mey uski photo bhi jaye.
 
Last edited:

Bull

Minister (2k+ posts)
Well done PTI Tigers this is the start of your bright future do not let it down. Keep it up. Duffers and PDM are drowning in shame and no way out for this mess. Keep moving forward without violence and in masses. Thanks for proving your strength to those who think wrongly and hiding their faces now.
 
ranaji

(50k+ posts) بابائے فورم
آج مقبوضہ کشمیر والے اللہ کا شکر ادا کرہے ہیں کہ وہ انڈیا کی فوج کے قبضے میں ہیں
اس لئے انکی چادر اور چار دیواری تو محفوظ ہے ورنہ انکے گھروں میں بھی پاکستانی فوج عورتوں بچیوں کی عزت پامال کررہی ہوتی جیسے مشرقی پاکستان کے بعد اس بچے کھچے پاکستان میں بھی کر رہی ہے اور گھروں میں دروازے توڑ کر چادر اور چار دیواری کے تقدس کو پامال کر رہی ہے عورتوں اور بچیوں کو مرد فوجی گرفتار کررہے ہیں مرد رینجرزگرفتار کرکے مبینہ طور پر انکے ساتھ جنسی زیادتی کی جارہی ہے انڈین یا اسرائیلی فوج بھی یہ نہیں کر رہی
 
Analysis2021

MPA (400+ posts)
Ab ronay ka koee faida Nahen

Pti Should have thought before executing burn down the country policy

Yeh Waqt batyaega ,

PPP ko bhi banned kerdya tha Zia nai , jitna control us ka tha na fauj per Asim uska adha bhi nahi rakhta huga.

likin aaj Zia ki aulad Shareef khandan Bhutto ka insaf mangrahay hay.

Imran ko qaum ka hero hei , aur yeh media ki bongyan sirf Pakistan tak chaley gi , baher unko koi pochta nahi hay . Internationally Imran is more popular than this corrupt tola.
 
stranger

Chief Minister (5k+ posts)
Subah honay se kuch dair pehle raat hameshaa ziada tareek hoti hai..

yehi aakhri waqt hai.. iis raat ki siahi ka.. jo iss mulk per pichlay 76 saal se chhai hai
 
انقلاب

Chief Minister (5k+ posts)
Aesa Lag rahah hei Imported Govt PDM , Establishment sab ney milker PTI ko crush kerney ka irada kerliya hai. Imran Khan key baray mey mera andaza hay isko 2024 sey pehley hi khatam kerdingey , PTI kai log torey jyengey , workers ka software update dikhaya jye ga.

Yaad rakhna chayey Army Gerneral Zia haq sei zyada powerful aur control nahi tha usko Na sirf fauj bulkey awam aur Molvio ki bhi support thi aur Bhutto ka jurm yeh tha us nay apney rivals ko merwaya aur Pakistan ko tora. Imran to Qaum ka Hero hai. Asim Muneer aur Dirty Harry kitney saal kerlingey . Bajwa ki misaal lelo November sai pehley Pakistan kai siyah sufaid ka malik wuhi tha. likin December mey uska Pakistan mey rehna muskil hugya. aaj zilat ka naam hey wuh. Zia ul Haq ki syasi aulad aaj Parliment mey Bhutto ka insaaf mang rahi hai . waqt hamesha aik sa nahi rehta.

Mulk k economy barbaad hu chuki hei , koi investment nahi hurahi , Har koi mayoos hei. Yeh smajhtey hey doost mulko sai qarza lelingey , theek hey USA , China , Saudia , UAE qarz dedingey , jab khataum huga phir mangney jyengey , Muft mey koi qarz nahi deta , aik bar tu dedey phir waha sai bhi laat mardi jye gy. India ka PM Moodi ko Gujjrat mey Insaniyat ka khoon kerney per Banned kerdya tha wuh tu India ab Business ki great opportunity hai is liye in countries nai apney mafadat ki waja sai inko permission di likiin Pakistan kai bhikari hukmarano ko kon lift kerwayega. husakta hey Human right voilation ki waja sei inko waha ban kerdya jye . Oversea Pakistasni majoirty PTI ki supporter hai . wuh khud inkey khilaf ahtejaj karegy. Jab Paisa khtam huga na tu tab inkey aqal thikanay aye gi . aur yeh 80s ya 90s nahi jaha Ganay aur Drama dhika ker public ko bewaqoof banayegy. Yeh jo Lifafi media hay na yeh sirf yahi bhinka hey , Internationa media mey Khan ki value hey

Imran Khan 72 years ka hugya aur iski life aik remarkable life hey us waqt per yaqeenan Hollywood ya Netflix mey movies banaygi. jo iskey sath huga wuh positive character huga aur jo khilaf huga wuh negative , is tara establishment ki reputation aur kharab hugy.

PTI shyed khatam hujye likin Imran nay aik bara kaam kerdya mulk ko in khandano sey nijat dilanay ki tehreek shuru kerdi. Shahbaz kai baad koi nahi aye ga aur isi tara Bilawal establishemet ki based per banegay PM likin uskey baad PPP bhi khtaum hujye gy. Imran nay Soch aur shaoor dey dya hey is qaum ko. yeh next generation mey transfer huga. Aur jis tara Bhutto ki maut kay 30 saal baad aaj Bhutto mazloom lagta hay Inshah Allah , dekhna Imran Khan sheyd itna bara leader kai tor per yaad rakha jyega kay may be New currency mey uski photo bhi jaye.
یہ بھی تو ممکن ہے کہ ۲۰۲۴ سے پہلے آپ ختم ہو جائیں
 
Melanthus

Chief Minister (5k+ posts)
Ab ronay ka koee faida Nahen

Pti Should have thought before executing burn down the country policy
Real burn down has not started.What happened was a series of isolated incidents.I am waiting for an uprising like Iran.I have no idea if it will happen.Tine has come for do or die.The status quo is not sustainable.Pakistanis will have to make a choice between living as slaves of general and political mafias or as free citizens with human rights.
 
Islamabadiya

Iran ?
Where is Iran now? Take oil out and they would have starved to death, irani people hate their Mullah regime

What other burn down you need? Armed mobs did whatever they could, burned Martyr symbols, took out on ordinary citizens pelting their cars with stones, looted, even called for families to kill each other if not niazi supporters

Neither we need a revolution nor it’s coming, sorry to break your bubble

We need civilians in parliament working out their differences but Imran khan doesn’t believe in parliament

Whatever kind of parliament we have, we have to make use of it.

Change will come with time, can not come overnight
 
Zainsha

Chief Minister (5k+ posts)
You were great Sheikh Mujeeb ur Rehman. You did excellent.

Parliament?? my foot. 400 puppets controlled by GHQ.. They come to vote for a bill when GHQ says, they refrain from voting when GHQ orders. Fuck you bitches.
 
chacha jani

Chief Minister (5k+ posts)
Powerful-hard-times-quotes.png
 
Melanthus

Chief Minister (5k+ posts)
Iran ?
Where is Iran now? Take oil out and they would have starved to death, irani people hate their Mullah regime

What other burn down you need? Armed mobs did whatever they could, burned Martyr symbols, took out on ordinary citizens pelting their cars with stones, looted, even called for families to kill each other if not niazi supporters

Neither we need a revolution nor it’s coming, sorry to break your bubble

We need civilians in parliament working out their differences but Imran khan doesn’t believe in parliament

Whatever kind of parliament we have, we have to make use of it.

Change will come with time, can not come overnight
I gave the example of Iran because Iranians were facing a similar situation like Pakistan.The secret service of Iran SAVAK was torturing,killing and arresting people illegally just like Pakistani agencies are doing now.The Iranians showed guts and overthrew the hated dictatorship.Unfortunstely the mullahs ceased power because there was a power vacuum.The Shah never allowed political activity so mullahs took over.Pakistan needs true democracy.Hopefully mullahs will never win elections to form the government.