"Hukmaran asay hotay hain"- Maulana Tariq Jameel Ka Biyan (Must Watch)

chandaa

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Hukmaran asay hotay hain !!! Maulana Tariq jameel

Kahan woh Janti Hastiyaan aur Kahan aaj ke Uthai Geer Gatiya Hukamraan.
 

Raaz

(50k+ posts) بابائے فورم
Re: Hukmaran asay hotay hain !!! Maulana Tariq jameel


حضرت عمر ان لوگوں پر حاکم تھے جو پوچھتے تھے کہ تیرا کرتا کیسے بنا
آج کے عوام صرف یہ دیکھتے ہیں کہ حاکم ہمارے قبیلے کا ہماری برادری کا ہونا چاہئے

یہ ہے اصل جمہوریت کی بنیاد ، نام اس کا کچھ بھی رکھ دو
لیکن ترقی یافتہ ملکوں میں آج بھی حکمران کسی حد تک اکاونٹ ایبل ہیں

جتنا عوام حاکم کو اکاونٹ ایبل بناتی ہے اتنی ہی عوام خوشحال ہوتی ہے

یہ چولی دامن کا ساتھ ہے
 

irumkhan

Banned
Re: وہ کونسے چار لوگ ہیں جن کی بخشش نہیں ہوتی؟&#1567

I am really impressed the videos you share. Really awesome sharing. Keep it up
 

irumkhan

Banned
Re: وہ کونسے چار لوگ ہیں جن کی بخشش نہیں ہوتی؟&#1567

I wish ke aap Maulana Zakir Naik aur dusre ulama hazrat ki videos bhi share karein. It is just a suggestion
 

irumkhan

Banned
Re: وہ کونسے چار لوگ ہیں جن کی بخشش نہیں ہوتی؟&#1567

Bhai banda reply hi ker deta hai, itne ache comments karu phir bhi log reply nae kerte
 

Jameelkh

Banned
Re: وہ کونسے چار لوگ ہیں جن کی بخشش نہیں ہوتی؟&#1567

Sorry Dear Sister, I have just seen your comments, thanks for your spare time for comments and I will share the videos as you mentioned
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

deene islam ke dor main koi shakhs bhi deegar insaanu per kabhi bhi haakim nahin tha. tamaam log ummat ke liye kaam karte the umaat ke karindun ki hesiyat se jin jin ko ummat bahami mashware se jo jo zimmadari sownpati thi un ki qaabliyat ko dekh kar. yeh tasawur keh log logoon per haakim the ham ko badbakht mullah ne diya jo keh un logoon per jo khudaa ke liye kaam karte the insaaniyat ki behtari ke liye aik bahot badaa bohtaan hai. deene islam main Allah ke siwaa koi bhi haakim nahin hai. logoon per logoon ki haakmiyat ka tasawur ham ko mullah ne hukamraanu aur sarmayadarun ke kehne per diya jab deene islam ko unhune mazhab se badal diya aur baadshahat qaaim ho gayee. yani jin baatun ko deene islam khatam karne ke liye diya gayaa tha ummat per phir unhi baatun ko musallat kar diya gayaa aur aaj ham ussi ka khamyaaza bhugat rahe hen.
 
Last edited:

Back
Top